Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Why Can't I send Private Messages to Others?

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Why Can't I send Private Messages to Others?

    AOA
    Admin sahab, umeed hay, aap Footbal enjoy kar rahay hongay (as experessed in another thread here )

    Sir, Yeh ajeeb forum hay, I can't display Flash properly, I can sent private messages... what the........................... is this? :fuming: :fuming:

    Sir, Why can't I send Private messages to other Forum members? When I tried to send a private message, I got following.

    --------------------------------------------------------------
    vBulletin Message

    Farrukh, you do not have permission to access this page. This could be due to one of several reasons:
    1. Your user account may not have sufficient privileges to access this page. Are you trying to edit someone else's post, access administrative features or some other privileged system?
    2. If you are trying to post, the administrator may have disabled your account, or it may be awaiting activation.

    Log OutHome

    Aisa kisi aur forum main naheen hota. Doosray forums main to allow hota hay, key aap doosray members say private messages kay saath Contact kar saktay hain..

    Now I have started thinking to leave this forum now.

    Please answer
    Farrukh
    -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

  • #2
    Re: Why Can't I send Private Messages to Others?

    Salam o alikum...
    aap Pm ker sakty hain....lakin jab aap kee post 101 hu Jain,,,,,
    dont worry....aur aap yehan pm kerny k liy to nahi aay..
    aap apna elam yehan per philain....
    take care

    Comment

    • #3

      Originally posted by Khalil

      Bhai Sahab,
      Ilm phailana aik alag baat hay.

      Laikin yeh 101 post wali restriction (SAZA) mairee samajh main naheen aee.

      Yeh kia baat hoee key 101 post kay baad aap proper member kehlatay ho. Ab kafee members aisay bhi hain, jo ziada tar posts parhtay hain, aur kartay kam hain, ab kia wo intezar kartay rahain Admin ka..

      Yeh kisi bhi Forum ki intehaee stupid qisam ki restriction hay

      I strongly protest against this.
      -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

      Comment

      • #4

        well dear you have joined this forum just now, we are here for quite some time. All the members were given this access the moment they join forum but they have started missusing it, many members register and log in just to chat with female members and irritate them. Is liyeh ab yeh ristrictions lagayi gayi hain ke after completion of 101 posts when you become a regular member you'll get this access. I think this is quite sensable justification for it.

        Ab rahi baat 101 psots complete kerne ki to ..................... not a big deal I'll give u a tip ..... 58 to tumhari ho chuki hain baqi 42 smilies kahin bhi post ker do ;) :D
        sigpic

        Comment

        • #5

          Originally posted by Sweet & Sour

          Han to aap ka kia khayal hay, key Jinhon nay Mis-use karna hay, wo kia 101 posts kay baad naheen kar saktay. :zuban:

          Mis-use ko raknay kay liey Admins and Moderators ka hona Zarori hay, jo shaid, aaj kal footbal daiknay main bzy hain.

          Doosray forums main Admins and Moderators mis-use karnay walay ko ya to block kar daitay hain, ya warning daitay hain, ya phir kick out kar daitay hain.

          Ab yahan choti choti baton kay liey banda 101 posts karay.... :budhu:
          -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

          Comment

          • #6

            Originally posted by Farrukh

            hum ne jo ristriction lagayi hain soch samajh ker lagayi hain ........ 101 ke baad jo misuse karein gai oun ke khilaf action lai liya jayeh ga.

            Ab rahi baat aap ke PM kerne ki to aap ko itni bhi kya jaldi mach gayi hai PM's ki, jahan tak mera khayal hai aap ko koi prob hai bhi to aap Admin team ke kisi bhi member ko PM ker saktey ho, is se zada zarori kya hai aap ek liyeh is waqt :mm:
            sigpic

            Comment

            • #7

              Bohat achay :tauba , to agar 101 posts kay baad action hi laina hay, to yeh kaam to aap 101 post karwaiy baghair bhi kar saktay hain.

              So PM ka matlab hota hay, Priavte Message and aur main nay kisi say koi Private baat poochni thi. Aur is par kisi ko koi Aitraz naheen hona chaiey. Agar main is ko Mis-use karon ga, to phir zaroor koi action lain.

              Again, agar aap nay soach samajh kar bhi yeh restriction lagai hay, then I must say, this is totally Illogical, Chatting, aur PMs is not bad between people.

              Is ki bajaey agar Aap Admins aur Moderators khud Active rahain, to phir koi mis-use naheen kar sakta.
              -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

              Comment

              • #8
                Re: Why Can't I send Private Messages to Others?

                Originally posted by Farrukh
                Bhai Sahab,
                Ilm phailana aik alag baat hay.

                Laikin yeh 101 post wali restriction (SAZA) mairee samajh main naheen aee.

                Yeh kia baat hoee key 101 post kay baad aap proper member kehlatay ho. Ab kafee members aisay bhi hain, jo ziada tar posts parhtay hain, aur kartay kam hain, ab kia wo intezar kartay rahain Admin ka..

                Yeh kisi bhi Forum ki intehaee stupid qisam ki restriction hay

                I strongly protest against this.
                well her fourm kee apni apni policy huti hain jo k os fourm kee behtree k liy huti hain...
                aur 101 kee ristriction esi liy hian k hum pehly dekh lain k aya yeh member kitna mukhlas hay pegham k sath .....

                Comment

                • #9
                  Re: Why Can't I send Private Messages to Others?

                  Originally posted by Khalil
                  well her fourm kee apni apni policy huti hain jo k os fourm kee behtree k liy huti hain...
                  aur 101 kee ristriction esi liy hian k hum pehly dekh lain k aya yeh member kitna mukhlas hay pegham k sath .....
                  Ji han mujhay pata hay yeh baat, Laikin bhai mairay, har policy ki koi PROPER and SOLID logic/reason hotee hay.

                  Again, I must say, you can't figure out a person from his/her 101 posts. Jis nay jab mis-use karna ho ga, wo waisay bhi karay ga.

                  I'm a member of 4 other Paki/urdu forums and saw some old members (with thousands of posts) to be kicked out just becuase they used Obsence language again some female.

                  You can't stop the mis-use of such facilities. Laikin is tarah hum jaisay log kafee bother hotay hain. Ab what If I don't have much things to make 101 posts?

                  That means, to talk to a member privately, I have to make 101 posts aur main us say pehlay koi private baat naheen kar sakta sakta? Waoo, Kia friendhip forum hay bhai

                  Think, yourself yar. Aap kabhi bhi is tarah Mis-use naheen rok saktay, but do bother others
                  Last edited by Farrukh; 14 June 2006, 09:36.
                  -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

                  Comment

                  • #10

                    Ok waite ADMIN will give u a solid reason...:comfort:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Why Can't I send Private Messages to Others?

                      Assalamo allaikum

                      Mohtram Farrukh sahib - khush rahein :rose

                      Hamara moashra aik ajeeb moashra hai. Ham loag aazadi ka mafhoom nahin jantey - balkey har shay ko mazzaq aur timepass mein guzarney key aadi ho chukey hain. Restriction kahin bhi lagaee jaein isi liye lagaee jati hain keh woh us community key liye zaroori hoti hain aur wahan key logon ki hifazat key liye hoti hain.

                      Pegham aik aam satah ka forum nahin! Hamari yeh koshish hai keh yahan per aaney waley apney aap ko secure feel karein. Magar is key saath saath kam sey kam pabandi rakhi - aur ibtidaa mein Pegham per koi restriction nahin thi.

                      Iska nateeja kya nikla? Log join kartey aur sab sey pehley female member ko PM kartey keh mujh sey dosti karo gi? Mujhey problems hain aap btao gi? Mujhey apni MSN/yahoo ki ID do gi??

                      Kya problems ki PM siraf females moderators ko jo forum key barey mein bohat kam janti hain, unhein hi ki jaa sakti hai??? :mm:

                      Jo Female members yahan per hain un mein aksariyat is baat ko na'pasand karti thin/hain. agar unhein is tarha ki chat hi karni hai to jaisey aap ney kaha doosrey bohat sarey forums hain jahan aisey logon ki bharmaar hai, ya phir there are alot of chat rooms around - magar Pegham per woh khud ko secure feel karti hain keh sakoon sey seekhein aur seekhaein.

                      Jab unhein almost har naey member ka pm milna laga to unhon ney shikayat ki. Jab ham ney is per restriction rakhi to woh log jo aisey PM kartey they woh ghaib ho gaey - iska matlab hai keh woh yahan per seekhney seekhaney Pegham key liye kaam karney nahin aatey - aaj bhi unki posting ki ta'dad 0 - 20+ key darmiyaan ho gi - HAMEIN PEGHAM PER AISEY LOG NAHIN CHAHIYE!

                      Let me remind everyone: Pegham chatting forum nahin!!!
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: Why Can't I send Private Messages to Others?

                        Originally posted by Masood

                        :roseوعلیکم السلام

                        محترم مسعود صاحب
                        :) اتنی تفصیل سے جواب دینے کا بہت شکریہ
                        آپ نے جتنی باتیں یہاں لکھی ہیں، وہ سب پہلے ہی سامنے آچکی ہیں۔ اسطرح سے آپ نئے آنے والے غلط لوگوں کو تو شائید روک رہے ہونگے، لیکن میں پھر بھی کہوں گا، کہ ایک اچھی سہولت کو روک کر مشکلات بھی کھڑی ہو رہی ہیں۔

                        میں اس بات سے قطعا اتفاق نہیں کرتا کہ یہ بات چیت کا فورم نہیں ہے۔ کیا یہاں گپ شپ کا سیکشن نہیں؟ کیا لوگ مختلف موضوعات پر بات چیت نہیں کرتے؟ کیا یہاں لوگ مذاق نہیں کرتے؟ یہاں اب بھی سب کچھ ہوتا ہے۔ لیکن جہاں اچھے لوگ ہوتے ہیں، وہاں برے لوگ بھی ہوتے ہیں۔

                        میں آپ لوگوں کو مجبور تو نہیں کر سکتا، لیکن میری ایک رائے ہے۔ کہ بجأے اسکے کہ اپ لوگوں پر 101 پوسٹ کرنے کی پا بندی لگائیں، آپ ممبران کو بلاک کرنے کے سہولت دیں، تاکہ اگر کوئی ممبر کسی دوسرےیا دوسری ممبر کو تنگ کرنے کی کوشش کرے، تو دوسرا ممبر اسے خود بلاک کردے۔ یا
                        اس تنگ کرنے والے ممبر کو وقتی طور پر فورم میں بلاک کر دیا جائے،اور اگر پھر تنگ کرے تو باہر نکال دیا جاۓ۔

                        If you can't read Urdu text, then let me know. I will type it again using English letters :)
                        -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

                        Comment

                        • #13
                          Re: Why Can't I send Private Messages to Others?

                          I can read.

                          Lekin jo restriction ham ney lagai hain uskey peechey aik aham reason spamming ka bhi hai - aik member siwaey apney forum ki tash'heer key aur kuchh nahin kartey they to aisey logon ko ham ijazat nahin dey sakte...

                          So these restrictions are there to protect Pegham and it's members values :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: Why Can't I send Private Messages to Others?

                            Originally posted by Farrukh
                            AOA
                            Admin sahab, umeed hay, aap Footbal enjoy kar rahay hongay (as experessed in another thread here )

                            Sir, Yeh ajeeb forum hay, I can't display Flash properly, I can sent private messages... what the........................... is this? :fuming: :fuming:

                            Sir, Why can't I send Private messages to other Forum members? When I tried to send a private message, I got following.

                            --------------------------------------------------------------
                            vBulletin Message

                            Farrukh, you do not have permission to access this page. This could be due to one of several reasons:
                            1. Your user account may not have sufficient privileges to access this page. Are you trying to edit someone else's post, access administrative features or some other privileged system?
                            2. If you are trying to post, the administrator may have disabled your account, or it may be awaiting activation.
                            Log OutHome
                            --------------------------------------------------------------

                            Aisa kisi aur forum main naheen hota. Doosray forums main to allow hota hay, key aap doosray members say private messages kay saath Contact kar saktay hain..

                            Now I have started thinking to leave this forum now.

                            Please answer
                            Farrukh
                            sab say pehlay to yeh k jis thread ka ishara kar k aap nay pehli line likhi hai woh mera he thread tha, magar us maiN maiN nay kaheeN bhi aisi "tehzeeb o tameez" ka istemal nahee kia jis tarhaan aap nay kia hai...... aur dosri baat yeh k maiN nay us thread main pegham ka server baar baar down honay ki shikayat ki thee na kay kisi "pabandi" par uchal rhaa thaa..... agar forum par koi "qanon" mojod hai to is main itni pareshani wali kia baat hai, shayad aap ka wasta ab tak qanon o tehzeeb say aazad forum say he paRa hai.... forum k rules banana Administration ka "Farz" hai aur ussay follow karna member ka...... agar aap nahee mantay to phir Administration karwai ka haq mehfooz rakhti hai, jitni saholat di hai usi par qana'at kejeay, aur behtar hai apna "daira" khud bana lain is say pehlay k koi aur aap ki "had" muqar'rar karay....!!
                            That's Enough...!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: Why Can't I send Private Messages to Others?

                              Originally posted by Masood
                              I can read.

                              Lekin jo restriction ham ney lagai hain uskey peechey aik aham reason spamming ka bhi hai - aik member siwaey apney forum ki tash'heer key aur kuchh nahin kartey they to aisey logon ko ham ijazat nahin dey sakte...

                              So these restrictions are there to protect Pegham and it's members values :)
                              مسعود صاحب
                              مجھے ویسے کسی کی پالیسی میں دخل دینے کا کوئی شوق نہیں اور نہ میں لمبی بحث کا عادی ہوں۔
                              لیکن ایک بات سمجھ نہیں آئی۔ فرض کریں کہ خلیل یا کوئی اور مجھے پرائیوٹ پیغام میں کسی اور فورم کا ایڈریس دیتا ہے، تو اس سے کسی کو کوئی فرق نہیں پڑنا چاہئے۔

                              But to stop spam, you can use this time restriction technique that, No user should be allowed to post more than 1 post in 2 minutes or 5 minutes or whatever you think is the time interval. This is also what I observed in a forum having large amount of traffic. i.e. you can't post more than 1 post within 120 seconds and I know spammer's mentality, they can't wait too long. They want to post huge amount of posts, which would not be possible in this way. :)

                              Working...
                              X