Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

    Last edited by ; 3 May 2006, 08:07. Reason: Sticky and Links

  • #2
    Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

    thread ka link missing :cry
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment

    • #3
      Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

      link khalil bahi ne de diya hia.
      ghazal aap ko pasand aayi ?

      Comment

      • #4
        Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

        Really brother salam hay aap ko...great work

        Comment

        • #5

          Assalamo Allaikum

          Pegham key admin ki hasiyat sey main yeh special acknowledgement karna chahta hoon keh Muhabbat Chup Nahin Rehti aik bohat bada shahkaar hai jo hamarey great composer Shakeeel sahib ney intihaee mehnat, muhabbat aur tawajoh sey tayyar kiya hai.

          Yeh woh kaam hai jo Pegham ki zeenat ko char chand lagati hai aur ham is per fakher mehsoos kartey hai.

          Shakeeel sahib main Pegham key har member ki janib sey aap ki mehnat ki azmat ka teh-e-dil sey shukar guzar hoon :)

          Allah Tala aap ko bohat sari khushiyon sey nawazein - Ameen.

          Admin
          مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
          نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

          Comment

          • #6
            Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

            Assalaam-0-Alaikom:rose

            main nay is poetry kay thread main bhi reply kiya tha...ab dobara kahon gi keh poetry ka intikhaab bhi buht zabrdast hai aur aap ki composing buht buht khobsorat bhi hain ....really buht mehnat say compose kiya hai aap nay ..:phool:
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment

            • #7
              Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

              Assalaam o alekum,

              Mere khayaal se Masoode nien jo kuch bhi kahaa wo 100% durust kahaa waqaee shakil bhai ki yeh mehnat pegham ke liye Bahoot ahemiyat rekhti hai un jaise mehanti logoon ki wajeh se hi aaj yeh site apnien urooj per hai bahoot khoob shakeel bhai bahoot umdeh dili daad qabool karien khush rahien :thmbup: :thmbup: :thmbup: :thmbup: n keep it up
              Last edited by khurram_shaikh; 3 May 2006, 20:51.
              :tang: RISK IS MY BUSINESS

              DANGER IS MY GAME

              DONT PLAY WITH ME
              BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

              Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

              Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

              Comment

              • #8
                Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

                Originally posted by khurram_shaikh
                Assalaam o alekum,

                Mere khayaal se Masoode nien jo kuch bhi kahaa wo 100% durust kahaa waqaee shakil bhai ki yeh mehnat pegham ke liye Bahoot ahemiyat rekhti hai un jaise mehanti logoon ki wajeh se hi aaj yeh site apnien urooj per hai bahoot khoob shakeel bhai bahoot umdeh dili daad qabool karien khush rahien :thmbup: :thmbup: :thmbup: :thmbup: n keep it up
                Khurram mujhey aap ki baat sey bilkul itifaq hai. Aur main ney socha keh shakeeel sahib ko kaisey khiraj-e-tehseen pohanchaoun, as Masood ya as Admin to mujhey munasib laga keh main is siuation mein Admin ki hasiyat sey likhoon - beshak dono roop merey hain - magar as Admin baat aur thi. Aur yes Pegham woh site hai jahan per ta'daad sey ziyada fankaar key hunar sey muhabbat ki jati hai - aur hamara fakhar hai keh shakeeel sahib ney yeh kaam Pegham per kiya hai :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

                  Originally posted by Admin
                  Assalamo Allaikum

                  Pegham key admin ki hasiyat sey main yeh special acknowledgement karna chahta hoon keh Muhabbat Chup Nahin Rehti aik bohat bada shahkaar hai jo hamarey great composer Shakeeel sahib ney intihaee mehnat, muhabbat aur tawajoh sey tayyar kiya hai.

                  Yeh woh kaam hai jo Pegham ki zeenat ko char chand lagati hai aur ham is per fakher mehsoos kartey hai.

                  Shakeeel sahib main Pegham key har member ki janib sey aap ki mehnat ki azmat ka teh-e-dil sey shukar guzar hoon :)

                  Allah Tala aap ko bohat sari khushiyon sey nawazein - Ameen.

                  Admin
                  Aap ka teh dil se shukar guzar hun k aap ne mere kam ko itna saraha,
                  aap ke yeh alfaz hi mere liye ek anmol award ki hesiat rakhte hain.
                  mein pegham ki 1st salgirah par koi khas tohfa dena chah raha tha. aur
                  yeh mera tohfa hai. mein ne jab se pegham join kiya hai , kisi aur forum par jane ki zaroorat hi mehsoos nahin ki. aur insha-allah ham sab mil kar "pegham" ko arooj ki nai manzil tak ponchayen ge.
                  mein yahan par sab doston ki mohabbaton ka shukria ada karna chahon ga.
                  ALLAH kareem sab ko qadam qadam khushian ata karen (aamin)

                  Comment

                  • #10
                    Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

                    Originally posted by khurram_shaikh
                    Assalaam o alekum,

                    Mere khayaal se Masoode nien jo kuch bhi kahaa wo 100% durust kahaa waqaee shakil bhai ki yeh mehnat pegham ke liye Bahoot ahemiyat rekhti hai un jaise mehanti logoon ki wajeh se hi aaj yeh site apnien urooj per hai bahoot khoob shakeel bhai bahoot umdeh dili daad qabool karien khush rahien :thmbup: :thmbup: :thmbup: :thmbup: n keep it up
                    hosla afzai ka bohat bohat shukria Khurram bhai.
                    Pegham ki kamyabi ka sab se bara saboot yeh hai k aaj bohat se doosre forums par yahan ke items utha utha kar paste kiye ja rahe hain.
                    ham sab mil kar pegham ko is se bhi oonche maqam par le jayen ge (insha-ALLAH).

                    Comment

                    • #11

                      • #12
                        Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

                        :clap: ] itne zabardast tareke se ap ne is ko compose kia he ke ap ki jitni bhi taref ki jay kum he sorry main ne aj pariis leye meri taraf se:phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :donno:
                        :dua meri doa he ke Allah ap ko hamesha khosh rakhe or ap isi tara pg ke leye kam karte raho Ameen
                        Attached Files
                        Rob :eye:

                        Comment

                        • #13
                          Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

                          Originally posted by Rida
                          Assalaam-0-Alaikom:rose

                          main nay is poetry kay thread main bhi reply kiya tha...ab dobara kahon gi keh poetry ka intikhaab bhi buht zabrdast hai aur aap ki composing buht buht khobsorat bhi hain ....really buht mehnat say compose kiya hai aap nay ..:phool:
                          Attached Files

                          Comment

                          • #14
                            Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

                            Originally posted by laila
                            :clap: ] itne zabardast tareke se ap ne is ko compose kia he ke ap ki jitni bhi taref ki jay kum he sorry main ne aj pariis leye meri taraf se:phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :phool: :donno:
                            :dua meri doa he ke Allah ap ko hamesha khosh rakhe or ap isi tara pg ke leye kam karte raho Ameen
                            :rese:
                            Attached Files

                            Comment

                            • #15
                              Re: "mohabbat chup nahin rehti" Mukamal hui

                              Originally posted by Khalil

                              Working...
                              X