Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Khuda ka Iqrar Ya Inqar
Collapse
X
-
Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar
Originally posted by Masood View PostRita, mera zaati khiyaal yeh hai keh hamein Allah ka laakh laakh shuker ada karna chahiyey keh ham "pedaishi musalmaan" waqey huwey hain. Warna ham mein ISLAM hai kahan?????
Comment
-
Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar
Originally posted by Gulfamjaveed View PostAsslam o alaikum
ye baat haq hai ke allah raheem hai
to kya allah ne quraan men baar baar logon ko aur musalmano ko gunahon se aur buray kaamon se door rahene ki hukm nahi diya?
Ye baat tamam he logon ko samajh lena chahiye ke agar allah raheem hai to allah jabbar bhi hai aur allah qahaar bhi hai
ab ye allah he ke ikhtiyaar men hai ke woh hum ko apne
gunahon ki saza de ya hum par rahem kar ke humko muaaf kar de
na hi Allah Jabbir hai or na hi Qahaar hai
Comment
-
Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar
Originally posted by baniazkhan View Postsorry to say but i am not agreed
na hi Allah Jabbir hai or na hi Qahaar hai
جبار اور قہار ہونا یہ دونوں اللہ کی صفات ہیں اور قرآن و سنت سے ثابت ہیں لہذا اللہ کی کسی بھی صفت کا انکر چاہے صریحا ہو یا تاویلا کفر ہے اس سے توب کرنی چایے میرے بھائی ۔ ۔والسلامساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Comment