Hazrat Abul Fateh (Rehmatullah Aleh) ek baar Hajj k lieey niklay Raastay mein ek Nau Umr larka dekha k wo paidal tez tez qadam uthaey chala jaa raha hai.
Aap(Rematullah Aleh) nay poocha,
"Barkhurdaar !! Kidher ka Irada hai ?"
Us nay kaha "Hajj ko jaa raha hoon.
ABo Al Fateh nay farmaya" Tu kamm umr hai aur safar lamba.Teray Qadam chhotay hain Aur BAITULLAH Sharif bhi bohat duur hai".
Wo bola" Qadam uthhana mera kaam hai Manzil tak pohanchana US ka kaam hai"
Hazrat ABU-AL-FATEH(Rehmatullah Aleh) nay laajwab ho ker phir farmaya...
"Tumharay pss khanay peeenay ka saamaan bhi nahin"
Wo Naujawan bola ..."YA SHAIKH(Rehmatullah Aleh).!!! Agar koi azeem hasti aapko mrehman k taur per bulaey to kia aap khana saath lay ker jaaen gay "???
Wo Bolay.."Nahin"
Is Per Jawan bola.."Meray Maula JALLAH SHANA AAQA nay mujhey apnay ghar pe bulaya hai .Mera khana peena US(ALLAH) k zimay hai" Ye keh ker wo aankhein band ker k chal para...

Comment