Aslam-o-Alaium!
Aik aur question/situation ke saath hazir hoon. Aap ko yahan answer dena he.
3 doost resturant mein khana khatay hein. Bill banta he 75 Rupees.
Teeno 25, 25, 25 share kerte hein aur bill pay kerte hein
Manager inhein 5 rupay ka discount deta he.
Teeno doost 1, 1, 1 Rupaya apnay paas rakh lete hein aur baki 2 rupay waiter ko de dete hein.
Ub teeno ke lagay 24+24+24 = 72 rupay
Waiter ko diye = 2 rupay
Total ho gaye = 74 rupay
Baki ka 1 rupaya kahan gaya

Comment