Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

بدعت کیا ہے؟

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: بدعت کیا ہے؟

    Originally posted by Jamil Akhter View Post
    مجھے سو فیصد یقین تھا جیسے فواد کو امریکہ سے دلچسپی ہے تمھے یہاں آئے بغیر کھانا نہیں ہضم ہونا تھا۔
    ایک حدیث ہے الترمندی کی جو تینوں مسلک میں مستند ہے پڑھنا آتا ہو توپڑھ لینا ویسے تو تم کاپی کیٹ ہو
    Jameel bhai...Ap ne apney mu'taqad ko yahan bayaan kiya...kisi ne kuch kaha???? merey khayal se Jawad chachu ne bhi kuch nai kaha..hai na...open forum par ap ne apney beliefs azaadi se bayan kiye...ab agar is k jawab mai koi apna belief bayan karey tu youn attack karna theek hai????
    ap apna mouqif bayan karein un ko apna mouqif bayan karney dein...youn personal attacks karney ka tu aik hi matlub nikala ja sakta hai....k ap ka mouqif kamzor hai..!!!! Aisa hi hai kya???

    Ayinda is baat ka khayal rakhein k jis tarah ap ko apney araa' or e'teqaad bayan karney ki azadi hai usi tarah doosroon ko bhi hai....agar ap kisi or ki raye nahiin sun'na chahtey...tu ya tu thread k start mai keh diya karein...ya phir aik or acha way hai is ka.....KHUD BHI APNEY E'TEQADAAT BAYAN KARNEY KI ZAROORAT NAHIIN....hope u get it...!!!!
    .......................!!!!!

    Comment

    • #17
      Re: بدعت کیا ہے؟

      Originally posted by BhaTaktii RooH View Post

      may nay 6 years police job ki aur mera record tha koi case 7 days say agay nahi barhaya after [fir].. mujhy yaqeen hay ye app kay alfaz nahi....anyways shyid meray words hard hoon lakin as a moderator app ka kam aisay jawabat deny ka nahi even he is your chachu or what...and 2nd thing i got only one thing right from your words and thats you only support your relatives , i am nothing :tasali:...thanks
      ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
      سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

      Comment

      • #18

        Oh God...:lol
        din't u notice mai ne ap ko bhi bhai hi kaha hai.....:lol...phir chachoo se zyada tu bhai qareeb hotey hain....:wink...
        .......................!!!!!

        Comment

        • #19
          Re: بدعت کیا ہے؟

          Originally posted by Jamil Akhter View Post
          مجھے سو فیصد یقین تھا جیسے فواد کو امریکہ سے دلچسپی ہے تمھے یہاں آئے بغیر کھانا نہیں ہضم ہونا تھا۔
          ایک حدیث ہے الترمندی کی جو تینوں مسلک میں مستند ہے پڑھنا آتا ہو توپڑھ لینا ویسے تو تم کاپی کیٹ ہو

          Jareer ibn 'Abdullaah al-Bajali (may Allaah be pleased with him) said: "The Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said: 'Whoever starts a good thing and is followed by others, will have his own reward and a reward equal to that of those who follow him, without it detracting from their reward in any way. Whoever starts a bad thing and is followed by others, will bear the burden of his own sin and a burden equal to that of those who follow him, without it detracting from their burden in any way.'" (Reported by al-Tirmidhi, no. 2675. He said, This is a saheeh hasan hadeeth)

          پھر بھی کجھ سمجھ نہ آئے تو ان قرانی آیات کو سمجھنا

          >Asalam-o-alikum..!!

          Meray bhai...haq ki baat kehna wajib hai..iss liye yahan post kia tha..ager bura laga tu mua'azrat chahoon ga..

          Ye 'Tirmidhi' ki hadees jo aap nay quote ki hai..ye sdahi hai..per iss ku smajhnay main aksar musalman bhai ghalti kertay hain..Hadees main jo ye farmaya gaya hai..ku "jo koi naik kaam shoroo karay ga uss ku uss ka ajar milay ga"... asla main woh intezami omoorr hain.. jin ka baghair deen ki tarweej mumkin nahi ya bohut mushkil hai..maslan... Ahdees ku kitabi shakil dena..Quran ka mukhtalif zubanoon main tarjum kerna..fiqah aur nahave k osool tarteeb dena..falahee idara (welfare trust) qaim kerna waghira..ye kam Nabi Karim (S.W) k daur main nahi thay..kyuon k inn ki zarooat nahi thee...laykin ab zaroorat hai..kyuon k inn k baghir deen k tarweej na mumkin hai..Issee liye Nabi Karim (S.W) nay faramya..ku jo koi acha kam start kerta hai..uss ku uss ka ajar milta hai..

          Lykin woh omoorr jin ki zaroorat na Nabi Karim (S.W) k daour main thee aur na ab hai..jisa murday ka teeja, chaalieeswan, barsi, Eid-e-milad, gayarween shareef waghira...bawjood iss k ye kam sawab ki niyat say kiye jain..sab biddat k zumaray main atay hain..kyuon k ager ye omoorr zarori hotay tu Nabi Karim (S.W) inn k baray main zaroor kuch humkum faramaty..lykin aap (S.W) nay wazeh taur per faram diya k deen main ghair zaroori omoorr ka kerna biddat hai..aur her biddat gumrahi hai..(Mutafiq Alhe).

          Umeed kerta hoon k opper diye gaye comments ku consider kerain gay..(thanday dil say)..Allah hum sab ku hidayat ka rasata dekhaye (Aamin).

          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

          Comment

          • #20
            Re: بدعت کیا ہے؟

            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post

            Jameel bhai...Ap ne apney mu'taqad ko yahan bayaan kiya...kisi ne kuch kaha???? merey khayal se Jawad chachu ne bhi kuch nai kaha..hai na...open forum par ap ne apney beliefs azaadi se bayan kiye...ab agar is k jawab mai koi apna belief bayan karey tu youn attack karna theek hai????
            ap apna mouqif bayan karein un ko apna mouqif bayan karney dein...youn personal attacks karney ka tu aik hi matlub nikala ja sakta hai....k ap ka mouqif kamzor hai..!!!! Aisa hi hai kya???

            Ayinda is baat ka khayal rakhein k jis tarah ap ko apney araa' or e'teqaad bayan karney ki azadi hai usi tarah doosroon ko bhi hai....agar ap kisi or ki raye nahiin sun'na chahtey...tu ya tu thread k start mai keh diya karein...ya phir aik or acha way hai is ka.....KHUD BHI APNEY E'TEQADAAT BAYAN KARNEY KI ZAROORAT NAHIIN....hope u get it...!!!!
            :rose

            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

            Comment

            • #21
              Re: بدعت کیا ہے؟

              ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
              سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

              Comment

              • #22
                Re: بدعت کیا ہے؟

                ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                Comment

                • #23
                  Re: بدعت کیا ہے؟

                  ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                  سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                  Comment

                  • #24
                    Re: بدعت کیا ہے؟

                    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                    Comment

                    • #25
                      Re: بدعت کیا ہے؟

                      ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                      سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                      Comment

                      • #26
                        Re: بدعت کیا ہے؟

                        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                        Comment

                        • #27
                          Re: بدعت کیا ہے؟

                          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                          Comment

                          Working...
                          X