KHAUF-E-KHUDA.....
EK AADMI KA EK AURAT PER DIL AA GAYA...WO AURAT KISI KAM SE BAHIR NIKLI,
YE AADMI BHI ISKE SAATH CHAL PARA...
JAB JANGAL MEIN DONO AAKELE REH GAYE AUR SAB LOG SOO GAYE,
TU AADMI NE AURAT KE SAMNE APNA RAAZ KHOL DIA...
AURAT NE IS SE POOCHA KE KYA SAB LOG SOO GAYE HAIN?
AADMI KHUSH HUA KE SHAYED AURAT NE MERI BAT MAN LI HAI...
MARD UTTA AUR KAAFLE KE GIRD GHOOM KER DEKHA,
SAB LOG SOO RAHE THE...
WAPIS AA KER IS NE BATAYA KE SAB LOG SOO GAYE HAI...
AURAT NE KAHA KE ALLAH TALA KE BARE MEIN TUM KYA KEHTE HO,
KYA WO BHI IS WAQT SOO RAHA HAI...
MARD NE KAHA,ALLAH NA SOOTA HAI AUR NA ISSE NEEND AATI HAI,NA AUNGH AATI HAI...
AURAT NE KAHA,JO NA SOYA HAI AUR NA SOYE GA,
WO HAMEIN DEKH RAHA HAI,CHAHE HUM NA DEKHEIN.....
AB TO ZIYADA DERNA CHAHIYE.....
CHUNACHA MARD NE ALLAH TALA KE DAR SE AURAT KO CHOR DIYA AUR TOBA KER LI.....
AUR US GUNNAH SE RUK GAYA......
HUZOOR SALALLAHU AALEHE WASALAM NE FARMAYA...
(JAB ALLAH TALA KE DAR SE BANDE KA DIL KAAP UTTHE,
TU USKE GUNNAH IS TERHA JHARTE HAI JAISE DARAKHT KE PATTE JHARTE HAI)

Comment