Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Najomion

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Najomion

    Click image for larger version

Name:	image001(4).gif
Views:	1
Size:	37.3 KB
ID:	2451558
    Hadith!

    He who went to a soothsayer that foretells the future and consulted him. Shall have his prayers (namaz) of forty days rejected.

    [Ggamu' Saghir, Ahmed o Muslim]

    Hadith!

    He who went to a soothsayer or seer and believed in his words, denied Wahi and the word of Allah revealed unto the eternally blessed Prophet Sallalaho Alaihi Wasallam Many Muslims commit this sin which is really useless and of no benefit. Such acts are not only sin but also folly and ignorance. Seers and soothsayers know nothing definite; whatever they say is based upon guesses. And even if they were right and one knew what the future held for him, it would be of no use to him since what is looted cannot be blotted


  • #2
    Re: Najomion

    :jazak:

    nice sharing shaheen.:)

    Comment


    • #3
      Re: Najomion

      Humm.......Kia es per aik debate hu sakti hay........mera khiyal hay k aaj k doar main yeh mumkin hay...................

      Comment


      • #4
        Re: Najomion

        Originally posted by Zindgi View Post
        Humm.......Kia es per aik debate hu sakti hay........mera khiyal hay k aaj k doar main yeh mumkin hay...................
        bilkul bhi nahi, Ahadees key khilaaf hum aik lafz bhi nahi keh saktey hein, chahey aaj ka duar ho ya 20 saal baad!
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Najomion

          Originally posted by Shaheeen View Post
          [ATTACH]37009[/ATTACH]
          jazak Allah khair
          wasalaam...

          Comment


          • #6
            Re: Najomion

            Originally posted by yellowsky View Post
            bilkul bhi nahi, Ahadees key khilaaf hum aik lafz bhi nahi keh saktey hein, chahey aaj ka duar ho ya 20 saal baad!
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Najomion

              :jazak:khush raho :rose

              Comment


              • #8
                Re: Najomion

                :jazak:"
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment


                • #9
                  Re: Najomion

                  Assalamoalaikum
                  Thanx for sharing
                  JazakAllah khair
                  Wassalamoalaikum

                  Comment


                  • #10
                    Re: Najomion

                    Originally posted by Zindgi View Post
                    mera khiyal hay k aaj k doar main yeh mumkin hay...................
                    Quran Shareef me 1 se zyada dafa Allah Subhanahu wa Tala ne farmaya hai mafhoom:


                    jo kuch zameeno me hai aur asmano me hai us ka ilam siraf Allah he ko hai. hatta k jab tak Allah Tabarak o Tala ne jab tak Nabi Kareem Sallallaho Alehe wa Sallam ko nahe btaya un ko bi pata nahe hota tha.

                    yahan mai 1 waqya ap logon se share karna chahunga.

                    1 shakhs tha (nam bhool gaya hai), hamesha namaz k liye pehli saf me Nabi Kareem Sallallaho Alehe wa Sallam k qareeb hota tha. Nabi Kareem Sallallaho Alehe wa Sallam ko khof hua k kahin is shakhs ka rutba Hazrat Abu Bakr Sadiq Radi Allaho Anho se bara na ho jaye. tab Allah Subhanahu wa Tala ne Hazrat Jibraeel Alehessalam k zarye Nabi Kareem Sallallaho Alehe wa Sallam ko btaya k yeh shakhs munfqon ka sardar hai. ap khud sochen k jab Allah ki mehboob tareen hasti ko dilon ka hal nahe maloom ho sakta tha jab tak k Allah Tala khud nahe bta deta tha to aj kal k yeh fal nikalnay walon ko kis tarha ho sakta hai.


                    Allamul Ghayoob siraf aur siraf Zaat e Bari Tala hai agar hamara imaan Quran Shareef aur Nabi Kareem Sallallaho Alehe wa Sallam par hai.


                    agar aj k dor me yeh mumkin hota to aye din jo hadsat hotay rehtay hain kya woh hotay.


                    aj se chand sal qabal america ka space shuttle jo take off kartay sath tabah hua tha, kya woh hota agar un ko pata hota k yeh hona hai to us shuttle ki rwangi multavi nahe kar detay?
                    Last edited by zahid; 31 July 2007, 21:55.
                    jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
                    yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

                    Comment

                    Working...
                    X