Asslamo Alikum dear Admin broKesy hain aap? Ummid hay theek hon gyYahan main is thread main , pegham per hony waly halia competition k bary main baat karna chahta hon, aap ka nahi khayal ke aap ne us ka decision kisi panel k bagair kia hay? agar koi judges thy in k to un k bary main bataya jaye ke woh kon thy aur un k nataij bhi open forum per show kye jain? Aur please yeh bhi bata deya jaye with humble request k us ka decision aap ne kis base pe kia hay? Mera khayal hay ke us ka faisla aap ne sar a sar ghalat kia hay !! agar aap ne apny tain kia hay, agar to judges ne kia hay to please un k views bhi yahan share kye jain ke unho ne kis hawaly se konsi designing technique dekh ke yeh decision lia. facts and figures sab k samny hony chahye. agar to waqi aisa hay to yeh baqi members k sath zadti ho gi jinho ne mehnat ki !!Best RegardsAdnan
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Att: Admin
Collapse
X
-
Re: Att: Admin
baniazkhan ki jeet ki kushi kay sath mujhy sir masood kay announcement kay tareeqay par afsos hua phir ye kahty hain pakistani aisay hain pakistani wasay winner announcement kartay waqt is baat ka khiyal rakha jay runners up kay jazbat aur walway ko thees na lagay taky next time wo bharpor andaz may participate karain....jasay kaha jata crystal/rabi/noorsabah etc sab nay bharpor mahnat ki magar winner tu aik hi hona thaanyways yaram ka sawal buhat important hay ye tu app nay badshao wala decision lia?baki mujhy ye bat kahni hay laryii jhagray ikhtlaf apni jaga app kay dost app may majood nahi mr sarfraz kya koi itna bura hota hayusay hurf-galat ki tarah mita dia jay bhula dia jay manay un ko kaha wo kahty hain ab admin mujhy na-passand karain gainplease massod sir app btyin kya waqyiii itni bat barhi hay?Last edited by Jamil Akhter; 20 November 2011, 20:55.ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں
-
Re: Att: Admin
Originally posted by Yaaram View PostJamil main yahan kisi aur k comments nahi chahon ga please, aap se guzarish hay ke is muamly se door rehye, mind na kejye ga, yahan main sirf admin se mukhatib honہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں
Comment
Comment