pegham key piarey members aur guests sey iltimaas hai key woh pakistan mey mobile phone calls scandle per kuchh roshni daalen ,jiss ney na sirf pakistan key kai logon ki jaanen leylin bulkeh tamam pakistaniun ki zindagi aur karobaar ko maflooj aur ajeeran bana dia hai.kahin aisa tho nahi keh yeh kisi khaas tabqey ,kisi khaas mulk,yaa kisi khaas tanzim ki mulki suratihaal ko iss andaaz sey kharaab ker key koi khaas maqsad ,koi khaas siaasi maqsad,koi khaas kaarobaari maqsad haasil kerney keliye rachaaya giya koi drama ho ?
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
mobile phone call problem in pakistan
Collapse
This topic is closed.
X
X
-
Re: mobile phone call problem in pakistan
Fifth column
Intelligence kee language main aisy loagon ko fifth column kehty hian en ka kaam siraf aur siraf.. Afwa phelana hay aur kuch nahi hay...
can u belive k yeh sms mujy 31 march ko aya tha aur virus kee tarh phelta huwa pory Pak main goos gia hay aur hamari qoam bechari hay hee
LAI LAGG
jehan lagaya wohan lagg gai wo No tention.
-
Re: mobile phone call problem in pakistan
Asslam o ALycum
Janab pata nehi kia ho gaya hai hamare qaum ko kaise bewaqoofi wale kaam karte hain... Lein janab ap bhi parein
Rumour (Afwah) About Mobile Phones in Pakistan
:dua :dua :dua
Comment
-
Re: mobile phone call problem in pakistan
App sayad Bhool gay hain kay Hal hi main Pakistan ko Best award mila hay aur Pakistan main Mobile Tech Buhat jaldi say Phal rahi hay hamray hamsay Momlak main 3G Tech Name ki cheez nahi hay lakin Pakistan main ees par Baqieda Bahas aur Bill Peach ho rahy hain, Yah Kabar khuch b nahi hay seway aik Afwa kay, aru baba Cell Phone ki battery sirf 2 watt ki hoti hay:P ees say banda kasay margaya???? aur Tower High Signal Genrate b karay to b banda Mar nahi sakata bas buhat koi kamzoor dil aur damag howa tu ous ka sar ckaray ga, main nay kahoon ga kay yah Pakistan ko Mobile ki Traqi rokanay kay liay aik sazish thi aur hamri Awam baychari Dokoon ki marii fata fatt man jie:Dتیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
تو لہریں شور مچاتی ہیں،
لو آج سمندر ڈوب گیا ۔
~Mujay Vote Dain~
پاکستانی کا خواب
Comment
Comment