Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khaana khaanye k bary main sawal!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khaana khaanye k bary main sawal!

    ASLAMOALYKUM!

    Khana khaanye k jo tareeqye hadees se sabit hain k kis kis tarha beath ker khana thek hai wo aap inayat farma dijiye with Hadees Reference Thank you.

    I am waiting for your answer.

  • #2
    Re: Khaana khaanye k bary main sawal!

    و عليكم السلام و رحمة الله و بركاته

    bhai baithney ka tareeqa tu aj tak meri nazar sey nahiin guzra...koi or shayad is k baarey main bata sakey behtar andaaz main...

    haan yeh hai k kharrey ho kar khaney peeney sey nahii farmayii gayii hai..is k alawa khaney peeney k bhut saarey adaab Sunnat mai wazeh kiye gaye hain..

    but i'm sorry baithney k tareeqey ka mujhey ilm nahiin hai...
    .......................!!!!!

    Comment


    • #3
      Re: Khaana khaanye k bary main sawal!

      Bahi aap k masley ka mukmal hal is Thread mein majood hain neechy daye gaye link per Click kajey


      Last edited by Tanha Hassan; 21 February 2010, 14:04.
      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment


      • #4
        Re: Khaana khaanye k bary main sawal!

        Originally posted by Tanha Hassan View Post
        Bahi aap k masley ka mukmal hal is Thread mein majood hain neechy daye gaye link per Click kajey


        :jazak:
        .......................!!!!!

        Comment


        • #5
          Re: Khaana khaanye k bary main sawal!

          Originally posted by Tanha Hassan View Post
          Bahi aap k masley ka mukmal hal is Thread mein majood hain neechy daye gaye link per Click kajey


          Bhai jaan ye tu theek hai lakin mujhe khaana khaanye k liye jis tarha bethna chahiye us hadees ka Reference chahiye please wo inayat farma dijiye.

          Comment

          Working...
          X