Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shirk sey Bachye....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Shirk sey Bachye....

    Km Az km esay forums pe esi ikhtilaafi baaten zaib nhi deti,
    me is muqablay me haszar haa ahadees share ker sakta hoon, lykin me kisi ki zaati raye k against kuch keh k baat ko barhana nhi chahta,
    haan itna zaroor kehoon ga kk agar koi aadmi mohabbat na barha sakay tu kam az km ikhtilafaat ko tu show na karay jo dilon me nafraten bharati hain
    esay open forumes pe hamen mohabbat barhanay wali apas me understanding increas kerne wali baaten share kerni chahiyen, taa k her parhnay wale ko ye show ho k hum ek hain, na k esi baaten jin se hamaray ikhtilafaat me izafaa ho or nafraton ko barhawa milay,

    Mr. Khan aap jesay senior se ye ummed tu na thi,
    Bura laga tu bhi me sorry nhi karoonga

    Comment


    • #17
      Re: Shirk sey Bachye....

      Originally posted by shahid_naman View Post
      yeh app kis ko keh rehy hain ?


      jo be mr. khan ney keha hai theak keha hai.......

      mari nazir main baat sirf etni ai ka jo mangna hai wo Allah sey mangain aur us k elava koi deny wala nehi hai her cheaz ka malik Allah hai...
      Bhai jaan i think k koi bhi ALLAH k siwa kisi se nhi maangta,
      raastay alag ho saktay hain manzil sb ki ek hy

      Topic closed

      Comment


      • #18
        Re: Shirk sey Bachye....

        Originally posted by S.A.Z View Post
        اسلام علیکم اس ہوٹ ٹاپک پر میں خاموشی اختیار کرنا ہی بہتر سمجھوں گا کیونکہ اس کے بارے میں کافی اختلافات ہیں ۔اللہ جی ہمیں اُس راہ پر چلائیں جو اُس کی ناراضگی کا سبب نہ بنے آمین۔
        Aameen

        Comment


        • #19
          Re: Shirk sey Bachye....

          Originally posted by Mani16 View Post
          Bhai jaan i think k koi bhi ALLAH k siwa kisi se nhi maangta,
          raastay alag ho saktay hain manzil sb ki ek hy

          Topic closed
          mari too samaj sey bahir hai k Quran ke ayaat sey ekhtlafat kesy per sakta hai, Khan bhai ney etni pyari ayaat quote ke hain aur tum ekhtlaf bena rehy ho... INNA LILLAH HE WA INNA ALAIHE RAJEOON...
          Aur tum jo hazaar ha ahadees kay baray main keh rahay ho koi eik bhi quote karo. Mujhay to wo eik shair yaad aa raha hai. 'khud ko badalty nahin Quran ko badal daitay ho'.
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: Shirk sey Bachye....

            Originally posted by shahid_naman View Post
            mari too samaj sey bahir hai k Quran ke ayaat sey ekhtlafat kesy per sakta hai, Khan bhai ney etni pyari ayaat quote ke hain aur tum ekhtlaf bena rehy ho... INNA LILLAH HE WA INNA ALAIHE RAJEOON...
            Aur tum jo hazaar ha ahadees kay baray main keh rahay ho koi eik bhi quote karo. Mujhay to wo eik shair yaad aa raha hai. 'khud ko badalty nahin Quran ko badal daitay ho'.

            :jazak::alhamd:

            Sahi kaha aap nay Sahid..:thmbup:...Nabiyoon (S.A.W) aur un ki umatton ka ekhtlafat hi darsal issee shirk per tha...lykin pata nahi loog kyuon nahi samjhtay...bhar haal hamin fil haal mazeed behas o-mobhasay main nahi ulajhna chahye...meray khyal main PM behtar hai..iss topic per baat kernay ki liye..


            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

            Comment

            Working...
            X