Assalamo allaikum
PEGHAM BLOG:
Aik bohat powerful feature include kiya geya hai. Members (jinko access hai) woh apna zaati BLOG bnaa saktey hain. Blog aik tarz ki aap ki apni website hai, jis mein aap apni pasand sey sharing kar saktey hain.
PEGHAM EXPERIENCE:
Member ki Pegham per activities ko count kiya jata hai aur phir uskey mutabiq unhein points diyey jaatey hain. Point deney ka andaz yeh hai:
MYSMILIES:
Aap key profile mein aik option add kiya geya hai keh aap apni pasand ki smilies upload kar saktey hain.
PeghamTUBEPRO:
Aap sab YouTube sey waqif hain, ab aap Pegham per TubePro key zariyey apni pasand key videos upload kar saktey hain. Yeh 24-biggest video engines sey compatible hai.
Default FONT and COLOR of text:
Aap key profile mein option hain, jin sey aap apni pasand ka color aur font face chun saktey hain, phir aap ki har post mein wohi font aur color ho ga.
Report BAD PMs:
Pegham ki team apney members sey cooperation chahti hai, agar aap ko aisa PM aaey to who aap hamein report karein.
AUTO BIRTHDAY GREETER:
Har member, jiski saalgirah ho, uski saalgirah ka thread automatically Khush Aamdeed aur Elanaat waley section mein lag jaey ga.
INTRO ON REGISTER:
INVITATION SYSTEM:
Invite your friends to Pegham via this feature.
GUSTBOOK:
sign our guestbook
Pegham HELPCENTER:
Aksar members ko technicals, infrastructural, Understanding, Informative problems hoti hain, apni problems PeghamHelpCenter mein register karwaiyey, Pegham Team will solve them, inshaAllah.
NEWS TICKER:
Agar koi aham information hon to ham unhein Pegham News Ticker key zariyey inform kartey rahey gey.
Force Users To Read A Thread:
Main is feature ko bahaal rakhoon ga, kyun keh yeh aik bohat powerful feature hai. Magar ham issey aham muqamaat per hi istimaal karein gey.
Postsmilies:
Post smilies ab aap ko textbox sey neechey nazar aaey gi.

Infraction per points katey jatey hain. Infraction means users are warned, banned etc.
Musbat reputation per, reputation milney waley ko 3 points diyey jatey hain
Reputation deney waley ko 1.5 points diyey jatey hain
Har din online aaney per 5 points diyey jatey hain
Social Groups mein shamooliyat per 2.5 points diyey jatey hain
Member key friends jo Pegham per aaein, us per member ko 3 points diyey jatey hain
Members ki profile per message deney per 1.5 points diyey jatey hain
Apney profile album mein images upload karney per 3 points diyey jatey hain
Har Referral per 25 points diyey jatey hain
Har thread per 3 points diyey jatey hain
Har thread per TAGS laganey per, har TAG key liyey 1.5 point hai
Vote deney per 10 points diyey jatey hain
Apney threads ko replies karney per 1 point diya jata hai
Thread view karney per 0.5 point diya jata hai
Agar aap ka thread sticky ho, to us sticky thread per 30 points diyey jatey hain
Har post per 2.5 points diyey jatey hain
Har attachment view per 1 point diya jata hai
Doosrey members key attachments ko dekhney per 1.5 points diyey jatey hain
Member agar LINKS AND DOWNLOADS key zariyey upload karein to har upload per 1 point hai
Agar aap PeghamGallery mein upload karein to har upload per 2.5 points diyey jatey hain
BLOGS mein entries per 3 points diyey jatey hain

Comment