:rose Assalaam Alaikum :rose
Rasool Allah (S.A.W) ne farmaya:
" Ye 4 khaslaten jis shakhs me hon gi woh pakka Munafiq hoga. Jis shakhs ke undar
in me se koi ek khaslat hogi to iske undar ke nafaaq ki ek khaslat hogi yahan tuk ke woh
isko tarq kar de."
in me se koi ek khaslat hogi to iske undar ke nafaaq ki ek khaslat hogi yahan tuk ke woh
isko tarq kar de."
- Jub is ke paas koi amanat rakhi jaye to khayanat kare.
- Jub guftugu kare to jhoot bole.
- Jub waada kare to pora na kare.
- Jub kisi se iska jhagra hoto gaali galoch per utar aaye.
( Abdullah Bin Umar (R.A.) - Bukhari.Muslim )
Comment