Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Happy Independance to india

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Happy Independance to india

    I think both pakistan and india still in the tarertory of other countries....
    may be i wrong........

    Comment

    • #17
      Re: Happy Independance to india

      Originally posted by Sham View Post
      I think both pakistan and india still in the tarertory of other countries....
      may be i wrong........
      mein samja nahi :mm:
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: Happy Independance to india

        Originally posted by ummid View Post
        sohniye ji.... aap ager apni post padhein tu woh kisi bhi patrotic shaks ke liye takleef ki baat hai....aap ka first sentence yeh tha ke "India azad kub howa woh tu do hisso'n mein taqseem how'a..phir kis baat ki azadi manate hain yeh log......" dear apni zuban ko meetha baniye..yahan hume humare mulk ki azadi per mubarak baad di jaa rahi hai na ke hume Hindustaan ki tareekh bataiy jaa rahi hai....aap ki baat sakht galat hai...sirf is liye nahi ke yeh humare mulk ki baat hai balke is liye bhi ke aap ne gair munasib jagagah ka intekhaab kiya.......TANZ karne ke liye.apne galat baat kahi don't you think so,ager yahi baat hum aap ke mulk ke liye kaihte tu do you feel happy????? khush rahiye....hume yahan per lafzi waar nahi karne....khsuh rahiye aur Tanz se guraiz kijye....Allah aap ko khuhsh rakhe(aameen)
        ummid jee mein ne koi talkh ya tanz wali baat nahi ki shayad aap ko meri baat tanz lagi hai or rahi baat hamare mulk ko kuch kehne ki tu ye baat hamare mulk per kahi hi nahi ja sakti kyun k hamara mulk hi sahi haq daar hai Jashn e Aazadi mananey ka lekin afsos yahan k log isey sahi tareekey se nahi manatey...mein ne koi ap k mulk ki tareekh nahi batayii wo tu sab hi ko pata hai aap kuch ziada hi meri baat ko dil per lai gayi hain ...mein ne yahan koi behas nahi ki jo aap ghair munasib jagha ki baat kerti hain ek sach bataya hai jo aap ko kerwa laga or rahi meri post ki baat tu mein ap ko wahan jawab dai chuki hon..

        Comment

        • #19
          Re: Happy Independance to india

          Originally posted by Madiha kanwal View Post

          Aap ke mulk ne aisa kya kardiya madiha ji ke woh jashn-e-azadi manaye aur hum nahi???????
          dear yeh aik khushi hai jo hum celebrate karte hain ke hum azad hoye the britin govt. se...and nothing...baat aap ke ya humare mulk ki nahi....hum nahi jante aap ne kya padha aur na hi aap janti hain ke hume kaun si history padhai gai....aise mein baihas la haisl hai...Aap ne kaha aap ne such bataya jo hume kadwa laga tu aisi koi baat nahi....aap ka such humare nazdeek koi maani nahi rakhta kyun hume yeh such nahi padhaya gaya hum jise such sumjhte hain usey bayan karein tu sahid woh aap ke nazdeek be maani ho.....
          madiha ji mulk Insaano'n se bante hain aur humare mulk banne mein khoon bahe hain....
          hum sirf itna kaheinge ke hum se galti hoi ke apni kisi zaihni kashma kash ka shikaar ho ker aik zara si baat ko toool de di...
          Aap ne jo likha woh ab bhi humare nazdeek be maani hi hai..phir bhi hum maafi chahte hain ke humare aik dost kaihte hain apart from Indian and Pakistaani first we are Muslim...bus isi liye..
          khush rahiye.
          koi baat buri lagi ho tu Maafi..
          Allah haafiz..

          Comment

          • #20

            Dear jab aap ko pata hi nahi hamen kia parhaya gaya or na hi ye pata hai k hamare mulk mein kia ho raha hai tu phir aap ne us post ka reply hi kyun kia mein ne aap k liye wo post nahi lagaii thi apne mulk k logon k liye lagayii thi k wo sahi rah per a jayen lekin aap baat ko kahan se kahan lay gayin apne samjha mein apne or ap k mulk per tanz ker rahi hon tu aesi koi baat nahi jo mujhe pata hota hai wahi kehti hon ... khair aap ko meri yahan wali baat k independence day kyun manatey hain buri lagi tu im sorry ...Allah hafizz

            Comment

            • #21
              Re: Happy Independance to india

              Ummid aur Madiha Kanwal dono ka replies padha, hamey sakht afsos hai ke 4-6 mahiney pahle kitney achhe achhey shaour wale members huwa kartey thay yehan par, Independence ki badhayi dene ke bahaney kya kya bole jaa rahe hain.

              Samjhadar members ka ye kaam nahin.
              Love begets love,

              Muhabbat se muhabbat paida hoti hai, bhaichargi se rahen,

              Kullo menn aleiha faan, (Duniya faani hai)
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment

              • #22
                Re: Happy Independance to india

                :salam: Assalam-o-Alikum!!

                Happy belated Independence Day to India...............

                Madiha jee Mai app se aik baat kahna chahti hon ....hope u dont mind aur meri baat ko positively lain gi.......Pegham per har shakhs ka maqsad aik dosray ko khushi daina ha ..........maina jahan tak dekha ha yahan agar koi kesi ko khushi data ha tu badlay mai uss khushi se barh kar ussay khushi di jati ha.........Aur Ummid de ko maina jab bhi dekha woh aik Indian honay ka bawajood humari khushi aur ghami dono ma sath dati ayin hai........Unho na humari khushi ma bhi humara sath diya ha aur dukh ma bhi ........Misal kay tor per abhi app Behs-o-bubhasa kay section ma dekhain Hadood-e-Audince ka problem humary mulk ka ha ...aur mai ya nhi janti thi kah akhar ya masla ha kiya but Ummid na uss per jo link diya uss se mujhay iss mamlay ka baray ma complete information mili............
                Ummid nay pegham per hamesha khushi de ha sab ko aur ya unka bohat bara ahsaan ha hum per Aur Islam humay kesi bhi Ahsaan ka badla uss ahsaan se bhar kar denay kay sabaqq data ha........
                Meray khiyal se jitna Ummid hum sab ki khushi ka khiyal rakhti hain humay uss se bhar kar unhay khushi deni chaiya.........
                Agar app khulay dill se Ummid de ko Wish kar dati ......tu acha hota ..kiun kah ya unki khushi ka din ha ...........aur kesi ki khushi mai uss ka sath denay ma koi burai nahi .......
                Agar Madiha app ko meri bat buri lagi tu I m extremely Sorry ........per thora sa positively souchiya ga meri baaton per:embarasse
                Last edited by fari; 26 August 2006, 11:17.

                Comment

                • #23
                  Re: Happy Independance to india

                  Thanx:phool:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Happy Independance to india

                    Mujhey bohat dino sey aarzu thi keh "chirryon ki chu chu" sunoon - aaj is thread mein sun li :zuban: :zuban: :zuban: :zuban: :zuban:

                    Dekho bachiyo!

                    Yeh aik bilkul alag behas hai keh "aazadi" kya hai aur kissey aazad kehna chahiye. Maujoodah haqeeqat yehi hai keh Pakistan 14. august 1947 ko moarz-e-wajood mein aaya aur India 15. august 1947 ko aazad huwa. Is lehaaz sey hai hamein Pakistan ki aazadi mananey ka haq hasil hai aur 15. august ko Hindustan ki aazadi per unhein mubarakbad deni chahiye....

                    Baqi jo bhi iktilaaf hon - jo bhi behas hai woh yahan jaiz nahin - aur kuchh behsein aisi hoti hain jin per siraf tajarbah hi bolna chahiye - ilm nahin :)
                    Last edited by Masood; 26 August 2006, 14:30.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #25
                      Re: Happy Independance to india

                      Originally posted by fari View Post
                      :salam: Assalam-o-Alikum!!

                      Happy belated Independence Day to India...............

                      Madiha jee Mai app se aik baat kahna chahti hon ....hope u dont mind aur meri baat ko positively lain gi.......Pegham per har shakhs ka maqsad aik dosray ko khushi daina ha ..........maina jahan tak dekha ha yahan agar koi kesi ko khushi data ha tu badlay mai uss khushi se barh kar ussay khushi di jati ha.........Aur Ummid de ko maina jab bhi dekha woh aik Indian honay ka bawajood humari khushi aur ghami dono ma sath dati ayin hai........Unho na humari khushi ma bhi humara sath diya ha aur dukh ma bhi ........Misal kay tor per abhi app Behs-o-bubhasa kay section ma dekhain Hadood-e-Audince ka problem humary mulk ka ha ...aur mai ya nhi janti thi kah akhar ya masla ha kiya but Ummid na uss per jo link diya uss se mujhay iss mamlay ka baray ma complete information mili............
                      Ummid nay pegham per hamesha khushi de ha sab ko aur ya unka bohat bara ahsaan ha hum per Aur Islam humay kesi bhi Ahsaan ka badla uss ahsaan se bhar kar denay kay sabaqq data ha........
                      Meray khiyal se jitna Ummid hum sab ki khushi ka khiyal rakhti hain humay uss se bhar kar unhay khushi deni chaiya.........
                      Agar app khulay dill se Ummid de ko Wish kar dati ......tu acha hota ..kiun kah ya unki khushi ka din ha ...........aur kesi ki khushi mai uss ka sath denay ma koi burai nahi .......

                      Agar Madiha app ko meri bat buri lagi tu I m extremely Sorry ........per thora sa positively souchiya ga meri baaton per:embarasse
                      Sho shhweet chanda :hug:....agreed:rosehamein khulay dil se ek doosray ki khushyon per khush hona , aur dukhon per saath dena chahieey :)
                      Last edited by Eshaa Chaudhry; 26 August 2006, 17:18.
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: Happy Independance to india

                        Originally posted by Masood View Post
                        Mujhey bohat dino sey aarzu thi keh "chirryon ki chu chu" sunoon - aaj is thread mein sun li :zuban: :zuban: :zuban: :zuban: :zuban:
                        :zuban: :zuban: :zuban: :zuban: :zuban: :zuban: :zuban: :zuban: :zuban: :zuban: :zuban:
                        Aap ko PM ker ker ke ab khoob chaihchahat sunaate hain............zara thair jayiye.......

                        Comment

                        • #27
                          Re: Happy Independance to india

                          Originally posted by fari View Post
                          :salam: Assalam-o-Alikum!!

                          Happy belated Independence Day to India...............

                          Madiha jee Mai app se aik baat kahna chahti hon ....hope u dont mind aur meri baat ko positively lain gi.......Pegham per har shakhs ka maqsad aik dosray ko khushi daina ha ..........maina jahan tak dekha ha yahan agar koi kesi ko khushi data ha tu badlay mai uss khushi se barh kar ussay khushi di jati ha.........Aur Ummid de ko maina jab bhi dekha woh aik Indian honay ka bawajood humari khushi aur ghami dono ma sath dati ayin hai........Unho na humari khushi ma bhi humara sath diya ha aur dukh ma bhi ........Misal kay tor per abhi app Behs-o-bubhasa kay section ma dekhain Hadood-e-Audince ka problem humary mulk ka ha ...aur mai ya nhi janti thi kah akhar ya masla ha kiya but Ummid na uss per jo link diya uss se mujhay iss mamlay ka baray ma complete information mili............
                          Ummid nay pegham per hamesha khushi de ha sab ko aur ya unka bohat bara ahsaan ha hum per Aur Islam humay kesi bhi Ahsaan ka badla uss ahsaan se bhar kar denay kay sabaqq data ha........
                          Meray khiyal se jitna Ummid hum sab ki khushi ka khiyal rakhti hain humay uss se bhar kar unhay khushi deni chaiya.........
                          Agar app khulay dill se Ummid de ko Wish kar dati ......tu acha hota ..kiun kah ya unki khushi ka din ha ...........aur kesi ki khushi mai uss ka sath denay ma koi burai nahi .......

                          Agar Madiha app ko meri bat buri lagi tu I m extremely Sorry ........per thora sa positively souchiya ga meri baaton per:embarasse
                          Waalaikum asalam......
                          oye gudiya ji humari tareef kuch zyadh hi kar li aap ne........:blush:
                          any wayzz thanx a lot.....:rose
                          aur raha sawal humara aap ke gum aur khushi mein shamil hone ka tu baacha hum paihle bhi kaih chke hain apart from Indian and pakistani first we are Muslim:) ...aisa Aamir kaihte hain...yeh alag baat hai woh sumjh daari ki baatein bauhat kum kum hi karte hain......lolzz...:D
                          khush raho gudiya...:lpop:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Happy Independance to india

                            Originally posted by ummid View Post
                            :) ...aisa Aamir kaihte hain...yeh alag baat hai woh sumjh daari ki baatein bauhat kum kum hi karte hain......lolzz...:D
                            :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: App ki aur meri souch kitni milti ha:khi: Aamir ka baray ma:lpop:
                            :lpop: U R Welcome Dear Maina tu such kaha ha Sirf:blush:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Happy Independance to india

                              Originally posted by fari View Post
                              :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: App ki aur meri souch kitni milti ha:khi: Aamir ka baray ma:lpop:
                              :lpop: U R Welcome Dear Maina tu such kaha ha Sirf:blush:
                              na na fari aamir humare bauaht acche dost hain aur waqai acche hain ....i know him personally very well:).......:alhamd: kaafi sumjhdaar Insaan hain.......waise kuch kuch pagal bhi hain:D ...bongiyaan marne mein expert:tauba ....by the way ager woh yeh padh lein na ke hum ne un ki yaani ke un ki hi yaani Aamir ki hi tareef ki hai tu woh sharma jayenge:blush: ...aur shaid behosh bhi ho jayen....:lpop:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Happy Independance to india

                                Originally posted by ummid View Post
                                na na fari aamir humare bauaht acche dost hain aur waqai acche hain ....i know him personally very well:).......:alhamd: kaafi sumjhdaar Insaan hain.......waise kuch kuch pagal bhi hain:D ...bongiyaan marne mein expert:tauba ....by the way ager woh yeh padh lein na ke hum ne un ki yaani ke un ki hi yaani Aamir ki hi tareef ki hai tu woh sharma jayenge:blush: ...aur shaid behosh bhi ho jayen....:lpop:

                                :kr: :kr: :kr: :kr:

                                Comment

                                Working...
                                X