Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aaj ka Sawal?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aaj ka Sawal?

    Originally posted by Yaaram View Post
    1000 ka loss hoa ussy, 200 ka us ka saman bhi gya aur 800 in cash gya.
    Or 1000 Jo Usay Dukaan Daaar Ko Wapis Karnay Paray .. Wo Kis Hsaab Main Jaye Gaye ..

    Is Tarah Samjhay ...

    Larki Nay 200 Samaan Liya Or 1000 Diya.

    Dukaan Daar Nay 200 Rakh Kar 800 Wapis Kar Diye ( Yani 800 Jo Aaye Nahi Wo Ja Bhi Chukay Or 1000 Ka Note Jaali Tha Wo Hazaar Bhi Dukaan Daar Nay Wapis Kiye ... Is Ka Matlab ...

    Pehlay 800 Ka Lose
    Phir 1000 Ka Bhi Lose

    Yani 1800 Ka Total Lose Howa Hay ... [MENTION=4444]Mr.Khan[/MENTION]
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment

    • #17
      Re: Aaj ka Sawal?

      Originally posted by I Am In Love View Post

      Mere dost, aap ka hisaab kuch garbar hai, dekhen Dukaan dar ne larki ko jo 800 wapas kye thay woh us ne dosre dukaan dar se udhaar lye thay, it means ke us ke apne jaib se 800 nahi gaye hein, us ke paas se sirf 200 ka samaan gaya hai, ab us ne jo 1000 rupay dosre dukaan daar ko wapas karne thay woh usay return kar de ga, is hisaab se 200 ka samaan or 800 jo larki ko dye woh loss hue jo ke total 1000 banta hai

      Comment

      • #18
        Re: Aaj ka Sawal?

        Originally posted by Mr.Khan View Post

        800 Jo Wapis Kiye Thay Wo Dukaan Daar Say Udhaar Nahi Liye Thay Balkay Exchange Kiye Thay. 1000 to 1000

        Jis Main Say 200 Ka Samaan Howa Or 800 Larki Ko Wapis Kar Diye. ( Samjhay ...... Wo 1000 Tu Larki Nay Diye Hi Nahi Thay)

        Ab Dukaan Daar Jo Naklee Note Lay Kar Wapis Aaya Wo Tu Usay Wesa Hi Wapis Karnay Hongaye Na Bro .. ( Yani 1000 Ka Note)

        800 Larki Ko Diye Or 1000 Wapis Dukaan Daar Ko Diye , Naklee Note Kay Bina Per ...

        Ab Aap Hisaab Laga Lain ..

        800 (Larki Ko Diye ) + 1000 (Dukaan Daar Ko Wapis Diye ) =1800 Rs Howay ...

        ( 200 Ka Jo Samaan Wo Larki Lay Gaii Thi Wo Usi Dukaan Daar Kay Pass Reh Gaye. )
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment

        • #19

          Mere bhai, jo 800 us ne larki ko wapas kye hein woh to usii dukaan daar se hi lye thay na, us ne apni jaib se to nahi dye hein............Aap aqal lagayen phir aap ko samajh aaye gi, dukaan daar ne larki ko jo paise return kye hein woh paise dosre dukaan daar ne diye thay, kyun ke jaali note us larki ne dya tha.

          Comment

          • #20
            Re: Aaj ka Sawal?

            مصر کے کیا معنی ہیں؟

            Comment

            • #21
              Re: Aaj ka Sawal?

              nahi maloom

              Comment

              • #22
                Re: Aaj ka Sawal?

                Originally posted by Mr.Khan View Post
                مصر کے کیا معنی ہیں؟
                Misar ke maane "Shehar" ke hein

                Comment

                • #23
                  Re: Aaj ka Sawal?

                  oho maine to dheka hi nahi..........................

                  Comment

                  Working...
                  X