Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

English section

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • English section

    AOA!

    Mujay yeh kehna he ke English Section ke saath saath aik aur parallel section bhi hona chahiye Jis mein loog English mein apni mein likhi hui Tehreerein share ker sakein.

    Yani English section ko 2 sections mein divide ker dena chahiye, aik mein "Copy Paste" wala jo concept chal raha he wo chalta rahay, aur dooray mein loog apni Tehreer post ker sakein.

    Mere nazdeed English section sirf "Copy Paste" concept ke tehat chal raha he, aur yeh is trend se he justify nahi kerta. Yahan pe bohat kuch kerne ki zaroorat he abi.
    :thmbup:

  • #2
    Re: English section

    Amir Abc.. Kab Say Seekh Lee...... Wase Jo B Socha Hai Bahut Acha Socha Hai.. B Happy

    Comment


    • #3
      Re: English section

      Walikumsalam...

      apka matlab w3 shd divid3 3nglish s3ction in two parts?

      3nglish po3try/litratur3

      Shar3 ur own po3try/lit3ratur3...


      w3s3 id3a bura nai hai....i agr33

      Comment


      • #4
        Re: English section

        Thanx Khushi


        No response from PG Management :fuming:
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: English section

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Thanx Khushi


          No response from PG Management :fuming:
          section to ban sakta hai.... agar postings na hovi to pher :mm:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6
            Re: English section

            Originally posted by Aanchal View Post
            section to ban sakta hai.... agar postings na hovi to pher :mm:
            postings nahi hui too remove kar diay ga, as simple as that :)


            Comment


            • #7
              Re: English section

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              AOA!

              Mujay yeh kehna he ke English Section ke saath saath aik aur parallel section bhi hona chahiye Jis mein loog English mein apni mein likhi hui Tehreerein share ker sakein.

              Yani English section ko 2 sections mein divide ker dena chahiye, aik mein "Copy Paste" wala jo concept chal raha he wo chalta rahay, aur dooray mein loog apni Tehreer post ker sakein.

              Mere nazdeed English section sirf "Copy Paste" concept ke tehat chal raha he, aur yeh is trend se he justify nahi kerta. Yahan pe bohat kuch kerne ki zaroorat he abi.
              Wa Alaikum Assalam ,

              Suggestion to bht achhi hay ..

              per kya hee achha ho k is type ki suggestion pehlay bhi apa de chukay hain , per khud mal paira nahin huey us per , means to say k khud koi sharing nahin ki ,
              to abhi agar section bana bhi diya jaey to kya guarantee hay k aap bhi gar berh k wahan kaam karein gay
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: English section

                Originally posted by Aanchal View Post
                section to ban sakta hai.... agar postings na hovi to pher :mm:
                Ager urdu section mein posti ho sakti he to English section mein bhi ho gi, Wahan ke modz ko us per kaam kerna paray ga, loogon ko facilitate kerna paray ga. Aap loog aaye din Designing ke competition kerwa saktay ho then why not in english writing
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: English section

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  Wa Alaikum Assalam ,

                  Suggestion to bht achhi hay ..

                  per kya hee achha ho k is type ki suggestion pehlay bhi apa de chukay hain , per khud mal paira nahin huey us per , means to say k khud koi sharing nahin ki ,
                  to abhi agar section bana bhi diya jaey to kya guarantee hay k aap bhi gar berh k wahan kaam karein gay
                  Aap ki tarah ke aik Chaudhary sahab thay, unhon ne soocha ke mere paas paisa bohat he to mein kyoon na zameenein khareed loon, phir us ne soocha ke mein zameenein khareedon ga, phir mein apna aik tractor khareedon ga, phir wahan per hull chalay ga, Mein wahan per Gannay ki fasal lagaon ga, aur phir kia ho ga ke gaoon ke loog is fasal ki taraf aaein ge, aur chori ganay toor ker khaein ge, is tarah nuksaan honay ka bhi andeesha he, lehaza us ne gaon walon ke aik aik ghar ke fard ko baari baari bahir nikaal ker marna shuru ker diya aur kehnay laga

                  Aur Ganay toor ke khaooo :D: Maja aaya na

                  Is liye tum ne jo kaam kia he nai us per fazool comment na do :slap:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: English section

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Ager urdu section mein posti ho sakti he to English section mein bhi ho gi, Wahan ke modz ko us per kaam kerna paray ga, loogon ko facilitate kerna paray ga. Aap loog aaye din Designing ke competition kerwa saktay ho then why not in english writing
                    han to jo yeh kaam karwana chahta hai khud aye karay na kis nay mana kia hai :p
                    designing main interest hai to designing competitions karwatay hian
                    jo banda section ko handle karna chaye woh batye section ban jaye ga :lpop:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #11
                      Re: English section

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      AOA!

                      Mujay yeh kehna he ke English Section ke saath saath aik aur parallel section bhi hona chahiye Jis mein loog English mein apni mein likhi hui Tehreerein share ker sakein.

                      Yani English section ko 2 sections mein divide ker dena chahiye, aik mein "Copy Paste" wala jo concept chal raha he wo chalta rahay, aur dooray mein loog apni Tehreer post ker sakein.

                      Mere nazdeed English section sirf "Copy Paste" concept ke tehat chal raha he, aur yeh is trend se he justify nahi kerta. Yahan pe bohat kuch kerne ki zaroorat he abi.
                      Walaikum Salaam

                      Amir bhai aap ki suggestion kaabil-e-ghour or buhat achi hai magar aap kuch days zara PGians ke visits per nazar daalen to aap ko pata chal jayega ke yahan log zyada tar kuch khaas section ka visit hi karne aatay hain ........ aisa nahi ke English section me kaam nahi ho sakta hai , kaam buhat ho sakta hai magar agar logon ko fungama or Gupshup se hat kar fursat mile tub........Seekhne sikhaane ka kaam to sirf 25% hi reh gaya hai baqi 75% tafreeh ne sarf kiya jata hai......or result aap ke saamne hai

                      Comment


                      • #12
                        Re: English section

                        filhaal aap is section main posting start kar daian ..:rose

                        http://www.pegham.com/forumdisplay.php?f=238
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #13
                          Re: English section

                          Originally posted by Mr.Khan View Post
                          Walaikum Salaam

                          Amir bhai aap ki suggestion kaabil-e-ghour or buhat achi hai magar aap kuch days zara PGians ke visits per nazar daalen to aap ko pata chal jayega ke yahan log zyada tar kuch khaas section ka visit hi karne aatay hain ........ aisa nahi ke English section me kaam nahi ho sakta hai , kaam buhat ho sakta hai magar agar logon ko fungama or Gupshup se hat kar fursat mile tub........Seekhne sikhaane ka kaam to sirf 25% hi reh gaya hai baqi 75% tafreeh ne sarf kiya jata hai......or result aap ke saamne hai

                          If there is a will, there is a way. So simple
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: English section

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            han to jo yeh kaam karwana chahta hai khud aye karay na kis nay mana kia hai :p
                            designing main interest hai to designing competitions karwatay hian
                            jo banda section ko handle karna chaye woh batye section ban jaye ga :lpop:
                            Well, mein section ko handle kerne ka bera nahi utha sakta, aur na he mujay kabi kisi forum ki management mein koi dilchaspi rahi he. I want to live and enjoy independently :bwink:

                            I personally feel ke mein us section mein participate zaroor ker sakta tha aur jo me bongiyaan maarta tha us ka azala zaroor ker sakta tha. Mein buchpan se he english mein kuch na kuch likhta aaya hoon aur meri tehreerein different magz pe chapti rahi hein, Now there came a halt and I wanted to reinvent my talent. Anyhow, it was merely a suggestion from my part and nothing else. You ppl carry on with your good work :thmbup:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: English section

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              filhaal aap is section main posting start kar daian ..:rose

                              http://www.pegham.com/forumdisplay.php?f=238
                              nope
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...