Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Respected Admins.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Respected Admins.

    Originally posted by Wafa View Post
    oyeeeeee
    :phool:
    kitnay pangay kartay ho...koi haal nahi.....:tauba
    aap nay jo staff ka kaha wo bilkul galat hai :na:,
    baaki kaafi members pegham per bohot achay hai... :thmbup:

    Koi shaq nahi ees main

    i think aap kaafi talented ho :lpop:
    aik kosh fahmi

    agar apna talent achay tareekay say dosro tak pohnchao gay tu acha hai na :)

    :mm:

    .....naa kay pangay kar kay dosro ko pareshaan karna,
    :slap:tu app nay mara kion nahi muj ko

    ye tu buri baat hai na...:tasali:
    :embarasse
    تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
    تو لہریں شور مچاتی ہیں،
    لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

    ~Mujay Vote Dain~
    پاکستانی کا خواب

    Comment

    • #32
      Re: Respected Admins.

      sorry
      Last edited by ; 9 July 2007, 18:41.

      Comment

      • #33
        Re: Respected Admins.

        one thing i must say here...
        mery delete karny ka sab sy bra reason yeh hay k mery sary PM kisi ny dekhy hain pher ony delete ker dia gia hy....
        yeh baat main ny pehly mention nahi kee lakin ab wo be yehan kar raha hun...
        ...............................

        Comment

        • #34
          Re: Respected Admins.

          khalil bahi mujay kuch khana hay app say :tauba
          main nay kafi baar app ki post read ki hay app pegham ko chor rahay ho par har baar app wapas aajatay hoo.issi liyaj may nay app ki post ka joab naheen diya main janti thi kay wapas aaoo gay.:lpop:
          isaan ko aasa naheen karna chahiyah.:tauba
          main or bahe bohat say froums use karti hoon.ik forum jis say muje bohat piyar tha.aabi bhi piyar hay.par mari wahan kouch laraee ho gi.main ney hamoshi say chor diya.
          kisi ko kuch naheen kaha par sub janatay hainy main nay waha qayoon chora.
          app pegham say na jaoo par jana hay tu aaram say chalay jaoo.
          sub ko app hunt na karoo.ok plz my sweet sweet member of dost.
          umeed hay app bora naheen manaoo gay.:comfort:

          :donno:BYE :donno:

          Comment

          • #35
            Re: Respected Admins.

            Edited
            Last edited by Abdul Qudoos; 11 July 2007, 03:55.
            تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
            تو لہریں شور مچاتی ہیں،
            لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

            ~Mujay Vote Dain~
            پاکستانی کا خواب

            Comment

            • #36
              Re: Respected Admins.

              Originally posted by Khalil View Post
              Aslam o alikum respected Admin and un kee team...

              Bhai jaan jaisy k ap ny mery bary main likha hay wo 100% theek hee hoga main ny ap ka reply abi tak nahi dekha ..aur mujy yakeen hay k ap mery bary main jo kuch kahengy wo bilkul sach hee hoga so i done need to read it.
              Mujhey aap sey mazeed kuchh nahin kehna Khalil. Magar siraf itna keh pehley main aap ko off-forum danta karta tha, aaj on-board kah raha hoon tha keh jab tak doosron ki poori post na parh liya karo reply na kiya karo, mafroozey - "keh main sab janta hoon" - hamesha tabahi ki taraf ley jatey hain - Khush raho!
              مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
              نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

              Comment

              • #37
                Re: Respected Admins.

                :)
                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                ~Mujay Vote Dain~
                پاکستانی کا خواب

                Comment

                • #38
                  Re: Respected Admins.

                  Originally posted by Abdul Qudoos View Post

                  keya azdia-e-azhar ka koi haq nahi?
                  Pegham pey aaj tak kisi ko sach kehney sey rauka nahi gaya hai.

                  ab aap mujhey azdia-e-azhar (freedom of expression) ko define ker dein? Aap key nazdeeq ye kya hai?

                  Agar ye sirf ye hai key "aur to na jaaney apney aap ko kya samajti hein" "mey janta hun ye sab kaun ker raha hai" etc etc

                  ye sab aap key lafz heiN right? to bilkul iss cheez ki aap ko Az key members key baarey mey iss tarhaN baghair kisi reason key baghair kisi proof key ye sab kehna allow nahi hian.
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #39
                    Re: Respected Admins.

                    ahaahha Acha jis ki waja say masla kara howa hay dyako ous nay aik b reply nahi keya ees main:D::D:D:
                    تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                    تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                    لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                    ~Mujay Vote Dain~
                    پاکستانی کا خواب

                    Comment

                    • #40
                      Re: Respected Admins.

                      Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                      ahaahha Acha jis ki waja say masla kara howa hay dyako ous nay aik b reply nahi keya ees main:D::D:D:
                      Aap ka attitude phir wahi hai jo key tha

                      instead of saying "ous" aap uss ka naam kyun nahi mention kertey ???
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #41
                        Re: Respected Admins.

                        ous ko sab pata hay dont worry wasy main Masood bahi ki bat nahi kar raha
                        تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                        تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                        لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                        ~Mujay Vote Dain~
                        پاکستانی کا خواب

                        Comment

                        • #42
                          Re: Respected Admins.

                          Originally posted by yellowsky View Post
                          Pegham pey aaj tak kisi ko sach kehney sey rauka nahi gaya hai.

                          ab aap mujhey azdia-e-azhar (freedom of expression) ko define ker dein? Aap key nazdeeq ye kya hai?

                          Agar ye sirf ye hai key "aur to na jaaney apney aap ko kya samajti hein" "mey janta hun ye sab kaun ker raha hai" etc etc

                          ye sab aap key lafz heiN right? to bilkul iss cheez ki aap ko Az key members key baarey mey iss tarhaN baghair kisi reason key baghair kisi proof key ye sab kehna allow nahi hian.
                          Sorry yellowsky.Question abdulqudoos say tha laikin jawab main de rahi hoon.
                          Pegham per izhaar-e-raye ki mukammil aazadi hai.Jo log shikayat kartay hain woh is azaadi ko ghalat tor laitay hain.Yeh aisay hi log hain jo har tarah ki azaadi kay tor per madar pidar azaadi chahtay hain,jo ghalat tassawur hai.
                          har azaadi kuch pabandiyun kay saath hona zaroori hoti hai.Izhar-e-raye ki azaadi hi daikh lain.Iska matlab yeh nahin liya ja sakta kay jis kay dil main jo aye woh bol day.Yahan aik choti si pabandi hona zaroori hota hai kiay apnay khiyalaat ka izhaar kartay huay dosroon kay jazbaat ko majrooh na kiya jaye.
                          Azaadi kay bhi kuch usool-o-zawabit hotay hain,aur muhazib logon ko in ka khiyaal rakhna chahiyay.
                          Mujhay aaj tak aisa nahin laga kay pegham per main apni baat nahin keh sakti.:rose
                          Mind Sciences

                          Comment

                          • #43
                            Re: Respected Admins.

                            Originally posted by zapk7 View Post

                            Wah wah kiya izahar-e-khiyaal bayaan kiya hay :clap:

                            Comment

                            • #44

                              Mujhey aap ki baat sey so-feesad itifaq hai. Europe ki bharhti hui "izhar-e-raey ki aazadi" inhein aik din ley doobey gi jahan per har do do takkey ka insaan uth ker Taqdeer key samney bhi sawal karney lagta hai - aazadi honi chahiyey magar kuchh dairon mein rah ker - munh kholney sey pehley apney sawal per nazar'saani kar leni chahiyey - kuchh bolney sey pehley tolna zaroori hota hai.

                              Magar yahan per masla izhar-e-raaey ki aazadi ka nahin! Yahan per kuchh log jaan boojh ker aik masla creat kar rahey hain, aur inshaAllah main unhein kamyab nahin honey doon ga!
                              مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                              نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                              Comment

                              • #45
                                Re: Respected Admins.

                                Originally posted by Admin View Post
                                aur inshaAllah main unhein kamyab nahin honey doon ga!
                                inshaALLAH aisa hee hoga...

                                Comment

                                Working...
                                X