..............
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
عورت مسجد میں نماز ادا کر سکتی ہے
Collapse
X
-
Re: عورت مسجد میں نماز ادا کر سکتی ہے
Originally posted by Son of Mountains View PostVery good work Mr lovely.....This is true. Ye baad ki ikhteraa hy k auraton ko masjid se rok dia molviyon ne, especially ye problem Pakistan mein ziada hy....Afsoos ye k iska ilzaam Hazrat Umar RA par lagaya jata hy, ye Bohtaan hy
salam. bat toaap ki thaik hai lakin kia karaian jab hi hum sahih hadees per amal kernay lagtay haian to fiqa shareef beech maian aa jati hai.
ab bataian keh hum hadees ko manaian ya fiqa shareef ko.
misal khud deikh laian.
Comment
-
Re: عورت مسجد میں نماز ادا کر سکتی ہے
Originally posted by lovelyalltime View Postsalam. bat toaap ki thaik hai lakin kia karaian jab hi hum sahih hadees per amal kernay lagtay haian to fiqa shareef beech maian aa jati hai.
ab bataian keh hum hadees ko manaian ya fiqa shareef ko.
misal khud deikh laian.
Fiqa hy kia aakhir???? 220 ya 230 Ayaat se Makhooz. Tu baaki ki 6000 ayaat kahan jaen gi? Fiqa mein hair phair aur oljhaao k siwa kuch bhi nahi hy.
Afsoos ki baat ye hy k aj hum ne apna aqeeda yoon bana lia k sub se ziada aehmiyat mili Molvi ko, phir fiqay ko, phir hadees ko aur sub se aakhir mein Qura'an ko.
Agar kahen fiqa aur hadees mein contradiction aye tu hum bhaag kar fiqay ki favor kartay hein
Agar kahen hadith aur Qura'an mein contradiction aye tu hum Qura'an ki baat ka "matlab" nikaalnay baith jatay hein
Hamara attitude "Main na Maanoon" wala hy, aur kuch nahi.
Comment
Comment