Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

wazeefay main ijazat ki zarorat kio hoti hai ?:/

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • wazeefay main ijazat ki zarorat kio hoti hai ?:/

    Assalamalikum

    Wazeefa yani Allah kay naam ya kisi ayaat ayat ka zaida tadad main ziker kia jaye ...
    is main kaha jata hai kay aap aisay koi wazeefa na parho kisi Alim say ijazat zarori hai ...
    to yeh ijazat kio zarori hai ?
    koi kehtay hian aap parho hi na sirf dua kia karian .....to qurani ayat or Allah kay namo ka ziker karnay main kia borai hai ?

    bagheer larai jhugra keye is topic pay sub baat kar saktay hian :--)
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: wazeefay main ijazat ki zarorat kio hoti hai ?:/

    is mai koi burai ni ye aitqad ki baat hai wafiza spiritual power (rohani taqat) barhata a isay app psychologically maintenance increasing bhi kah sakty hain like more confidence more success
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

    Comment


    • #3
      Re: wazeefay main ijazat ki zarorat kio hoti hai ?:/

      Originally posted by Crime Master GoGo View Post
      is mai koi burai ni ye aitqad ki baat hai wafiza spiritual power (rohani taqat) barhata a isay app psychologically maintenance increasing bhi kah sakty hain like more confidence more success
      aksar kaha jata hai kay na parhiana jinnat aa jatay hian etc etc :/
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: wazeefay main ijazat ki zarorat kio hoti hai ?:/

        Originally posted by Aanchal View Post
        aksar kaha jata hai kay na parhiana jinnat aa jatay hian etc etc :/
        kya na parhiana?
        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

        Comment


        • #5
          Re: wazeefay main ijazat ki zarorat kio hoti hai ?:/

          Originally posted by Crime Master GoGo View Post
          kya na parhiana?
          inhi wazaif ka keh rahi houn ...kaay kuch loog kehtay hian zaida tadad maian na parhian bagheer kisi aalim ki ijazat kaay ...jinnat kay asraat hotay hian et cetc
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6
            Re: wazeefay main ijazat ki zarorat kio hoti hai ?:/

            Originally posted by Aanchal View Post
            inhi wazaif ka keh rahi houn ...kaay kuch loog kehtay hian zaida tadad maian na parhian bagheer kisi aalim ki ijazat kaay ...jinnat kay asraat hotay hian et cetc
            aalim kon hain? ye sab bekar batin hain app parhin bila jhijhk parhin ye aalmoo ki dukan chamkany ki chalkian hain ijazat.. magar app wazifa agar yaqeen say ni parhtin yan parhty tu is ka ratti bhar bhi faida ni hoga han yaqeen kay sath ye kam na ho mai man hi ni sakta mere pass bhi kush amal yan wazif hain & its working with 100% guaranteed
            ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
            سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

            Comment

            Working...
            X