Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

بوجھو تو جانیں

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: بوجھو تو جانیں

    Originally posted by Admin View Post
    Pehley yeh btao Khan keh woh wahan beth kar kar kya rahey they?

    Aur waisey is tarha saaey mein parrosi hi betha karta hain :lol :lol :lol

    inhi logon ki waja se Pakistan aaj taraqqi nahi kar raha :lol

    jo sawal pocha hai us ko chhor ke sawal k undar se sawal nikal rahe hein..............bhai ye unke ghar ka maamla hai

    aap ne jaan kar kya karna hai ke woh kiya kar rahe hein ya kya nahi :lol

    Comment


    • #17
      Re: بوجھو تو جانیں

      Originally posted by Mr.Khan View Post



      inhi logon ki waja se Pakistan aaj taraqqi nahi kar raha :lol

      jo sawal pocha hai us ko chhor ke sawal k undar se sawal nikal rahe hein..............bhai ye unke ghar ka maamla hai

      aap ne jaan kar kya karna hai ke woh kiya kar rahe hein ya kya nahi :lol
      Yaar Khan, tum ney un dono key drakhat mein bethney ki wajjah sey ummat ko mushkil mein daal diya - to main ney socha pehley yeh mu'imma hi hal kar liya jaey keh woh KAR HI KYA rahey they wahan bethey - kambakht maro ghar mein sofa mein betho :lol
      مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
      نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

      Comment


      • #18
        Re: بوجھو تو جانیں

        EK Shaks Ne Apny Naukar Se Pocha Kay Ghari Me Kya Time Hua Hai??
        Naukar Ne Kaha Sui Sui Kay Upar Jitny Bajny Waly Hain Utnay Bajny Main Utnay Hi mint Baki Hain...!!

        Ab Batayen ke Us WaQt Time Kiya Ho raha hoga?

        Comment


        • #19
          Re: بوجھو تو جانیں

          12 bajny main 12 mint ....:waiting::cc:

          Comment


          • #20
            Re: بوجھو تو جانیں

            @Areej, sawal aik bar phir ghoour se parhen :)

            Comment


            • #21
              Re: بوجھو تو جانیں

              parh to liya haii abb samjh any k liye badaam khaa ker atee hoon :phansi2:

              Comment


              • #22
                Re: بوجھو تو جانیں

                Badaam bhi to aaj kal buhat mehange ho gaye hein :lol

                Comment


                • #23
                  Re: بوجھو تو جانیں

                  wesy banda kitna lzy hai ...bhala khud dekh lo time :fly:

                  Comment


                  • #24
                    Re: بوجھو تو جانیں

                    :lol ye to wohi baat ho gaii angoor haath na aayen to khattay hein :lol

                    Comment


                    • #25
                      Re: بوجھو تو جانیں

                      Laikin main tou kuch aur soch raha hoon

                      kaay aakhir uss guzartay huway shaksh ko kia soojhii kay chaltay chaltay unn say un kay rishtay kay baaray main pooch raha hay... bhai tumhain aur koi kaam waam nahin hay kia :lol :lol

                      Khuwamakhuwa humain bhi paraishaani horahii hay uss kay sawaal say 372-haha

                      Originally posted by Admin View Post


                      Yaar Khan, tum ney un dono key drakhat mein bethney ki wajjah sey ummat ko mushkil mein daal diya - to main ney socha pehley yeh mu'imma hi hal kar liya jaey keh woh KAR HI KYA rahey they wahan bethey - kambakht maro ghar mein sofa mein betho :lol
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: بوجھو تو جانیں

                        11:36
                        sigpic

                        Comment

                        Working...
                        X