Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Logout Problem

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Logout Problem

    Mujhay yeh kehna hay kay post likhti hun but send karo to pata chalta hay k khud hi logout ho gai hun..Admins say guzarish hay k logout ka jo time set hay usay kuch to ziyada karain..aik tehreer likhnay main kuch to time lagta hay k nahi...reply to taweel nahi hota send ho jata hay but tehreer likhnay main time lagta hay..yeh kiya k pehley likhi jaey us k baad save karain phir send karein...itni jaldi logout sahi nahi..
    :roseENIGMA:rose

  • #2
    Re: Logout Problem

    kiya aur members k saath bhi aisa hi hay? ya maira PC problem hay? :cc: Pc ba'zahir to theek hi hay..
    :roseENIGMA:rose

    Comment


    • #3
      Re: Logout Problem

      Originally posted by hayaa_n
      kiya aur members k saath bhi aisa hi hay? ya maira PC problem hay? :cc: Pc ba'zahir to theek hi hay..
      haya 15 mins mey khudi sey logout to ho jata hai magar ..jab aap apni post submit karo to wo phir sey sign in honey ko kehtey hein ....aap simply signin ho jao to inshAllah aap ki post submit ho jaye gi :thmbup:

      hamarey Admin inshAllah jald hi aa ker theek ker dein gey .... dont worry :-)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Logout Problem

        Ji acha Gul:rose Ji..Thanks for reply..ji Insha Allah Admins sahi kar lain gay...ab khush hun...:)
        :roseENIGMA:rose

        Comment


        • #5
          Re: Logout Problem

          Hayaa Pegham per default inactivity periode 15 minuts ka hai. Iskey baad user automatically logout ho jata hai. Ham is number ko increase to kar saktey hain, magar is sey doosri kuchh problems ho jati hain.

          Main aap sey aur doosrey writers sey guzarish karta hoon keh aap jab likhein to pehley word, Notepad ya Wordpad waghera mein likh lein agar tehreer lambhi hai to ussey copy+paste kar dein.

          Ya phir yehi likhney key baad post karney sey pehley CNTRL+A kar key CNTRL+C sey copy kar lein aur phir login ho ker paste kar dein.

          Shukriyah.

          Admin
          مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
          نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

          Comment


          • #6
            Re: Logout Problem

            Assalam.o.Aleikum

            Aisa karti bhi rahi hun but main samajhti thi k shayed mairay saath hi aisa hay..ok ab aisa hi kiya karun gi.Bouhat shukriya.

            Wassalam.
            :roseENIGMA:rose

            Comment

            Working...
            X