Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khuda ka Iqrar Ya Inqar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

    16
    Attached Files

    Comment


    • #17
      Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

      جب ہم کہتے ہیں کہ خدا موجود ہے تو ہم اسے ایک ماہیت یا شے قرار دیتے ہیں
      جیسا کہ ہر موجود شے ہے اور ہر شے موجود ہے اورجب ہم کہتے خدا موجود ہے
      تو شے اور وجود ہم معنی ہیں تو اس کا مطلب ہوا کہ خدا شے ہے وجود ہے ؟ اگر اس کا مطلب یہ
      نہیں تو اس کا ایک ہی مطلب ہو سکتا کہ خدا لا شے ہےاورلاشے کے دو مفہوم ہیں
      ایک لاموجوداور ایک یہکے وہ جو موجود ہے لیکن شے یا وجود نہیں ہے بلکہ اور ہی کچھ ہے





      کچھ اور ؟؟؟ یہی وہ سوال ہے جس پہ ساری بحث چلی اآ رہی اس اسلسے میں مییں
      ایک پوسٹ شئیر کرتا کہ




      اندھیرے غاروں میں اوہام لے گے مجھ کو
      نکل گئے میرے کافر تصوارات کہاں

      خدا وہ کیا ہے ہے جسے سمجھ لے حقیر ادراک
      کہاں خرد کی اڑانیں ھریم ذات کہاں

      تو ذرے ذرےمیں ہے اور کہیں نہیں ملتا
      ترے وجود پہ قید َ تعینات کہاں

      کہاں وہ زندہ و پائندہ حسن لامحدود
      مرے خیالکے دھندلے تاثرات کہاں





      Click image for larger version

Name:	Allah Noor.gif
Views:	2
Size:	63.1 KB
ID:	2418473
      Last edited by Dr Fausts; 4 June 2011, 09:54.
      :(

      Comment


      • #18
        Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

        اور ایک اور تحریر بھی اس سلسےمیی ایم سلیم صاحب اپنی کتاب پراسرار
        کائنات کا معمہ میًں خدائی صفات کی ایک چیز کی نشاندہی کی جو موجود بھی اور
        لاموجود بھی۔۔




        Click image for larger version

Name:	ext.gif
Views:	1
Size:	42.9 KB
ID:	2418474
        :(

        Comment


        • #19
          Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

          please khujal sayin carry on this topic mujhy dark-matter aur anti-matter ko janay buhat shok tha jo 70% kayinat ka hisa hain aur kisi tarah judge bhi nahi hoty i love science & islam...thank u so much sayin aur abgena aap nay bhi falsafa aur islam ko acha discuss kiya but non-sense acha nahi laga love Allah & love islam & thanks both of you
          ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
          سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

          Comment


          • #20
            Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

            mazrat chahti hun,me btana bhool gai k me ne sare pages share kar deay hen,ab reply kar sakte hen:rose

            Comment


            • #21
              Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

              Originally posted by jamil123 View Post
              please khujal sayin carry on this topic mujhy dark-matter aur anti-matter ko janay buhat shok tha jo 70% kayinat ka hisa hain aur kisi tarah judge bhi nahi hoty i love science & islam...thank u so much sayin aur abgena aap nay bhi falsafa aur islam ko acha discuss kiya but non-sense acha nahi laga love Allah & love islam & thanks both of you
              mohtaram ye me ne "discuss" nahi kia tha..sharing ki thi jo yakinan ap ne pura nahi parha...behad shukria:tasali:

              Comment


              • #22
                Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

                @AbgeenA manay aik jaga aik christen ka byan dekha jo poch raha tha tumhara Allah raheem hay tu logo ko dozak may kyon dalay ga? they are scared wo samjhty hain shyid hamara Allah raheem hay but tyar bathin koi marta jay aur usko dozak may dalty jayin....but mera khiyal hay wo apni takhleeq jis par aik bahhanak evil bhi muslat hay raham hi farmy gain ....and olia-Allah ki baat kari gyi hay Allah kay dostoo ka maqsad sirf Allah ki taraf lyjany ka rasta hi dekhna hay chy ibadat say chy tawsaf say ajj pak-o-hind kay croro log inki badolat mushrba islam hoy warna yahan koi peghamber nahi utra tha kuch log Allah kay dosto kay khilaf nazeba alfaz istamal karty hain inka kya anjam hoga...science ki baat hay mujhy btyin jub mada-energy fana nahi hoti balky aik say dosry may transfer hojati hay tu Allah kay dost(nazobillah) fana ho sakty hain jo rohinat pay chly gay
                ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                Comment


                • #23
                  Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

                  Asslam o alaikum
                  ye baat haq hai ke allah raheem hai

                  to kya allah ne quraan men baar baar logon ko aur musalmano ko gunahon se aur buray kaamon se door rahene ki hukm nahi diya?
                  Ye baat tamam he logon ko samajh lena chahiye ke agar allah raheem hai to allah jabbar bhi hai aur allah qahaar bhi hai
                  ab ye allah he ke ikhtiyaar men hai ke woh hum ko apne
                  gunahon ki saza de ya hum par rahem kar ke humko muaaf kar de

                  Comment


                  • #24
                    Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

                    aslam o alykum abgeena sister intdai khuch auraq parhay hian mukaml naheen parha magar aap nay batlaya naheen k ye kis ki tehqeeq hi aur is ka asal makhaz kaya hi i eamnkoi book wagera
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #25
                      Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      aslam o alykum abgeena sister intdai khuch auraq parhay hian mukaml naheen parha magar aap nay batlaya naheen k ye kis ki tehqeeq hi aur is ka asal makhaz kaya hi i eamnkoi book wagera
                      prof rafiq akhter ki kitab "peman e azal" se li gai he ye tehreer

                      Comment


                      • #26
                        Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

                        Originally posted by بابا کھجل سائیں View Post
                        اور ایک اور تحریر بھی اس سلسےمیی ایم سلیم صاحب اپنی کتاب پراسرار
                        کائنات کا معمہ میًں خدائی صفات کی ایک چیز کی نشاندہی کی جو موجود بھی اور
                        لاموجود بھی۔۔




                        [ATTACH]96110[/ATTACH]
                        sayin ji app nay mazeed info nahi denii tu book ka nam bata dain shukriiya
                        Last edited by Jamil Akhter; 5 June 2011, 15:13.
                        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                        Comment


                        • #27
                          Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

                          tafseeli reply karonga insha'Allah.
                          That's Enough...!!

                          Comment


                          • #28
                            Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

                            Abgeena main ney aap ko 16 thanks maarey hain :p
                            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                            Comment


                            • #29
                              Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

                              Assalam O Alaikum WR WB Sis...

                              Meray pass kuch safhay khool rahay hain aur kuch nahi jaisay hi kholtay hain aap ki is tahreer
                              per iazhar karoon gi...
                              Shukria...
                              Khush rahain...


                              میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                              میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                              Comment


                              • #30
                                Re: Khuda ka Iqrar Ya Inqar

                                Rita, mera zaati khiyaal yeh hai keh hamein Allah ka laakh laakh shuker ada karna chahiyey keh ham "pedaishi musalmaan" waqey huwey hain. Warna ham mein ISLAM hai kahan?????
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X