Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tahajjud

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tahajjud

    Asslam-O-Alaikum,

    Aaj maen ye thread "Tahajjud" k naam se start karne laga hoon. Tmaam ahbaab jo Tahajjud padhte hain, unse guzaarish hai k apne khayaalat, experience, blessings share karein taa k hum loagun ko b Allah aap k waseelay se taufeeq de de. Amen.

    Ahmad

    First you comment and after that I will share my experience about Tahajjud. Insha Allah.
    Ehsaas Aik Aysi Ne'mat Hai, Jissey Mil Jaaye Vo Azeem

  • #2
    Re: Tahajjud

    Anyone not who is praying Tahajjud from this large list of members? Surprising yaar.
    Ehsaas Aik Aysi Ne'mat Hai, Jissey Mil Jaaye Vo Azeem

    Comment


    • #3
      Re: Tahajjud

      walikum Salam...

      im praying Tahajud but i really dont like to share dis i dnot knw y but i dnt like to expose my prayers in front with others...
      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

      Comment


      • #4
        Re: Tahajjud

        my brother, is this not good that we will share and motivate to our other sisters and brothers? If not good then I will not move forward.
        Ehsaas Aik Aysi Ne'mat Hai, Jissey Mil Jaaye Vo Azeem

        Comment


        • #5
          Re: Tahajjud

          im not brother :shyy:

          ap thek keh rahy hn unko motivate karna chahiya hy per men sirf apni bat kar re hn.. i gues 5 waqat ki namaz k hawalay sy bat karn to men zarur share karon qk wo faraz hn per Tahajud yeh mjko lagta hy k insan ka khas apny RAB k sath talaq hota hy .. lekin agar ap chahty hn k koi aisi bat share ki jae jo dosron ko is taraf raghib kary to ap zarur share karn k yeh aik acha amal hy..

          ALLAH BLESS U
          میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

          Comment


          • #6
            Re: Tahajjud

            First of all sorry for saying brother as you are a women.

            Mera apna jo khyaal hai Pious Fairy Hamsafar, vo ye hai k agar koi Tahajjud padhta hai to vo Faraz namaaz sharam se he padhey ga. Aap ki baat mein b koi xak nahi k faraz namaz pehle hai. So aap k khyaal se kiya method use karna chaheay hum dono ko k koi aysa thread start kiya jaaye jis mein tmam member apni namaz k baarey mein report diya karein?

            Allah bless you too.

            Ahmad from Sialkot
            Last edited by PoorsFirst; 23 April 2010, 08:51.
            Ehsaas Aik Aysi Ne'mat Hai, Jissey Mil Jaaye Vo Azeem

            Comment

            Working...
            X