Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Panch Swaal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Panch Swaal

    Aslamoalikum:rose
    Hazrat Mohammad(SAW)ka irshad hay k
    qayamat k din ibn a adaam k qdam apni apni jgah
    say htny na pain gay jab tk is say panch chezon k
    bary main swal na kr lai jay
    aik is ki ummar kin batoon main kati?
    dossra jwani kin baton main gnwai?
    tessra maal kahan say kmaya?
    kin batoon main kharch kia(jo maal kmaya)?
    or panchween yeh k illam seekh kr is pr ammal
    kia or kitna kia?
    :rose :rose

  • #2
    Re: Panch Swaal

    Jazak Allah khair
    wasalaam..

    Comment


    • #3
      Re: Panch Swaal

      jazzak allah
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • #4
        Re: Panch Swaal

        jazzak allah

        Comment


        • #5
          Re: Panch Swaal

          what is the refference of this hadeeths

          yeh hadees kahan se li gae hai
          book ka naam, hadees no, jild no. ??????

          Comment


          • #6
            Re: Panch Swaal

            Originally posted by EEmaan View Post
            what is the refference of this hadeeths

            yeh hadees kahan se li gae hai
            book ka naam, hadees no, jild no. ??????
            u dont know any thing about this Hadeeth
            ia Hadeeth ko Imam Tarmazi nay riwayat kai hay
            (Rwah-al-Tamezi)main app ko mill skti hay

            book name is (ifham-ul-hadeeth)BA ke book hay
            book main bhi agr poochna chaho to us main
            bhi hadeeth ka number bta daiti hoon
            app abhi jaoo or check kr k aoo
            app nay yeh swaal kis binna pr kia hay
            kai app ko koi shaq hay?
            agr hay to mujhy btaoo

            Comment


            • #7
              Re: Panch Swaal

              Originally posted by jia View Post
              u dont know any thing about this Hadeeth
              ia Hadeeth ko Imam Tarmazi nay riwayat kai hay
              (Rwah-al-Tamezi)main app ko mill skti hay

              book name is (ifham-ul-hadeeth)BA ke book hay
              book main bhi agr poochna chaho to us main
              bhi hadeeth ka number bta daiti hoon
              app abhi jaoo or check kr k aoo
              app nay yeh swaal kis binna pr kia hay
              kai app ko koi shaq hay?
              agr hay to mujhy btaoo
              :jazak:
              the thing is that there is science of hadeeth which we have to see

              hamary khulafaahe rasheedeen us waqt tak hadees qabool nahe kerte thay jab tak pure tasdeeq na ker lein.

              aik baat bata dein k imam tirimzi ne is hadees ko kia kaha hai, saheeh ya hasan etc. agar asaanee se pata chalta hai tu. main ne phelay b yeh hadees perhi hue hai shaid dars e hadees main ya riyad us saleehein main.

              any ways thanks :jazak:

              BE happy Alwayz :)

              Comment


              • #8
                Re: Panch Swaal

                agr ap nai phelai bi ye hadees parhui hui hai to phr to ap ko aisai question nhn krna chiye thai
                what is the refference of this hadeeths

                yeh hadees kahan se li gae hai
                book ka naam, hadees no, jild no. ??????

                Comment


                • #9
                  Re: Panch Swaal

                  JazakAllah

                  Comment


                  • #10
                    Re: Panch Swaal

                    :jazak::rose
                    :rose Refreshing_breeze :rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: Panch Swaal

                      Originally posted by anoosha View Post
                      agr ap nai phelai bi ye hadees parhui hui hai to phr to ap ko aisai question nhn krna chiye thai
                      what is the refference of this hadeeths

                      yeh hadees kahan se li gae hai
                      book ka naam, hadees no, jild no. ??????
                      Sahee kaha aap ne per aap ne, per main ne jahan se perhei hai us main yeh baatein nahe likee hue the jo main ne poocheen hain

                      main ne yeh refference is liye poochay thay q k main ne bawaqt e zaroorat un ko kaheen post kerna hai oor wahan mujhay yeh baatein discuss kerne pertee hain

                      agar aap logoon ko bura laga hai tu main maazrat khuwaan hoon.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Panch Swaal

                        Originally posted by EEmaan View Post
                        Sahee kaha aap ne per aap ne, per main ne jahan se perhei hai us main yeh baatein nahe likee hue the jo main ne poocheen hain

                        main ne yeh refference is liye poochay thay q k main ne bawaqt e zaroorat un ko kaheen post kerna hai oor wahan mujhay yeh baatein discuss kerne pertee hain

                        agar aap logoon ko bura laga hai tu main maazrat khuwaan hoon.
                        Eemaan there is nothing wrong in asking the reference :thmbup:

                        @ Jia :rose

                        jazakAllah khair
                        Last edited by Z.; 30 July 2007, 23:31.
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        Working...
                        X