Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kiya Qabr pakki kerna jayaz hai?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kiya Qabr pakki kerna jayaz hai?

    Assalam-o-Alaikum!
    kiya qabr pakki kerna jayez hai ya nahi? Jub ke Jannat ul Baqee meh pehle mazaar thay jo 1970 k baad gira diya gaye.

  • #2
    Re: kiya Qabr pakki kerna jayaz hai?

    Jahan tak Main janta hun aur suna hia Qabr pakki karna jayez nahi hai

    Comment


    • #3
      Re: kiya Qabr pakki kerna jayaz hai?

      Munna ki baat baat se main bhi muttafiq hoon

      Comment


      • #4
        Re: kiya Qabr pakki kerna jayaz hai?

        pakki qabr banana bilkul b jaaiz nahi hai.
        http://www.islamghar.blogspot.com/

        Comment


        • #5
          Re: kiya Qabr pakki kerna jayaz hai?

          Jazakumm ALLAH Khair....!

          Waisay bhi pakki qabar ka kia karna, marnay kay baad qabroon ki numaish ka kia faida, apnay AMAAL pakkay kar lainay chayeh kamazkam jannat main jagah tou PAKKI hojayay!
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: kiya Qabr pakki kerna jayaz hai?

            g bilkul thek kaha aapne Allah hm sbko hidayat de or naik amal krne ki tofeeq de Ameen
            http://www.islamghar.blogspot.com/

            Comment


            • #7
              Re: kiya Qabr pakki kerna jayaz hai?

              بعض روایات میں زمین کی خرابی"جس میں کہ زمین بہت جلد بیٹھ جاتی ہے"ایسی صورت میں قبر پکی کرنے کی اس حد تک اجازت ہے کہ سائیڈوں سے دیواریں اُٹھا دی جائیں لیکن درمیان سے جگہ کچی ہی رہنے دینی چاہئے۔
              البتہ اس پر مفصل بات "آبی بھائی"کر سکتے ہیں
              :star1:

              Comment


              • #8
                Re: kiya Qabr pakki kerna jayaz hai?

                Assalam O Alaikum WR WB.

                hazrat jabir r.a se riwayat hai ki rasool e kareem s.a.w ne qabrar ko pukhta karne aur uss per bethne aur isper temeer (imarat wagerah ) karne se manna farmaya hain '' (sahi muslim )

                Wali ki Qabr Buland makan Banana aur chiraj jalana Biddat wa Haram Hai (Ref from Hanafai Fiqh : Durani Jild-4 page No : 123 & Hidiya Jild-4 Page No : 52)


                میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


                میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

                Comment

                Working...
                X