Hazrat Abu Bakar Siddique ( Radi Allah Talah Anha ) ney farmaya, mai ne Rasool Allah (Sallahahu Walehe Wasallam) ko farmate suna:
" Jub logon ka yeh haal ho jaye ke woh buraii dekhen or usay badalne ki koshish na karen,
Zalim ko zulm karta hua paayen or uska haath na pakren to kareeb hai ke Allah Pak apne azaab me
sub ko lapait ley, Khuda ki qasam tum ko lazim hai ke bhalaii ka hukum do or buraii sey roko,
Warna Allah tum pey aisey logon ko musal'lat kar dega jo tum me sub sey badtar hun ge
aur woh tum ko sakht takleef den ge phir tumharay naik log Allah sey duayen
maangen ge magar woh qabool na ho gi."
(Tirmizi)

Comment