Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Ka Neya Chehra

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pegham Ka Neya Chehra

    Assalamo allaikum and Welcome to a new face of Pegham

    Ham Pegham ka face tabdeel ker rahey hain aur is silsaley mein ham ney Pegham Portal ko implement kiya hai. Pegham Portal per forums mein honey wali tmaam ter aham maloomat automatically fronpage per jama hoti rahey gi jin mein:
    • latest threads, which have been replied
    • birthdays
    • News
    • Polls
    ....and with time more.

    Portal ka concept bohat pasand kiya jata hai. Hamari koshish hai keh ham apney members ko is concept sey behtar sey behtar information mohayya ker sakein ge.

    Jo log is concept sey waqif nahin, unhein yeh thora ajeeb sa lagey ga, aur poochein gey keh hamarey FORUMS kahan gaey? Forums tak rasaee hasil kerney key liye aap ko NAVIGATION BAR mein option FORUMS per click kerna ho ga. Is tarha aap wohi purani site per aa jaein ge jahan per tmaam forums hain.

    Jab aap kisi forum key kisi thread mein reply karein aur wapis forums ki site per aana chahein to Pegham key LOGO per ya Pegham for Urdu Lovers key link per click na karein, balkey phir sey HOME (navigation bar) peh click kerein...

    Pegham key is naey face key saath kuchh problems bhi hain aur ham inshaAllah bohat jald un problems ko drust kar lein ge. Is key liye zaroori hai keh members ko jo problem face hoti hai, woh point out ker di jaey. Is tarha hamein behtar andaza ho ga keh members kis problem sey do'char hain.

    InshaAllah in coming days, Pegham will be more advanced.

    Khush Rahiye :rose
    مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
    نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

  • #2
    Re: Pegham Ka Neya Chehra

    Originally posted by Admin

    Salam Masood Sb.

    Mera abhi tak logout ka problem bana huwa hai, har 2-3 minute ke baad LOGOUT ho jata hai, 3 TIMES aap ko PM bhi kiya but jab 'submit' click karta hoon to LOGOUT ho jata hai, issi tarah aur bhi post and reploy se bhi hota hai.
    personal mail se bhi aap ko mail kiya tha but didn't receive any reply,

    Ummeed hai yeh LOGOUT ka problem solve karenge.

    Shukriya
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment

    • #3
      Re: Pegham Ka Neya Chehra

      Originally posted by Spy009

      i m facing the same problem..................
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment

      • #4
        Re: Pegham Ka Neya Chehra

        abi main detail main chek ker raha hun

        Comment

        • #5
          Re: Pegham Ka Neya Chehra

          Originally posted by KHL
          abi main detail main chek ker raha hun
          Good - aap detailed mein check karein aur mujhey inform karein. This is the last time I am going to make a major change at Pegham. Phir inshaAllah stablize tareeqey per chaley ga.

          Originally posted by Spy009
          Salam Masood Sb.

          Mera abhi tak logout ka problem bana huwa hai, har 2-3 minute ke baad LOGOUT ho jata hai, 3 TIMES aap ko PM bhi kiya but jab 'submit' click karta hoon to LOGOUT ho jata hai, issi tarah aur bhi post and reploy se bhi hota hai.
          personal mail se bhi aap ko mail kiya tha but didn't receive any reply,

          Ummeed hai yeh LOGOUT ka problem solve karenge.

          Shukriya
          Wa allaikum salaam Seraj
          Main ney aap ki problem note ker li hai, i'll fix it asap. :)
          In mean time, aap ney apney cookies completely clear ker key check kiya hai? Please do it once more :)

          Originally posted by Hala
          i m facing the same problem..................
          Hala same goes to you, can you please clear all the cookies and re'try...
          مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
          نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

          Comment

          • #6
            Re: Pegham Ka Neya Chehra

            hmm b looking nice par mere sath b aik problem ho rahe hai

            k mai jab kisi post ko click karti hon tu mujhe fir se login hone ko kehta hai woh :(

            isi taran kisi section pe click karon tu b hota hai

            jab ke maine apna pass is mai save karwaya huwa hai aur na hi mai cookies ko week se pehle delete karti hon :rose

            Comment

            • #7
              Re: Pegham Ka Neya Chehra

              Sheem give me a couple of days sis - I'll inshaAllah fix it.
              مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
              نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

              Comment

              • #8
                Re: Pegham Ka Neya Chehra

                Originally posted by Admin
                Sheem give me a couple of days sis - I'll inshaAllah fix it.
                offcourse bro take ur time

                i just wanted to let u know this problem :rose

                Comment

                • #9
                  Re: Pegham Ka Neya Chehra

                  i think the differences make the site pegham, veyr nice....mashallah.....keep it up

                  Comment

                  • #10
                    Re: Pegham Ka Neya Chehra

                    Originally posted by Hala
                    i m facing the same problem..................
                    Originally posted by Spy009
                    Salam Masood Sb.

                    Mera abhi tak logout ka problem bana huwa hai, har 2-3 minute ke baad LOGOUT ho jata hai, 3 TIMES aap ko PM bhi kiya but jab 'submit' click karta hoon to LOGOUT ho jata hai, issi tarah aur bhi post and reploy se bhi hota hai.
                    personal mail se bhi aap ko mail kiya tha but didn't receive any reply,

                    Ummeed hai yeh LOGOUT ka problem solve karenge.

                    Shukriya
                    Please aap log check kijiye kya aap ko still yeh problem face ho rahi hai? Before checking please do clear your cookies once :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #11
                      Re: Pegham Ka Neya Chehra

                      Originally posted by Masood
                      Please aap log check kijiye kya aap ko still yeh problem face ho rahi hai? Before checking please do clear your cookies once :)
                      Salam Masood Bhai

                      Maine internet icon ke properties se cookies delete kar diye uske baad sirf ek baar (login ke 4-5 minute ke baad) logout ho gaya, I logged 2nd time again aur tab se login hai...abhi tak to logout nahin huwa

                      Shukriya
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment

                      • #12
                        Re: Pegham Ka Neya Chehra

                        pher wohi purana chehra araha hay

                        Comment

                        • #13
                          Re: Pegham Ka Neya Chehra

                          Today (October 30, 2005) again facing same problem...I logged twice within 3 minute...
                          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                          Comment

                          • #14
                            Re: Pegham Ka Neya Chehra

                            Originally posted by Spy009
                            Today (October 30, 2005) again facing same problem...I logged twice within 3 minute...

                            Keep it up :khi:
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Pegham Ka Neya Chehra

                              Still same problem (Nov 07, 2005)
                              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                              Comment

                              Working...
                              X