Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mujhy pochna a

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • mujhy pochna a

    mujhy pochna a kya aisa ho sakta kay mere post ki-si khas member ko na dekhy jasay xyz koi bhi
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

  • #2
    Re: mujhy pochna a

    ji bilkul hoskta hai...jis ko aap apni post nae dikhana chahatay ussay kahain aapko block kr day
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: mujhy pochna a

      user cp main aik option IGNORE list hay, shayad wahan say aap ki khuwahish poori ho jayay,

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: mujhy pochna a

        Originally posted by Sarah_Tidy View Post
        user cp main aik option IGNORE list hay, shayad wahan say aap ki khuwahish poori ho jayay,
        Shayd nahi yakenan..
        Allah

        Comment

        • #5
          Re: mujhy pochna a

          Originally posted by saraah View Post
          ji bilkul hoskta hai...jis ko aap apni post nae dikhana chahatay ussay kahain aapko block kr day
          :khi:
          Allah

          Comment

          • #6
            Re: mujhy pochna a

            amman ab jis ko nahi dekhana wo manay ga na thori...ab us ki minnat karoo bhai yan bahin app ko mujhy post nahi parhana so ignore me ....its dfficult koi easy solution nahi?
            ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
            سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

            Comment

            • #7
              Re: mujhy pochna a

              janab ! iss say easy solution koye nahi hay, aap nay jiss say apna moun chupana hay, oss ki nick par click kar dain, aik window khullay gee, wahan left side par doosra option hay ignore list ,oss ko click kar dain, wo user ignore ho jayay ga,
              doosray ye keh, hum sab yahan seeknay aur sikanay athay hain, abb agar kisi ki koye ayse ghalathe hay, jis ko dar guzar ya wo ghalati sudari ja sakthe hay, tho oss user say baat karlain, keh aap ki flan flan baat ya post ki waja say mujay thakleef hay ya forum ka nuqsan hay, kindly dobara ayse baat ya aysa post na share karain, umeed hay wo user ayinda say aysa nahi karayga, magar ye hal nahi hay, keh hum aik doosray say apna moun chupathay phirain,
              ,, baqi app behthar samajthay hain, solution jo mairay zehan main theen, wo aap tak poncha de hain,

              sigpic

              Comment

              • #8

                hmm good tip lakin is say mera masla hul nahi hoga mujhy us say tamam taluq khtum karna a but asss ay kay peghm involve na hooo i mean mujhy pegham na chorna pary...sanmp bhi mar jay lathi bhi na totay
                ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                Comment

                • #9
                  Re: mujhy pochna a

                  :S ,
                  phir be 2 aur hal hain,
                  aik ye keh, abb app say iss baray main bahuth saray sawalath poochay ja sakthay hain, jis ka aap main par jawab na daina chhain, iss kay liyay aap ka yahan close friend hoga, oss say apna masla share kar lain, umeed hay koye na koye hal nikal hi ayayga,
                  doosray ye keh , sab say pasandeeda amal, kisi ko muaf karna hay, agar aap oss member ko muaf kardain, tho aap ko naiki mil jayay ge,
                  aur i kay saath saath forum ka user dil bardastha nahi hoga, aur forum ko leave nahi karay ga, warna shayad ziyada sakthi ki waja say wo memebr yahan say chala/ chali jayay,
                  best of luck,

                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: mujhy pochna a

                    leave it janay do lets see next kya chalta a then i make my final decision
                    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                    Comment

                    Working...
                    X