Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Aik Ghazal Chahieey"

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • "Aik Ghazal Chahieey"

    Aadaab!!

    friends ek mushkil mein daal rahay hain aap sab ko .......:embarasse lekin humein is ghazal ki zarurat hay ......aur problem ye hay k humein ghazal ka sirf ek last ya shayad Second last Sh'r yaad hay...Aur SHAYAR ka naam bhi maloom nahin :pagal:

    Sh'r ye hay

    "Mohabbat Khel Hay To AAo Khelein
    Magar Saathi Badalnay Ki Nahin Hay"

    chalieey ji ab jaldee se sab apni khidmaat pesh kijieey jis kisi k pass bhi hay ye Ghazal foren se pehlay yahan post kijieey
    sigpic

  • #2
    Re: "Aik Ghazal Chahieey"

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

    walaikum Adaab :D

    apni khidmat to nahi albata apney aap ko peysh kiye deytey hein ::khi:

    Sorry Eesha, mey sha'iri sey itna gehra Zauq rakhti to zaroor ye ghazal jhat paT suna deyti :D

    btw Aap kahein to mey khudi iss ghazal ko mukammal ker dun

    :hehe:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: "Aik Ghazal Chahieey"

      Originally posted by yellowsky View Post

      Jeeti rahieey :hehe:

      :kr: :kr: humein mukammal ghazal chahieey
      ghazal ya shayar ka sadmay se khaatma nahin kerwana humein jo aapko mukammal kernay ko kahein hum :hehe:
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: "Aik Ghazal Chahieey"

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        Jeeti rahieey :hehe:

        :kr: :kr: humein mukammal ghazal chahieey
        ghazal ya shayar ka sadmay se khaatma nahin kerwana humein jo aapko mukammal kernay ko kahein hum :hehe:
        :lol
        agar Sha'ir Hayaat hain to phir mey khud bhi ye jasarat nahi karun gi :khi:
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: "Aik Ghazal Chahieey"

          Originally posted by yellowsky View Post
          :lol
          agar Sha'ir Hayaat hain to phir mey khud bhi ye jasarat nahi karun gi :khi:
          aure agar naheen hain to bhi humaree sare humdardiyan Shayar k saath hain :hehe:
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: "Aik Ghazal Chahieey"

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            aure agar naheen hain to bhi humaree sare humdardiyan Shayar k saath hain :hehe:
            Kyun Esha :lol

            mey bhi thori si apney taur wali sha'iri ker leyti hun ;)

            btw Pegham key itney ziada Sha'irana ZauQ waley logon ney abhi tak aap ki help kyun nahi ki

            :khi:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #7
              Re: "Aik Ghazal Chahieey"

              uno to shaeri say kuch mohabat humain bhi hay but kisa kuch uno hay k ea nuzam ya guzal mari bhi nuzer say nahi guzri ,wasay kun na kheal main koi naya sathi dhond lo jo kissi ap ki nuzam ko pora kur day

              Comment

              • #8
                Re: "Aik Ghazal Chahieey"

                Mujhe ye tu nehi pata ke ye Ghazal kon si hai
                Agar ap hukam karein tu mein aik Ghazal apni taraf se likhe deta hoon aur ye sher us mein fit kar daite hain
                Bataein kaisa laga mera Idea
                Aakhir kaar mein hoon na ............... ?

                Comment

                • #9
                  Re: "Aik Ghazal Chahieey"

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  Aadaab!!

                  friends ek mushkil mein daal rahay hain aap sab ko .......:embarasse lekin humein is ghazal ki zarurat hay ......aur problem ye hay k humein ghazal ka sirf ek last ya shayad Second last Sh'r yaad hay...Aur SHAYAR ka naam bhi maloom nahin :pagal:

                  Sh'r ye hay

                  "Mohabbat Khel Hay To AAo Khelein
                  Magar Saathi Badalnay Ki Nahin Hay"

                  chalieey ji ab jaldee se sab apni khidmaat pesh kijieey jis kisi k pass bhi hay ye Ghazal foren se pehlay yahan post kijieey

                  Tasleemat
                  shair buht zabardast hai....tu ghazal bhi la jawab hogi....:rose
                  koshish kartay hain talash karnay ki:)

                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment

                  • #10
                    Re: "Aik Ghazal Chahieey"

                    Jeeti Rahiey

                    Wallah main nay yeh ghazal her giz nahien likhi:donno:

                    Laikin Yeh shair meri nazar say kahien guzar chuka hai

                    aap nay hukam diya hai tu dhoondna tu peray ga hi:embarasse
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: "Aik Ghazal Chahieey"

                      koshish ki thi.....sirf yehi shair mila aur ghazal filhaal ....
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment

                      • #12
                        Re: "Aik Ghazal Chahieey"

                        Originally posted by yellowsky View Post
                        Kyun Esha :lol

                        mey bhi thori si apney taur wali sha'iri ker leyti hun ;)

                        btw Pegham key itney ziada Sha'irana ZauQ waley logon ney abhi tak aap ki help kyun nahi ki

                        :khi:
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: "Aik Ghazal Chahieey"

                          Originally posted by danicool82 View Post
                          Mujhe ye tu nehi pata ke ye Ghazal kon si hai
                          Agar ap hukam karein tu mein aik Ghazal apni taraf se likhe deta hoon aur ye sher us mein fit kar daite hain
                          Bataein kaisa laga mera Idea
                          Aakhir kaar mein hoon na ............... ?
                          nhee hum hukum nahee sirf request kertay hain k please aap ye zulm mat kijieey ga...
                          Shuara ki rooh kaanp uthay gee aapki shayree perh k :zuban:
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: "Aik Ghazal Chahieey"

                            Originally posted by Rida View Post
                            Tasleemat
                            shair buht zabardast hai....tu ghazal bhi la jawab hogi....:rose
                            koshish kartay hain talash karnay ki:)

                            haana dear boht zaberdast ghazal hay
                            lekin :tauba humein bilkul bhi nahin mil rahee kaheen se bhi nhin
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: "Aik Ghazal Chahieey"

                              Originally posted by sccorpion81 View Post
                              Jeeti Rahiey

                              Wallah main nay yeh ghazal her giz nahien likhi:donno:
                              kion nahin likhi likhi hoty aap nay ger ye ghazal to humein itni prb to na hoty na :a stick:
                              Originally posted by sccorpion81 View Post
                              Laikin Yeh shair meri nazar say kahien guzar chuka hai
                              nazar se guzarnay ko naheen kaha humnay humein ghazal chahieey , wo bhi pori ki pori
                              Originally posted by sccorpion81 View Post
                              aap nay hukam diya hai tu dhoondna tu peray ga hi:embarasse
                              to phir jaldee se dhoondieey
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X