Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!!~re Sharee Waseela~!!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~!!~re Sharee Waseela~!!~

















    YE THY WASEELA K MUKHTASAR DALAIL AKABREEN AUR KHUD MUNKREEN K BAROON K QALAM SE AB IS SHAREE WASEELA K HAMLEEEN KO QABAR PARAST AUR BIDATI KEHNY WALY ZAARA GOUR FARMAIN K UN K ISS FATWAY KI ZAD MAIN KON KON SE AKABREEN UMMAT AATY HAIN ....W/SLAAM AABI
    Last edited by aabi2cool; 5 March 2006, 10:19.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #3
    Re: ~!!~re Sharee Waseela~!!~

    Well done Mr. Shakir, excellent answer:thmbup: :thmbup:

    Ek Baat jo log murdon ko waseela banatey hain, qabron pe mattha tektey hain waise musalamano ko agar HARAM ka khana diya jaye to kya wo khayega,

    for example

    Hindus apne devi devta ko khush karne ke liye baqra, ya koi bhi jaanwar ki qurbani deta hai, wo jhatka kar ke sar alag kar deta, phir agar devi devta ko chadhaye huwe GOSHT kisi musalan ko khaney ke liye diya jaye to kya wo khayega, hargiz nahin kyon ke wo haram hai,
    exactly qabar pujney walon ke liye likha rahta hai "falan baba ke liye nazraney yehan chadhaye jaatey hain, sab log us mein chanda dete hain phir uss paise se khassi ya baqri kharid kar baba ke naam pe chadhaye jaatey hain, qabarpujwa ya waseela parast log khush ho kar khatey hain, kya wo haram nahin...HARAM hai

    wo kahtey hain ke haram nahin kyon ke "Allah" ka naam le kar zebah kiya gaya hai,

    lekin Allah ka naam to liya gaya hai, lekin Allah ko to khush nahin kiya naa, wo to khush kiya "marey huwe baba" ko aur uss se waseela maangi, jo ke SHIRK hai, aur shirk karney wale MUSHRIK

    Lekin
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment


    • #4
      Re: ~!!~re Sharee Waseela~!!~

      Waseela ya wasta ki mamaniyat Quran e kareem mein sakhti se kiya gaya hai, maine bhi Surah baqrah ki tafseelat mein padha tha, yeh post padhney ke baad kal raat Isha ki namaz se faarigh honey ke baadh achanak yaad aa gaya aur socha ke once again check karoon,

      Surah baqrah ki ayat number 37 ki tafseelat yun mili

      mein byan kiye gaye.
      ربنـا ظاـمنا انـفـسنا و ان لم تـغـفـرلـنا و تـرحـمـنا

      La Ilaha Illallah Mohammad Rasool Allah likha huwa dekha aur Mohammad Rasool Allah ke waseele se Tamam Anbiya Aleihi Assalam ne hamesha barahe rast Allah se duayen ki hain, kisi Nabi, Wali, Buzurg ka wasta aur waseela nahin pakda. Iss liye Nabi Kareem S.A.W samet tamam anbiyah ka tareeqa dua yehi raha hai ke baghair kisi wastey aur waseele ke Allah ki baargah mein dua ki jaye.


      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment

      Working...
      X