Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Islamic Quiz

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Islamic Quiz # 10

    Originally posted by ashi View Post
    hazret mosa k nikah main hazret shoaib ki beti ayi the
    sahi Jawab :thmbup:





    Congratz

    ~*~ ashi ~*~


    You got a reputation point :thmbup:



    Comment


    • #62
      Islamic Quiz # 11

      Assalaam Alaikum Doston :salam:



      Question ~ Un Sahabi-e-Rasool (S.A.W.) ka naam batayen jinhe Muraad-e-Mustafa (S.A.W) bhi kaha jata hai?
      • Hazrat Abu Bakr Siddique (R.A.)
      • Hazrat Umar (R.A.)
      • Hazrat Ali (R.A.)
      • Hazrat Usman Ghani (R.A.)

      Best Of Luck

      Comment


      • #63
        Re: Islamic Quiz # 11

        Walaikum Assalaam

        Hazrat Umar-e-Farooq Razi ALLAH Anh ko Muraad-e-Mustafa SAW kaha jaata hay kiyonki aap SAW nay inn kay Islam ko qubool karnay ki dua ki thi.
        Last edited by thefire1; 4 October 2009, 19:14.
        sigpic

        Comment


        • #64
          Re: Islamic Quiz # 8

          Originally posted by ashi View Post
          bhai main ap k aur anchal k ans sy satisfief nhe hon kiyon k soreh fitha pehli maki soreh hain jo pori nazil hoi terteeb k lihaz sy b yeh 1 number py he ati hain aysa main ny book mian he perha hain kindly ap checkiyje aur anchal sy request hain ager meain galt hon to apne ans he pori detail batain ta ky muje pori tafseel malom ho saky jahan tak mera ilam hain to soreh fatiha pahli soreh hain maki aur yeh pori nazil hoi the aur terteeb sy b yeh 1 he aye g ap ny yeh waziya nhe kia k madni soreh main ya maki main ap is ki tafseel perhain to is main hain k yeh maki pehli soreh hain seb sy pehli terteeb sy b
          Assalaam-O-Alaikum Ashi jee

          Iss baat main koi ikhtilaaf hi nahin kay pehli Makki surat Sura-e-Iqra hay jiss ki pehli 5 aayat nazil hoyee thi, aur yeh bhi Ghar-e-Hira main Nabi-e-Karim SAW per pehli baar naazil hoyee, aur tarteeb kay lihaz say sour-e-fatiha ka number 5 hi hay, aap zaroor kitab ka mushaida aik baar aur kar lain yeh musalima haqeqat hay jisay humaray chaaron Imam nay tasleem kia hay.
          sigpic

          Comment


          • #65
            Re: Islamic Quiz # 11

            Originally posted by thefire1 View Post
            Walaikum Assalaam

            Hazrat Umar-e-Farooq Razi ALLAH Anh ko Muraad-e-Mustafa SAW kaha jaata hay kiyonki aap SAW nay inn kay Islam ko qubool karnay ki dua ki thi.
            Sahi Jawab :clap:



            Congratulation

            ~*~ Ali ~*~

            You got a reputation point :thmbup:

            Comment


            • #66
              Re: Islamic Quiz # 11

              Nawazish janab :)
              sigpic

              Comment


              • #67
                Re: Islamic Quiz # 8

                Originally posted by ashi View Post
                bhai main ap k aur anchal k ans sy satisfief nhe hon kiyon k soreh fitha pehli maki soreh hain jo pori nazil hoi terteeb k lihaz sy b yeh 1 number py he ati hain aysa main ny book mian he perha hain kindly ap checkiyje aur anchal sy request hain ager meain galt hon to apne ans he pori detail batain ta ky muje pori tafseel malom ho saky jahan tak mera ilam hain to soreh fatiha pahli soreh hain maki aur yeh pori nazil hoi the aur terteeb sy b yeh 1 he aye g ap ny yeh waziya nhe kia k madni soreh main ya maki main ap is ki tafseel perhain to is main hain k yeh maki pehli soreh hain seb sy pehli terteeb sy b
                Sis mere khayaal se aap ko sawal samajhne koi confusion ho gaii hai, kyun ke mai ne makki or madni surton ka zikar nahi kiya tha apne sawal me,

                Sawal ke hisaab se Nazool-e-Wahi ke mutabiq surah Fatiha koun se number per aati hai...

                Aur Ulma-e-deen or Tadween-e-Nazool ki kitaabon ke mutabiq Surton ki jo fehrist hai us me Surah Fatiha # 5 per aati hai...

                Ho saka to mai zaror un books ki images yahan zaror post karon ga :insha:

                Comment


                • #68
                  Re: Islamic Quiz # 8

                  Originally posted by thefire1 View Post
                  Iss baat main koi ikhtilaaf hi nahin kay pehli Makki surat Sura-e-Iqra hay jiss ki pehli 5 aayat nazil hoyee thi, aur yeh bhi Ghar-e-Hira main Nabi-e-Karim SAW per pehli baar naazil hoyee, aur tarteeb kay lihaz say sour-e-fatiha ka number 5 hi hay, aap zaroor kitab ka mushaida aik baar aur kar lain yeh musalima haqeqat hay jisay humaray chaaron Imam nay tasleem kia hay.
                  Jee sahi kaha hai aap ne

                  Comment


                  • #69
                    Islamic Quiz # 12

                    Assalaam Alaikum Doston :salam:



                    Question ~ Un khush-naseeb Sahabi (R.A.) ka naam bataye jin ke 7 betay Ghazwa Badar me Kuffar ke mad-e-muqabil thay?




                    Best Of Luck


                    Comment


                    • #70
                      Re: Islamic Quiz # 12

                      walaikum salam ... dont know :rose
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #71
                        Re: Islamic Quiz # 7

                        congratz....:)
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • #72
                          Re: Islamic Quiz # 9

                          congratzzz
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • #73
                            Re: Islamic Quiz # 10

                            congrazt Ashi...
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • #74
                              Re: Islamic Quiz # 11

                              Congratz :)
                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment


                              • #75
                                Re: Islamic Quiz # 8

                                Congratz :)
                                For New Designers
                                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                                Comment

                                Working...
                                X