Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Different Translation of Quran Pak in Urdu

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Different Translation of Quran Pak in Urdu

    :welcome: to read my post.
    :insha: i hope u like my post reply me if u like.
    If u not like the post then reply me.
    I am waiting 4 all MEMBERS of Pagham .net.











    Thanks ur Brother,
    Muhammad Sufi Aamir Maqsood Qadri Razvi Noori
    Attached Files

  • #2
    Re: Different Translation of Quran Pak in Urdu

    ASLAMO ALYKUM , aamir bhai aap ki post bohat hi achi hy aur is main mukhtalif makatby fikkar ki tarajum e quran ka bahimi taqabul peesh kiya gaya hy . hamary han masla ye hy k jis kisi ko bhi thori bohat arbric aati hy usy shoq churany lagta hy turjuma e quran ka halnk kisi aam kitab ko kisi dosri zuban main transfer karna hoto tab bhi had darja ihtiyat ki zaroorat hy ch jayk kitaby azeem yani quran ka to muamla hi degar hy. bhar hal aap k pesh karda taqbul ko agar banzry ghoor dekha jay aur tasub ki aynak utar kar dekha jay to saf pata chalta hy k ahlesunnat ka tarjuma darhqeeqt quran ki haqeeqi tarjumani hy . kiuonk jin logon ny naam nihad toheed parasti ka jhanda laga rakha hy un logon k tarjumy main bhi saf saf ALLAH wahdho la shreek ki hurmat ka pass naheen rakha gaya halan k unheen to apny dawey k peeshy nazar kam as kam aysi aayat jin ka taluq zaty bari talah se hy ka turjumah karty huy apny dawey ki pasdari karni chiye thi magar wo kehty hain na k droogh go hafza nabashid ki misdak hain ye sab .....khair aap ki bohat achi kawesh thi ye ALLAH sab ko haq man leyni ki tofeeq ata farmay...w/slaam aabi
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #3
      Re: Different Translation of Quran Pak in Urdu

      Assalam o alaikum
      moHtaram aamir bhaee aur aabid bhaee..
      aamir bhaee aap ki post nihayat khoobsoorat hay nihayat infomatic hay..
      bohat say taraajim aur bayhadd ghaltioN say bharay huay wajah yai k maqaam e khuda aur rasool say naa waqif hona aur taazeem ki kami hay..
      kaheen ALLAH azza wa jall k liay aur kaheen Rasool e kareem SALLALLAHO ALAIHE WASSALLAM k liay naa zaiba alfaaz ka istemaal kia gya kaheeN ALLAH ki tadbeer ki nisbat daao, makar aur fareb say di gaee kaheeN sarakr ALAIHE SALAATO SALAM ko bhaTka hua likha.ab kaheen k shaikh ul islam kaheen k hakeem ul ummat aisay laRR khaRaatay huay nazar aatay haiN k naa poochiay..

      ALLAH nay jo muqaam AALAA HAZRAT MUJADDID DEEN O MILLAT ataa farmaayaa wo sirf adab ki wajah say hay aur bay shumaar log unn k faiz e ilm o ishq say faizyaab ho rahay haiN...ALLAH unn k faiz say hamaiN b ru shanaas kaayai..

      Pegham waloN k liay aik aur baat kehta chaloon k yai aayaat aik do ya dass nahi haiN, bay shumaar haiN aur aik mukammal kitaab mawaazana e taraajim pay maujood hay jis k mussannif shaikh ul hadees allaamaa ABDUL RAZZAQ chishti kitaab ka naam hay " TASKEEN UL JANNAAN FI MAHAASIN E KANZUL EEMAAN " hay bohat achi tarah tamaam taraajim ka mawaazina kia gya aur hairaan hotay hotay aap tamaam kitaab paRhaiN gae...
      ALLAH sabb ko rabb ki taazeem aur rasool SALLALLAHO ALAIHE WASSALLAM ki takreem ki taufeeq inaayat farmaayai..
      Wassalaam
      Baykamal
      Baykamal

      kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

      Comment


      • #4
        Re: Different Translation of Quran Pak in Urdu

        aslam o alykum raza bhai , aap ny bilkul saheeh farmaya aur jiss kitab ka hawala aap ny tarajume quran k taqabal kiliye diya ALAHMDULILAH wo bhi mari library main mojoud hy aur waqa hi lajawab kitab hy kiuonk allama abdul razaq bathralwi sahib ki tahqeeq kamal ki hy wo jis masly par bhi qalam uthaty hain usy alam nashrah kar k chorty hain . iss k illawa main aap k zaqy taskeen kiliye aik aur kitab ka hawala dena chahoon ga jo k aik (phd ) maqala hy jiss ko DR. PROF. ALLAMA MAJEED ULLAH QADRI SAHIB NY likh kar phd ki sanad hasil ki hy ye kitab bohat hi ummada aur nehayat hi mudalal aur tehqeeqi mawaad ka nichoor hy zahoir hy phd ki digree unhi hi naheen mila karti .kitab ka naam hy kanzul imaan aur degar tarajumy quran ka taqabuli jayza....aap zaroor parhiye ga agar aap ko na mily to mujh ko pm karna main aap ko bejhwa doon ga...w/slaam aabi
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        Working...
        X