Assalam o alaikum!!!!!!!!!!!!
read this kitna khoobsurat he ye
Aik Din Hazrat Moosa Nay Allah Say Kaha K May Apki Rehmat Aur Insan K Gunah Dekhna Chahta Hoon. Allah Nay Frmaya Peche Dekho. Dekha Toa Aik Bohat Baray Samandar K Andar Aik Drakht Per Aik Chirya Apne Moun May Mitti Le Kr Bethi Thi. Hazrat Moosa Nay Kaha Ye Kia: Allah Nay Frmaya: Ye Samandar Meri Rehmat Hai Aur Ye Drakht Dunya, Ye Chirya Insan Aur Uss K Moun May Jo Thori C Mitti Hai Wo Uss K Sare Gunah Hain. Gar Ye Apna Moun Khol Kr Mitti (Gunah) Pani May Gira Day Toa Meri Rehmat ko Koi Farq Nahi Parta.
Toa Kiyon Na Insan Touba Kre Aur May Maaf Na Karun,
Insan Toa Nadan Hay………………

Comment