salam!!
Aik friendly debate rakhni hai. Jo koi interested hai wo yahaN reply ker dey aur aik topic bhi suggest ker dey. :thmbup:
----
debate inshAllah urdu mey rakhtey heiN aur yuN kertey heiN key aik hi waqt mey teen debates rakh leiN??
1- Mehangai
2-Talimi iddaroN mey siyasi tanzeemo ka qirdaar
3- barhtey huye Itl'a dahi (communication) key wassail --- aur insaano mey barhtey huye faasslay
ab hamein dher sarey participants chahyeiN.... jiss mauzoo pey aap behass kerna chahtey ho wo chun leiN :d
AIk cheez aur:- iss debate mey koi for aur against ka anssar nahi hai. misaal key taur pey do log aik hi mauzoo pey baat ker saktey hein for mey bhi aur against bhi .... Maqsad ye hai key aik hi mauzoo pey jitni uss key favour mey point hain aur jitney uss key mukhalif mey points hein un ko behtareen tareekey sey jama kerna hai .... at the end we will have inshALlah a very good knowledge regarding that specific topic

Comment