Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Recommend me some bookz??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Recommend me some bookz??

    Walikumslam d3..
    fairy tal3s parh lia kari3n :blush:

    Originally posted by Z. View Post
    Twilight perh lo :-$
    yip33

    did u watch3d th3 movi3 ??

    is'nt it sup3rb ?

    dialoug3s ar3 just awesom3 and y3 th3 actr3ss is so cut3..teddy

    Iska 2 part aj r3l3as3 howa hai..:lpop:

    Comment

    • #17
      Re: Recommend me some bookz??

      Originally posted by pakgates View Post
      Change Your Thinking, Change Your Life by Brian Tracy
      21 Success Secrets of Self Made Millionaires by Brian Tracy
      Greatness Guide by Robin Sharma
      Unlimited Potential by Anthony Robbins
      thanko so much.... surly i will go for these bookz.
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment

      • #18
        Re: Recommend me some bookz??

        Hum to Poetry aur islami books he perhte hain
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Recommend me some bookz??

          Originally posted by WASI ANJUM View Post
          Hum to Poetry aur islami books he perhte hain
          buht khoob... hum be to poetry aur Islami book pherni ki shoqeen hai.
          chali app be fvrt book ki naam share kari.
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment

          • #20
            Re: Recommend me some bookz??

            Hala ap Mustansar Hussain Tarar ki ye books parhein

            Jipsi
            Des hoye Pardes

            iske ilawa Umaira Ahmad ka Noval
            Peer e Kamal (ye lazmi parhan)

            Comment

            • #21
              Re: Recommend me some bookz??

              Originally posted by BadMan View Post
              Hala ap Mustansar Hussain Tarar ki ye books parhein

              Jipsi
              Des hoye Pardes

              iske ilawa Umaira Ahmad ka Noval
              Peer e Kamal (ye lazmi parhan)
              shukria ... chutiaa lambi hai.. to INSHALLAH zaror pher logi.... :)
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment

              • #22
                Re: Recommend me some bookz??

                Islamic mein aaj kal

                Fazail Aimal

                Faizan E Sunnat

                kashaf Al Mehjoob

                Shahid Al wajood

                books zer e mutalia hain jab jab time milta hai perhta hon

                Poetry mein

                Urdu Adab ki taarkeekh

                khud kalami........parween shakir

                Mohabbaten jab shumar kerna............Noshi gelani

                Kulyat E Sagar...........Sagar Siddiqui
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Recommend me some bookz??

                  Originally posted by WASI ANJUM View Post
                  Islamic mein aaj kal

                  Fazail Aimal

                  Faizan E Sunnat

                  kashaf Al Mehjoob

                  Shahid Al wajood

                  books zer e mutalia hain jab jab time milta hai perhta hon

                  Poetry mein

                  Urdu Adab ki taarkeekh

                  khud kalami........parween shakir

                  Mohabbaten jab shumar kerna............Noshi gelani

                  Kulyat E Sagar...........Sagar Siddiqui
                  buht khoob.... shukria apka. :rose
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Recommend me some bookz??

                    Walaikum Assalaam HALA

                    Meri jaanib say bhi chand kitaabain, aap paRhain giin tou bohat khushi hogi, jaisa kay aap ko meri chand tehreeron say andaaza hogaya hogaya hoga kay mujhay Tanz-O-mazah ka bohat shouq hay aur yehi wajah hay kay mujhay tanz-O-mazaah per mabni kitaabain bohat pasand hain... aap bhi paRhain, bohat pasand aayegi..

                    1. Butt Tameezian - Dr. Younis Butt
                    2. Family Front - Dr. Younis Butt
                    3. Afra Tafreeh - Dr. Younis Butt
                    4. Shaitaaniyan - Dr. Younis Butt
                    5. Khakam Badhan - Musthaq Ahmed Yousufi

                    Iss kay ilaawa Mera mutaalaa jaari hay aik ENGLISH main translated book, bohat hi kamaal ki hay aur aap hi ko nahin sab ko talqeen karoonga kay uss ko zaroor paRhain.... iss kitaab main Nabi-e-Karim SAW ki nobel life kay baaray main woh sab baatain bhi hain jo ISLAM say pehlay thi aur Nabi-e-Karim SAW ki iss duniya main aanay say pehlay duniya kiss qadar tareeki main thi aur Nabi-e-Karim SAW ki wilaadat kay baad kaisay purnoor hogayi sab kuch bayan hay... Iss kitaab kay 3 volume hain aur musanif nay kayi saaloon ki anthak mehnat kay baad pooray reference say iss kitaab ko likha hay....

                    Iss kitaab ka naam hay

                    THE NOBEL LIFE OF THE PROPHET Peace be upon him.
                    by Dr. Ali Muhammad As-Sallaabee (translated by: Faisal Shafeeq)

                    Iss kay 3 Volumes hain and its MUST read book.

                    Iss kitaab main bohat see aisi baatain hain jo aap pehli baar paRhain giin, aik misaal aisay doonga kay aaj say pehlay hum sab ko srif Nabi-e-Karim SAW kay daada ka naam pata tha magar iss kitaab main Nabi-e-Karim SAW ka itna baRa naam pehli baar paRha... woh kuch iss tarah tha

                    Abul Qaasim Mohammad Ibn Abdullah Ibn Abdul Muttalib ibn Haashim ibn Abd Manaaf ibn Qusai ibn Kilaab ibn Murrah ibn Ka'ab ibn Luaiy ibn Ghaalib ibn Faihr ibn Maalik ibn An-Nadar ibn Kinaanah ibn Khuzaimah ibn Mudrikah ibn Ilyaas ibn Mudar ibn Nizaar ibn Ma'ad ibn Adnaan. (reference: The virtues of the Ansaar; chapter , "the sending of the Prophet SAW - Shahee Bukhari Hadith No. 3851)

                    Aap andaaza laga saktay hain kay musannif nay kis gehrayi say aap SAW ki zindagi ko paRha hoga...

                    Humain bhi ALLAH SWT Seerat-e-Nabwi SAW per amal karnay aur issay apni zindagi ki mishal-e-raah bananay ki toufeeq ata farmayay AMEEN

                    Iss khaksaar ko apni duwayoon main yaad rakhyeh ga, khush rahyeh

                    Fi Amaan ALLAH
                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: Recommend me some bookz??

                      A shocking book, jisay parh ke aap ka damagh us sachayi ko manay se inkaar kar de ga, magar wo sachayi apni jagah aik atal hakeekat hai.
                      Chariots of the Gods by Erich von Daniken

                      Comment

                      • #26
                        Re: Recommend me some bookz??

                        Originally posted by thefire1 View Post

                        :jazak:
                        buht shukria apka.. itni achi kitabo ki refrence deni pe.....
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Recommend me some bookz??

                          Originally posted by atif saad View Post
                          A shocking book, jisay parh ke aap ka damagh us sachayi ko manay se inkaar kar de ga, magar wo sachayi apni jagah aik atal hakeekat hai.
                          Chariots of the Gods by Erich von Daniken
                          thanko bro.. dilchisp kitab lag rahi hai.. logi zaror.
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Recommend me some bookz??

                            Zaroor paRhyeh ga, you would love them... ab meray Chilkhoozay kahan hain???? ab tou banta hay mera bhi???? :lol
                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: Recommend me some bookz??

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              Zaroor paRhyeh ga, you would love them... ab meray Chilkhoozay kahan hain???? ab tou banta hay mera bhi????
                              toba... agar appni itna lamba book list chalghozay ki lyee dia ha.... to bookz nahi pherogi :lol :bhago:
                              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                              :pr:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Recommend me some bookz??

                                Nahin phir rehnay dain, main khudh lay loon ga chilghozay, aur aap kay naam say apnay aap ko parcel kardoonga :lol

                                Originally posted by *Hala* View Post
                                toba... agar appni itna lamba book list chalghozay ki lyee dia ha.... to bookz nahi pherogi :lol :bhago:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X