Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

آئمہ اربعہ کے ارشادات

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • آئمہ اربعہ کے ارشادات

  • #2
    Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

    tmhari harkate kabhi khtam nahi hongi jahil ke jahil he raho ge jb copy paste aur ye gini chuni post laga kar apne ap ko taskeen dena chahte ho

    Comment

    • #3
      Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

      Originally posted by drsahil View Post
      tmhari harkate kabhi khtam nahi hongi jahil ke jahil he raho ge jb copy paste aur ye gini chuni post laga kar apne ap ko taskeen dena chahte ho
      tanqeed krne se behtar hai k ap dalail se inki bat ka radd kren, or taqleed ko Quran or hadees ki roshni se sabit kren.
      http://www.islamghar.blogspot.com/

      Comment

      • #4
        Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

        tm jahilo ke kon mo lage tm se tu ase hi bat karni chaheye kyo ke jo tm ko dalial deta hai aur tmhara pol kholta ha tm iska account band karwadete hai masood bhi tu tmhare group ka he hai andha hai jo tmhare kiye per parda dalta hai YAD HAI KESE zalil kiye tha tm kw FAISAL SHEIKH aur miski ne aur tm se such bardasht nahe ho jwab dene ki himat he nahi the tm me aur lovely me yaha QABIL AUR JAHIL KA farq admin ko thori pata hai aur apni bakwas apne pas rkho aur ha mera bhi account band karwado na plz

        Comment

        • #5

          kia aala or khoob alfaz ka istemal kia hai, chalo is se ye to pata chal gaya k me ne jo pehle ap logon k baray mai kaka tha wo bilkul sach tha k muqallid "JAHIL" hota hai,

          insan k bat krne k andaz se pata chal jata hai k uski tarbiat kis andaz se ki gai hai or hm is tarah ki zaban istemal kr k apne waliden ki parwarish pr ungli nhi uthwana chahte is lye kabhi is tarah ki zaban istemal nhi krengay in shaa Allah.

          muje miski or Faisal sheikh ne bura bhala kaha tha, magar us k bad jo mai ne un logon ko sunai thi to un logon ki himmat nhi hui thi thi muj se dobara ghalat bat krne ki,

          Quran ki ayaton or sahi ahadees ka to ap log inkar kr dete hain hamare pas in do cheezon k ilawa aisi koi cheez nhi hai jis se hm apko mutmaeen kr saken,

          jb Quran k samajhne ki bat ati hai to foran ap log ye keh dete hain k hm me itni aqal nhi hai k hm barah e rast isko samajh saken magar jb apne imam ke qol ki bat ati hai to us mai chupi hui bat ki teh tak pohnch jate hain ap log k imam sahab ka qol sahi hai magar is tarah nhi is tareeqe se sahi hai,

          ab uper post mai hi dekh lijye imam abu Hanifa ne wazeh alfaz mai kaha hai k sahi hadees hi mera mazhab hai, sahi hadees k muqable mai meri bat ko radd krdo

          magar jb hanfion k samne imam sahab ka ye qol pesh kia jata hai to foran se unki taraf se jawab ata hai k ji ye imam sahab ne mujtahid k lye irshad frmaya tha,

          jb k imam sahab k qol mai aisa koi ishara nhi hai,or sb se ahm bat ye k jo shakhs mujtahid ho us se ye kehna k baghair daleel maloom kye meri taqleed na krna bht hi ajeeb bat hai, agar wo shakhs mujtahid hai to daleel maloom krna us k lye zaroori hai warna wo mujtahid hi nhi rahega,
          http://www.islamghar.blogspot.com/

          Comment

          • #6
            Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

            jin logon k pas sawalon ka jawab nhi hota or kehne ko kuch nhi hota wohi log dosron ko zati tor pr tanqeed ka nishana banate hain, jis tarah se ap ne muje lovelyalltime ko or admin ko banaya hua hai,
            http://www.islamghar.blogspot.com/

            Comment

            • #7
              Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

              ankh ke andho ke liye hm un pe tanqid karte hai jo hote hi tanqid ke qabil hai lovely jese logo ko aur dosre fourm per lat mar kar nikal diya jata hai aur masood jese andhe admin in ko apne fourm per jaga dete hai
              Click image for larger version

Name:	lovelly banned one.jpg
Views:	6
Size:	112.9 KB
ID:	2424560Click image for larger version

Name:	lovelly banned two.jpg
Views:	5
Size:	125.6 KB
ID:	2424561

              Comment

              • #8
                Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

                Originally posted by drsahil View Post
                ankh ke andho ke liye hm un pe tanqid karte hai jo hote hi tanqid ke qabil hai lovely jese logo ko aur dosre fourm per lat mar kar nikal diya jata hai aur masood jese andhe admin in ko apne fourm per jaga dete hai
                [ATTACH]104430[/ATTACH][ATTACH]104431[/ATTACH]
                ye haq kehna ka inam hai andhe ki tarha bas her burai se aankh band ker ke chalna musalman ka kam nahi hai.

                Comment

                • #9
                  Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

                  Originally posted by drsahil View Post
                  ankh ke andho ke liye hm un pe tanqid karte hai jo hote hi tanqid ke qabil hai lovely jese logo ko aur dosre fourm per lat mar kar nikal diya jata hai aur masood jese andhe admin in ko apne fourm per jaga dete hai
                  [ATTACH]104430[/ATTACH][ATTACH]104431[/ATTACH]

                  bht shukria batane ka magar ap bhi zara ghor kijye ga lovelyalltime 2 forums pr moderator b hain, sirf zati tor pr tanqeed krna thi apko isi lye ap jawab dene k bajae idhar udhar ki hank rhe hain,
                  http://www.islamghar.blogspot.com/

                  Comment

                  • #10
                    Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

                    kis bat ka jawab do me is shar pasandi ka jo tm log islam ke nam per karte ho aur wo bhi admin ke balbote per bibi na ye swal naye hai aur na in ke jawab ap log kyo in ko fourm per bat bar post karte ho mera tu etraz is bat per hai HAQ per kon hai is ka fasla pegham per thori hoga

                    Comment

                    • #11
                      Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

                      Originally posted by drsahil View Post
                      kis bat ka jawab do me is shar pasandi ka jo tm log islam ke nam per karte ho aur wo bhi admin ke balbote per bibi na ye swal naye hai aur na in ke jawab ap log kyo in ko fourm per bat bar post karte ho mera tu etraz is bat per hai HAQ per kon hai is ka fasla pegham per thori hoga
                      wah bhai wah kia bat hai jo quran or hadees ki baten btae wo shar phela rha hai or jo taqleed ki jahalat main phansa hua hai wo haq pr hai...ye sawal agar purane hain to yaqeenan inka jawab bhi hoga to ap jawab dene k bajae idhar udhar ki bat kyon krte hain??? agar tanqeed ki hai to ap k pas poore dalail hone chahye, or ap ne bilkul thek kaha hai k haq pr kon hai is ka faisla pegham pr nhi hoga balke iska faisla Allah krega, kia Quran or hadees se hat kr bhi kuch haq ho sakta hai????agar hai to Nabi s.a.w ne kyon frmaya k jb tak quran or hadees ko thame rakho gay to kabhi gumrah nhi hogay,,,
                      http://www.islamghar.blogspot.com/

                      Comment

                      • #12
                        Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

                        قرآن کہہ رہا ہے کہ آؤ اس بات کی طرف جو ہم میں اور تم میں مشترک ہے، یہ کہ ہم اللہ کے سوا کسی کی عبادت نہ کریں گے۔

                        جو لوگ قرآن سے بڑھ کر کسی اور کتاب کو سچائی کا علمبردار سمجھتے ہیں، وہ سراپا گمراہیوں میں ڈوبے ہوئے ہیں۔ کیا یہ لوگ عقل سے اس قدر پیدل ہو چکے ہیں
                        کہ اللہ کی کتاب کے مقابلے میں انسانوں کی لکھی ہوئی کتابوں سے استفادہ کر کے اسے اسلام سمجھتے ہیں؟؟؟؟؟؟۔ لاحول والا قوۃ۔
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #13
                          Re: آئمہ اربعہ کے ارشادات

                          Originally posted by drsahil View Post
                          kis bat ka jawab do me is shar pasandi ka jo tm log islam ke nam per karte ho aur wo bhi admin ke balbote per bibi na ye swal naye hai aur na in ke jawab ap log kyo in ko fourm per bat bar post karte ho mera tu etraz is bat per hai HAQ per kon hai is ka fasla pegham per thori hoga
                          Meray bhai...yahan her aik ku haq baat kehnay wajib hai...jahan tak faisaly ki baat hai...tu ye aap bhi janaty hain aur hum sab bhi janaty hain...k Qabar main jatyay hi..her aik say 03 sawaal pochay jain gay...1- Tumhara rab kaun hai..??2- Tumhara Nabi kaun hai...??3- Tumhara deen kia hai..??Wahan ye nahi poocha jaye ga...k tumhara Imam kaun hai...?? Ab aap jab her waqat apnay Imam Imam ki taqleed ki ratt lagaye rakhain gay...tu faisla tu ho gaya...k aap ka apni qabar main kia anjam ho ga...!!

                          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                          Comment

                          Working...
                          X