Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

تقلید

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • تقلید

    *
    Attached Files

  • #2
    Re: تقلید

    **
    Attached Files

    Comment

    • #3
      Re: تقلید

      ***
      Attached Files

      Comment

      • #4
        Re: تقلید

        ****
        Attached Files

        Comment

        • #5
          Re: تقلید

          taqleed bahuth zaroori hay
          aur qura'an say sabith hay,
          thaqleed na karnay walay, khud ko ahle hadeeth kehthay hain, halankeh wo munkar e hadeeth hain, and ye log abdul wahab najadi ko follow karthay hain, aur ossi kay banayay huway firqay main say hain,
          jab usmania khilafath ko khatam kar diya giya, ashram ki hukumath qayim ho gaye, tho abdul wahab najade and aik dakoo lutaira, jis ka anme Saud tha, aur ajj saudia arabia ossi kay name say mansoob hay, in donno nay mil kar ashraf ki hukumath khatam kar de, aur khud hukumath par qabza kiya, deene shaoba najdiyon ko diya, aur hukumrani khud sanmbhal li,
          " alikum be sunnath e , wa sunnathil khulafa e rashideen a wal mahdeyeena "
          iss hadeeth kay ye log munkar hain, suhaba kiram RTA ko mayaar e haq nahi samajthay, aima kiram ko nahi manthay, 4 aaima kiram main say aik ko bhi follow nahi karthay, hadeeth kay munkar hain,
          aur ajj kal inka apna iak imam hay, jo keh bin baaz kay name say pehchana jatha hay , iss admi ko ye log follow karthay hain, aur inkay saamnay ye sawal hamesha say kharha hay, aur kharha rahay ga,
          lihaza iss firqay ko firqa e bathila kaha giya hay,
          so khud bhi bacho, aur apnay jan'nay walon ki bhi iss firqa e bathila say bachawo,

          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: تقلید

            میرے بھائی یہاں بات تقلید کی ہو رہی ہے اور آپ اہلحدیث کو لے کر بیٹھ گۓ ھیں . بات ہمیشہ دلائل سے ہوتی ہے. اگر تقلید کے حق پر آپ کے پاس دلائل ھیں تو جی بسم اللہ.

            پلیز تھریڈ کے مطابق جواب دیا کریں.

            Attached Files

            Comment

            • #7
              Re: تقلید

              ****
              Attached Files

              Comment

              • #8
                Re: تقلید

                wo kuon hain jo 3 talaq ko aik mante hain? hanafi. wo kuon hain jo halala jaiz mante hain? hanafi. wo kuon hain jo imam abu hanifa ke age kisi ki baat nahi mante nabi(alehe sallam) ki bhi nahi? hanafi. ye sub bateen ahle hadees nahi mante kuyn ke ye sub nabi(alhe sallam) ki hadees ke khilaf hai. tu aa ahnaf tum kaha andhe howe ja rahe hoo.

                Comment

                • #9
                  Re: تقلید

                  Originally posted by Sarah_Tidy View Post
                  taqleed bahuth zaroori hay
                  aur qura'an say sabith hay,
                  thaqleed na karnay walay, khud ko ahle hadeeth kehthay hain, halankeh wo munkar e hadeeth hain, and ye log abdul wahab najadi ko follow karthay hain, aur ossi kay banayay huway firqay main say hain,
                  jab usmania khilafath ko khatam kar diya giya, ashram ki hukumath qayim ho gaye, tho abdul wahab najade and aik dakoo lutaira, jis ka anme Saud tha, aur ajj saudia arabia ossi kay name say mansoob hay, in donno nay mil kar ashraf ki hukumath khatam kar de, aur khud hukumath par qabza kiya, deene shaoba najdiyon ko diya, aur hukumrani khud sanmbhal li,
                  " alikum be sunnath e , wa sunnathil khulafa e rashideen a wal mahdeyeena "
                  iss hadeeth kay ye log munkar hain, suhaba kiram RTA ko mayaar e haq nahi samajthay, aima kiram ko nahi manthay, 4 aaima kiram main say aik ko bhi follow nahi karthay, hadeeth kay munkar hain,
                  aur ajj kal inka apna iak imam hay, jo keh bin baaz kay name say pehchana jatha hay , iss admi ko ye log follow karthay hain, aur inkay saamnay ye sawal hamesha say kharha hay, aur kharha rahay ga,
                  lihaza iss firqay ko firqa e bathila kaha giya hay,
                  so khud bhi bacho, aur apnay jan'nay walon ki bhi iss firqa e bathila say bachawo,

                  ye jawab mai ne apne pichle thread mai dia tha jo k aapki baton se related hai mai wohi jawab yahan paste kr rhi hon ok

                  jahan inhe koi in ko koi shirkia kam krne se rokne ki koshish krta hai jhat se us pr wahabi ka fitwa laga detay hain or ab wo chahe lakh bar quran ki ayaat or hadeesen bayan krta rhe magar ye us ki bat nhi maane gay us ki bat na sunne k lye yehi kafi hai k wo wahabi haiwahabi koi firqa nhi hai bidation k nazdeek hr wo shakhs wahabi hai jo in marawajja bidaton k khilaf zuban khole ye log wahabion ka peshwa Mohammad bin Abdul Wahab ko batate hain or unki taraf se tarah tarah k galat masail mansoob krte hain or inko imam bin hanmbal ka muqallid kehte hain or hme ye log ghair muqallid kehte hain to bhala koi ghair muqallid, muqallid shakhs ko apna peshwa kese bana sakta hai????? kuch logon ko to unka poora naam tak pata nhi hai unka poora naam Mohammad bin Abdul Wahab tha yani wo Abdul Wahab nhi balke Abdul Wahab k betay thay ab agar ksi k naam pe hi hmara naam rakhna tha to sahi ye tha k hame mohammadi kaha jata magar is k lye bari ikhlaqi jurat chahye wo in logon ko kahan naseeb.. aik mubarak kalma sadiq aa jane k khof se un k walid ka naam istemaal kia gaya

                  http://www.islamghar.blogspot.com/

                  Comment

                  • #10
                    Re: تقلید

                    Originally posted by Sarah_Tidy View Post
                    taqleed bahuth zaroori hay
                    aur qura'an say sabith hay,
                    thaqleed na karnay walay, khud ko ahle hadeeth kehthay hain, halankeh wo munkar e hadeeth hain, and ye log abdul wahab najadi ko follow karthay hain, aur ossi kay banayay huway firqay main say hain,
                    jab usmania khilafath ko khatam kar diya giya, ashram ki hukumath qayim ho gaye, tho abdul wahab najade and aik dakoo lutaira, jis ka anme Saud tha, aur ajj saudia arabia ossi kay name say mansoob hay, in donno nay mil kar ashraf ki hukumath khatam kar de, aur khud hukumath par qabza kiya, deene shaoba najdiyon ko diya, aur hukumrani khud sanmbhal li,
                    " alikum be sunnath e , wa sunnathil khulafa e rashideen a wal mahdeyeena "
                    iss hadeeth kay ye log munkar hain, suhaba kiram RTA ko mayaar e haq nahi samajthay, aima kiram ko nahi manthay, 4 aaima kiram main say aik ko bhi follow nahi karthay, hadeeth kay munkar hain,
                    aur ajj kal inka apna iak imam hay, jo keh bin baaz kay name say pehchana jatha hay , iss admi ko ye log follow karthay hain, aur inkay saamnay ye sawal hamesha say kharha hay, aur kharha rahay ga,
                    lihaza iss firqay ko firqa e bathila kaha giya hay,
                    so khud bhi bacho, aur apnay jan'nay walon ki bhi iss firqa e bathila say bachawo,
                    Muhtarma Sarah Sahiba...Aslamo-o-alikum..!!

                    Aap nay apni post main bari asani say keh diya k taqleed zrooree hai..aur Ahle-hadees Abdul wahab najdi ki taqleed kertay hain..(jo k lutaira tha)...lykin aap nay baghir kisee reference k aam hanfiyaoon ki terhan ye ilzaam ghair muqaledeen per ayed ker diaya.. jab k Qauran ki ayat jo k 'lovelyalltime' nay paish keen hain..bari wazeh hain..k kisee imam ki taqleed Qauran aur sunnat say kisee terhan jaiz nahi...lykin ager phir bhi aap inn ayat ku mannay say inkaar kerteen hain..tu mreay inn sawaoon k jawab thanday dil say dijye..

                    1- Imam Abu Hanifa (r.h) / Imam Shafai (r.h) / Imam Hanbal (r.h) waghira 70-80 hijri k baad paida hoye..inn say pehlay muslamna kinn ki taqleed kertay thay..?? Kia wo kissee k muqalid thay..??

                    2- Ager taqleed her musalaman per wajib hai..tu Imam Abu Hnifa / / Imam Shafai (r.h) / Imam Hanbal (r.h) wghira nay kisee ki taqleed kyuon nahi ki..?? Kia unn per taqleed wajib nahi thee..??

                    3- Kia taqleed ka hukum kisee hadees ya Quran ki ayat say wazeh hota hai...??

                    4- Hanfi barelvi musalman Nabi Karim (s.a.w) ku Zinda Hazir aur Nazir mantray hain..(NauzuBillah)...kia Nabi Karim (s.a.w) ager unn k nazdeek waqai zinda hain (jab k haqeeqat main aisa nahi) ..tu kia unn ki zindagi main kisee Imam ki taqleed kerna jaiz hai..??

                    5- Kia Nabi karim (s.a.w) nay deen ku itnay mushkil andaaz main paish kia (Nauzubillah) k musalmanoo ku Imamoon ki taqleed ki zaroorat parr gaee..??

                    6- Kia aap k nazdeek sirf 04 imamoom ki hi taqleed ki jaa saktai hai..qayamat tak??

                    7- Abdul Wahab najdi nay kaun see fiqah ki kitaab likhe thee..??

                    8- Imam Abu haifa k shagirdoon (students) nay unn say 2/3 masail main ikhtilaaf (differ) kia hai...tu aap kyuon nahi ker saktay..??

                    9- Jin masail main Imam Abu hanifa (r.h) nay ijtehaad kia hai..kia woh akhree waqat (last time) tak unn per qaim rahay....kia saboot hai aap k pass iss baray main??

                    10- Deobandi aur Barelvi donoon aik doosray ku kaffir qararr detay hain..jab k woh aik (01) hi Imam Abu Hanfia (r.h) k Muqalid keltatay hain....Qayamat k din Imam Abu Hanifa (r.h ) kiss ki shafa'at farmain gay..Deonabdiyuoon ki ya Barelvyoon ki...ya doonoon ki ??

                    11- Ager aaj koi fiqqah ka 05th Imam paida ho jaiy..tu kia phir bhi aap Imam Abu hanifa (r.h) k muqalid rahain gay....ya uss ..new Imam ku follow karain gay...??

                    12- Jab Hazrat Esa (a.s) doobara iss duniya main tashreef lain gay (qayamat k nazdeek) Nabi karim (s.a.w) k ummati ban ker tu wo kiss ki taqleed karain gay.??..Imam Abu Hanifa (r.h) ki ya Imam Saafai (r.h) ki ya Imam Hanbal (r.h) ki?? Ager aisa nahi tu kai woh gunah gaar musalman taswurr kiya jain gay ghir muqalidoon ki tarhan??

                    13- Kia taqleed ka lafzi matlab janti hain..?? Quran ki Surah-e-Al Maida main 'Qalaaid' ka lafz 'taqleed' k mafhoom main istemaal hoa hai..(iss ka matlab hai..wo janwarr (ANIMAL) jinn k galay (neck) main patta dala jata hai..)...aap k Hanfi Aaalim iss baray main kia kehtay hain..??

                    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                    Comment

                    • #11
                      Re: تقلید

                      jazakAllah Jawad bhai

                      pata nhi logon ki samaj mai ye bat kab aye gi imam b akhir tamam tar taqwa or ilm o khabar k bawjood insan hain or insan khata kaar hai phir kia in buzurgon se khata ka imkan nhi hai? bila shuba Allah ka nabi b insan hota hai lekin nabi se hone wali khata ki aasman se islah kr di jati hai.. ku k wahi ka silsila jari hota hai or ab nabi ki wafat k bad wahi ka silsila khatam ho chuka hai. ab agar koi aalim ya imaam khata krega to wo hamesha khata hi rahegi ku k aasmaan se uski islah ka koi zaria mojood nhi hai. phir jo shakhs aik ghair nabi or khatakar insan ki ki bila shart pairvi karega to zahir hai wo b hamesha khata pr hi rahega.. asliat uski nigah se ojhal hi rahegi. is lye hme ummat k ksi buzurg ko apni manzil nhi samajna chahye ya use mayar e haq qarar nhi dena chahye balke QURAN o SUNNAT ko hi apni manzil samjhna chahye ku k is mai galti ka koi imkaan nhi hai.
                      http://www.islamghar.blogspot.com/

                      Comment

                      • #12
                        Re: تقلید

                        Originally posted by shaziaa View Post

                        .

                        Jazak Allah:thmbup:...bilkul sahi faramaya Shaazia sahiba aap nay...kash inn musalmanoo ku iss baat ki samjh aa jaye k deen main pehlee aur akhri hujjat sirf Allah aur uss k Rasool (s.a.w) ki zaat hai...baqi sab aam insaan hain..aur unn ki koi baat hatmi taur per qabool nahi ki jazsakti...Quran main Allah nay wazeh taur per farma diya hai..;

                        O you who have believed, obey Allah and obey the Messenger and those in authority among you. And if you disagree over anything, refer it to Allah and the Messenger, if you should believe in Allah and the Last Day. That is the best [way] and best in result.Have you not seen those who claim to have believed in what was revealed to you, [O Muhammad], and what was revealed before you? They wish to refer legislation to Taghut, while they were commanded to reject it; and Satan wishes to lead them far astray. (Surah Al-Nisa verse -59-60)

                        Matlab k deen k kisee muamalay main ager koi tanaza ho..ya ikhtelaaf ho.. tu sirf aur sirf Allah (Quran) k ahlaam aur uss k Rasool (s.a.w) (sunnat) ki taraf rojoo kiya jaye ga..aur jo log inn k ilawa dossray insano k per depend kertay hain..deen k muamalaat main unn ka muqadarr sirf aur sirf gumrahi hai..Allah hum sab ku hidayat naseeb faramye (Aamin)

                        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                        Comment

                        • #13
                          Re: تقلید

                          ***********
                          Attached Files

                          Comment

                          • #14
                            Re: تقلید

                            ****************************
                            Attached Files

                            Comment

                            • #15
                              Re: تقلید

                              ';';';
                              Attached Files

                              Comment

                              Working...
                              X