Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Hadees Paak
Collapse
X
-
Tags: None
-
Re: Hadees Paak
Originally posted by Mr.Khan View PostWalaikum Salaam
*Rida* jee is hadees ki tashreeh share kar sakti hen aap,
I'm waiting
:jazak:
sorry.....main nay delete kar di thi tashareeh....Aabid bhai hi help kar saktay hain.....:thmb:
Comment
-
Re: Hadees Paak
Allah aap ko jaza day...!
simply. nooh eleh salam ki umar 900 saal say zeada thi, aur jab izrael eleh salam un ki rooh nikalnay aye to nooh eleh salam nay kaha kay main to tumhara kab say intezar ker raha tha.nooh eleh salam nay apna ghar tak nahi banaya tha.
jab insan kay marnay ka wakt ho ga to wo yehi samjay ga kay us nay dunya main aik din yaa is say bhi kam guzara.marnay kay baad wali zindgi abdi hai, dunya main ham jis sawari ko istemal kartay hain wo hamara jism hai jis ko rooh nay aik din chor jana hai.mout jism kay liye hai ,rooh kay liye nahi.aur jab sawar apni sawari badlay to wo halat-e-safar main hota hai.Last edited by Mirza Ghalib; 14 June 2009, 12:31.sigpic
Comment
Comment