Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ummid aalam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ummid aalam

    asslamoalikum

    PG ki member han ummid aalam..kisi thread me prrha thaa unki koi surgery hai......ab wo kesi han....
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: ummid aalam

    Ummid Ji ka to bahot naam sunaa hai maiN ne bhi aur unkii naa-saazgii-e-tabii'at ka bhi magar me ko pataa nahiin hai k vo ab kaisi haiN...ummeed hai k ummid Ji Theek hoNgi :) Ummid Ji let us know plz if u can. thank you :)

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment

    • #3
      Re: ummid aalam

      Ummid india se hein, un ki Esophagus surgery hui 18 August ko. Surgery ke baad wo inthaai nighedaasht ke ward mein almost 2 weeks rahein. Phir doctors ne unhein ghar baij diya, and according to the doctors, it could take one month for her rehabilitation.
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: ummid aalam

        Originally posted by munda_sialkoty View Post

        thank you yaaraa. ummid Ji to meri paRosan nikliN :) kis shahr se haiN vo? insha Allah vo jald hii ham sab ke saath hoNgi :) BTW, yeh ek maah kii muddat 18 ko tp poorii ho chuki hai na? :mm:

        Fall view from inside my car
        near my work place :)

        Comment

        • #5

          hmmm ok thats good......best wishes 4 her...
          Originally posted by SherAli View Post
          thank you yaaraa. ummid Ji to meri paRosan nikliN :) kis shahr se haiN vo? insha Allah vo jald hii ham sab ke saath hoNgi :) BTW, yeh ek maah kii muddat 18 ko tp poorii ho chuki hai na? :mm:

          372-shock
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: ummid aalam

            Originally posted by SherAli View Post

            thank you yaaraa. ummid Ji to meri paRosan nikliN :) kis shahr se haiN vo? insha Allah vo jald hii ham sab ke saath hoNgi :) BTW, yeh ek maah kii muddat 18 ko tp poorii ho chuki hai na? :mm:
            Jahan tak mujay yaad he to Ummid ke bhai sahib ne mujay yeh bataya tha ke shayad aik maheena aur lagay, aur yeh baat operation ke 1 week baad kahi unhon ne, us hisaab se calculation ki jaye to mudat puri ho gai, but I don't know ke wo ub kis condition mein he, you see mera cell ki LCD broke down ho gai jis pe sub numbers feed thay :embarasse
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: ummid aalam

              Originally posted by sarah gemini View Post
              hmmm ok thats good......best wishes 4 her...

              372-shock
              My best wishes are also with her.
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: ummid aalam

                Aur haan Sher Ali, she is from Mumbai, Haji Ali ki dergah ke baray mein to suna ho ga na tum ne, us se kuch minton ki drive he
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: ummid aalam

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Aur haan Sher Ali, she is from Mumbai, Haji Ali ki dergah ke baray mein to suna ho ga na tum ne, us se kuch minton ki drive he
                  ahN ji suna kiuN nahiiN hai bal k maiN to udhar hii hua karta thaa...High Tide emN paanii bahaa kar vahaN pahoNchaa detii thii aur low tide emN ghar aa jaataa thaa apne hahaha. Haji Ali samadar ke sahil par hai aur jab High Tide hotii hai to vahaN ajane kii pagdandi paanii emn Doob jaatii hai to jo vahaN hotaa hai vahiiN phaNs jaataa hai ghanToN ke liye jab tak low tide na aaye. hahaha

                  Haji Ali in High Tide

                  Haji Ali in low tide

                  Fall view from inside my car
                  near my work place :)

                  Comment

                  • #10
                    Re: ummid aalam

                    Originally posted by SherAli View Post
                    ahN ji suna kiuN nahiiN hai bal k maiN to udhar hii hua karta thaa...High Tide emN paanii bahaa kar vahaN pahoNchaa detii thii aur low tide emN ghar aa jaataa thaa apne hahaha. Haji Ali samadar ke sahil par hai aur jab High Tide hotii hai to vahaN ajane kii pagdandi paanii emn Doob jaatii hai to jo vahaN hotaa hai vahiiN phaNs jaataa hai ghanToN ke liye jab tak low tide na aaye. hahaha

                    Haji Ali in High Tide

                    Haji Ali in low tide

                    Cheeta :khi:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: ummid aalam

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Cheeta :khi:
                      chacha babbar 372-haha

                      Fall view from inside my car
                      near my work place :)

                      Comment

                      • #12
                        Re: ummid aalam

                        Aik wari fair Cheeta
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: ummid aalam

                          Han shayad main nain bhi parha tha aur shayad jawab dia tha k naheen shuru main jub main ai thi.

                          I want to know too.

                          Khair dua to har haal main kar saktay hain. Allah unhain mukammal sayhatyaab karaay aur khush o khurrum rakhaay jahan bhi hon. Ameen summa ameen.
                          Subhan Allah

                          Comment

                          • #14
                            Re: ummid aalam

                            Originally posted by MorningGlory View Post
                            Han shayad main nain bhi parha tha aur shayad jawab dia tha k naheen shuru main jub main ai thi.

                            I want to know too.

                            Khair dua to har haal main kar saktay hain. Allah unhain mukammal sayhatyaab karaay aur khush o khurrum rakhaay jahan bhi hon. Ameen summa ameen.

                            alHamdolillah Ummid Ji ab Theek haiN kaafii aur vo maHfil emN kaii baar tashreef bhii laa chukii haiN magar lagtaa hai k eid kii gahma gahmii emN mashGhool haiN. insha Allah jald hii unse mulaaqaat kaa sharf Haasil hogaa :)

                            Fall view from inside my car
                            near my work place :)

                            Comment

                            • #15
                              Re: ummid aalam

                              Aik to yahan larkiaan kum ati hain. larkay khacha khach bharay hotay hain. Bhair bakrion k raywar ki tarha.
                              Subhan Allah

                              Comment

                              Working...
                              X