Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Islamic Quiz
Collapse
X
-
Re: Islamic Quiz # 28
Walaikum Assalaam
Main uss muqam per gaya tha jahan 70 Sahaba-e-Karaam RZ shaheed huway jinn main aap SAW kay Chacha Hazrat Hamza RZ bhi shaamil thay aur unhain HINDA naam ki aik aurat nay bohat hi baydardi say shaheed kia tha aur unka kalaija tak nikal kar chaba dala tha, baad main Hinda musalmaan bhi hogayi magar Nabi-e-Karim SAW nay humesha unn ko door rehnay ki talqeen ki kiyonki jab bhi woh unhain dekhtay thi unhain unki berehmi yaad aati thi aur Nabi-e-Karim SAW bohat hurt feel kartay thay.
Inn shaba-e-karam RZ nay Nabi-e-Karim SAW aur ALLAH SWT kay hukm ki khilaaf warzi kartay huway Jabl-e-Ouhad per apni positions choR kar maal-e-ghanimat jama karnay ki niyat say neechay aaya aur uss kaflay nay jiss main Hazrat Khalid bin Walid RZ (jo baad main musalmaan huway) shaamil thay aur unhoon nay 70 Shaba-e-karam ko shaheed kardia jis per Nabi-e-Karim SAW ko bohat afsoos hua aur tamam ummat kay liye aik SABAQ kay Nabi-e-Karim SAW aur ALLAH SWT ki nafarmani karnay ka kia nateeja hota hay.
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN.
Fi Amaan ALLAHsigpic
Comment
-
Re: Islamic Quiz # 28
Originally posted by thefire1 View PostWalaikum Assalaam

Fi Amaan ALLAHLove your Forum, Build Your Forum (PEGHAM)
Comment
Comment