Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*. Nikah .*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *. Nikah .*

    As Salam o Alaikum

    Aur Uski Nishaniyon Se Hain Tumhari He Jins Se Joray
    Banaye K Un Se Aaram Pao Aur Tumhari Apis Main Mohabbat Aur Rehmat Rakhi

    21:30 Surat Room Aayat 21


    Q. Nikaah Kab Farz Kab Sunnat Kab Makrooh Kab Na Jaiz Hai?


    *. Ghalba E Shehwat Ki wajha Se Zinna Main Mubtala Hone Ka Khauf Ho To => Farz

    *. Ghalba E Shehwat N Ho Kafalaat Ker Sakta Ho To => Sunnat

    *. Bewi K Liye Akhrajaat Na Hon To Bewi Pe Zulam Ka Andesha Ho To => Makrooh

    *. Mukamal Mard Bewi K Haquq E Zojiyat Ada Kerne K Qabil na Ho To => Na Jaiz


  • #2
    Re: *. Nikah .*

    kindly Delete Dis Post Plz

    Comment

    Working...
    X