Salam
HAZRAT ANS (RTA) Farmaty Hein ke,
mein aik admi kay sath,
HAZRAT AYESHA (RTA) ki khidhmat mein Hazir hua,
aur mery sathi ne unse poocha ke,
zalzala kyun ata hai?
iss ke Jawab mein unho ne Farmiya ke,
Jab Log zana ko Halal kerlen,
Sharab piney lagen aur Ganey Bajaney ka Mashgila apna len,
To ALLAH ki Ghairat Josh mein aajaty hay,
aur Zamin ko Hukam Hota hay ke Zalzala Barpa karde,
Bas ager us ilaqey ke log Toba karlen,
aur Badaamaliyon se Baaz aa jaen,
toh un ke haq mein bihter hay,
warna unke Liye Halakat hay.
(Bahawal ibn-e-abi ilduniya)
agar aaj hum apany ird gird nazar karin toh kiya aisa nahi hai?
Bas ALLAH hum sab ko neki ki Hidayet de,
aur hamen mazeed Gunaho say baz rakhy,
aur hamara khatma iman per karay,
" AMIN "

Comment