Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Request to Mr. Shakeel

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Request to Mr. Shakeel

    Originally posted by KurriPunjaban View Post
    No any Response?
    Originally posted by zapk7 View Post
    Dear agar aap pegham academy>tutorials>photoshop learning visit karain to aapko Photoshop ke bohat se tutorials milain gay,aur aap wahan poetry designing bhi seekh sakain gi.Shakeel sahib bhi agar sikhain gay to wahin tutorial post karain gay.:rose
    Originally posted by Ms.Khan View Post
    dont worry dear... jab Shakeel bro online ayenge to zaroor app ki bat ka jawab denge :phool:
    Originally posted by shakeeel View Post
    Salam to all friends.....
    Aap sub ka shukria k aap ne mujh ko is qabil samjha.
    asal mein mein Photoshop ka itna mahir nahin hun, aur mein apni desidning ke liye photoshop use nahin karta.
    mein designing ke liye 3 software use karta hun. 1. INPAGE, 2. COREL DRAW, 3. XARA.
    XARA, photoshop ki nisbat zayada aasan hai, aur is per bohat tezi se kaam hota hai.

    to aap sub se pehley corel draw(koi bhi version) install kar lijiye, aur phir XARA..... is ke baad hi mein aap ko bata sakun ga na.

    mujh ko aap ki kisi qisam ki help kar ke bohat khushi ho gi.

    Inpage par to mein ek tutorial likh chuka hun.
    Originally posted by baqarkashmiri View Post
    chalin ge isi bahany hum bhi kuch seekh len gay.
    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    kya seekh lein gay aap :hhh:
    Originally posted by baqarkashmiri View Post
    yahi designing chalin g kal khul kar batin karin ga
    theek ha
    q k abhi mein ja raha hon
    kal office bhi jana ha
    try karta hon sonay ki
    oks bye
    pg members
    Originally posted by Super Cop View Post
    Thanks Shakeeel bro
    Originally posted by baqarkashmiri View Post
    kiya batwon bahi mein tu office bhi a gaya
    Aap sab ka buhat bhat shukeria Janab mujy buhat khushi hui hy k sab ny aur khas ker shakeel sahib ny acha response dia hay
    Shakeel sahib mery pass Inpage hay aur coral k sab hee version hain aur main ny latest install kia hay aur xara b tlash ker lia hay ap ka inpage ka tut b dekh lia tha ab batain k aagy kia karna hay.....
    Thanks:ghug::salam:
    ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
    372-haha372-haha372-haha

    Comment


    • #17
      Re: Request to Mr. Shakeel

      Originally posted by KurriPunjaban View Post
      Aap sab ka buhat bhat shukeria Janab mujy buhat khushi hui hy k sab ny aur khas ker shakeel sahib ny acha response dia hay
      Shakeel sahib mery pass Inpage hay aur coral k sab hee version hain aur main ny latest install kia hay aur xara b tlash ker lia hay ap ka inpage ka tut b dekh lia tha ab batain k aagy kia karna hay.....
      Thanks:ghug::salam:
      mein ek baat clear karna bhool gaya..... aap ko ZARA X ki zaroorat ho gi, XARA D ki nahin, make sure that you have XARA X.
      ZARA X ke ek page ki picture de raha hun aap ki saholat ke liye check kar lijiye.
      Attached Files


      Comment


      • #18
        Re: Request to Mr. Shakeel

        Thanks shakeel g waisy mery pass xara d hee tha..
        ab X kahan sy mly ga?
        ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
        372-haha372-haha372-haha

        Comment


        • #19
          Re: Request to Mr. Shakeel

          Originally posted by KurriPunjaban View Post
          Thanks shakeel g waisy mery pass xara d hee tha..
          ab X kahan sy mly ga?
          http://www.alnini.com/Xara-X/dt-6595.html
          aap XARA XTREAM yahan se download kar len


          Comment


          • #20
            Re: Request to Mr. Shakeel

            Gee shakeel sahib thanks very much download ker lia hy ab next kia karna hay?
            ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
            372-haha372-haha372-haha

            Comment


            • #21
              Re: Request to Mr. Shakeel

              is ke liye mujh ko ek tafseeli tutorial likhna parey ga....
              aap thora wait kar len jab tak mein yeh tutorial likhta hun.
              Ya phir aap ko step by step yahan par hi batata jaon. jaisey aap chahti hain?????????
              Last edited by shakeeel; 22 October 2007, 18:16.


              Comment


              • #22
                Re: Request to Mr. Shakeel

                Aslamoalikum shakeel bro
                how r u
                i think aap ider hi step by step bta dain
                Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                Comment


                • #23
                  Re: Request to Mr. Shakeel

                  shakeeel Re: Request to Mr. Shakeel
                  is ke liye mujh ko ek tafseeli tutorial likhna parey ga....
                  aap thora wait kar len jab tak mein yeh tutorial likhta hun.
                  Ya phir aap ko step by step yahan par hi batata jaon. jaisey aap chahti hain?????????
                  Aslamualaikumm

                  shakeel je..i think ap ko tutotial likhna chaiyee..wo members ke liye ziyda easy rahay gaa..or wo Tutorials main save bhi rhay gaa.. naa mere khyaal se ap ko Tutorials ke section main hi yeh tutorial batana chaiyee...:)

                  Agay jaisi ap sab ki merzii...:)




                  Comment


                  • #24
                    Re: Request to Mr. Shakeel

                    Thanks very much Shakeeel sahib.me waite karongi jaisa ap kaho gy...
                    mujy umeed hy k aap buhat hee acha aur asaaaaaaaaaaaan tutorial paish kerian gy
                    thanks in Advance:rose
                    ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                    372-haha372-haha372-haha

                    Comment


                    • #25
                      Re: Request to Mr. Shakeel

                      Originally posted by KurriPunjaban View Post
                      Aap sab ka buhat bhat shukeria Janab mujy buhat khushi hui hy k sab ny aur khas ker shakeel sahib ny acha response dia hay
                      Shakeel sahib mery pass Inpage hay aur coral k sab hee version hain aur main ny latest install kia hay aur xara b tlash ker lia hay ap ka inpage ka tut b dekh lia tha ab batain k aagy kia karna hay.....
                      Thanks:ghug::salam:
                      Kiya aap ke paas corel 13 hai?Mein ne haal hi mein iski CD khareedi hai laikin yeh trial version hai,agarchah is mein key generator bhi diya gaya hai laikin is se generate ki gai koi key kaam nahin kar rahi.Kiya aap is silsilay mein koi help kar sakti hain?
                      Mind Sciences

                      Comment


                      • #26
                        Re: Request to Mr. Shakeel

                        Originally posted by shakeeel View Post
                        is ke liye mujh ko ek tafseeli tutorial likhna parey ga....
                        aap thora wait kar len jab tak mein yeh tutorial likhta hun.
                        Ya phir aap ko step by step yahan par hi batata jaon. jaisey aap chahti hain?????????
                        Shakeel bhai tutorial likhna ziada munasib hoga.Is ke liay wait to karna paray ga laikin is tarah har baat ziada wazah ho jati hai.:rose
                        Mind Sciences

                        Comment


                        • #27
                          Re: Request to Mr. Shakeel

                          Bilkul Shakil bhai ap tutorial likhein

                          ham wait karte hain ......... :P

                          Comment


                          • #28
                            Re: Request to Mr. Shakeel

                            Originally posted by zapk7 View Post
                            Kiya aap ke paas corel 13 hai?Mein ne haal hi mein iski CD khareedi hai laikin yeh trial version hai,agarchah is mein key generator bhi diya gaya hai laikin is se generate ki gai koi key kaam nahin kar rahi.Kiya aap is silsilay mein koi help kar sakti hain?
                            G mery pass coral hay os kee key b hay, main aap ko dy do kia?
                            ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                            372-haha372-haha372-haha

                            Comment


                            • #29
                              Re: Request to Mr. Shakeel

                              Originally posted by KurriPunjaban View Post
                              G mery pass coral hay os kee key b hay, main aap ko dy do kia?
                              Agar aap PM kar sakain to maharbani hogi.Kiyunke forum per aisi sharing mamnoo' hai.:rose
                              Mind Sciences

                              Comment

                              Working...
                              X