As Salam Alikum Kese hain sab
Ye rahe aj ke 5 sawal
Q1-Quran kay kon say 2 jumlay hain jin ko ulta bhi parha jaye to usi tarha parhay jatay hian ?Ye rahe aj ke 5 sawal
Q2-Quran ki akhri Wahi kay Katib koon they ?
Q3-Quran ki kis ayat main sub say zaida Asma-ul-husna aye hian ?
Q4-Doodh deenay walye janwro main sub say kam doodh koon sa janwar deyta hai ?
Q5-"Hamd hai us Rub ki jis nay mere ummat main tum jesay admi ko peda kia "
Nabi pak (saw) kay yeh alfaaz kin sahabi kay baray main hian ?
Rule: Apke jawab dene ka Waqt Next Day Subha 10Am tak ka hoga
Note: Jawab Mujhe Decent Boy aur @Aanchal ko PM mai dene hai isi Thread mai nai Jawab Dene ke baad lazmi yahan par DONE likhna hai Reply mai bas