۔:salam:جناب کیا کوئی مجھے ایسی احادیث کے بارے میں بتائے گا جن میں ،پیشن گوئی،،کسی کاہن ،جادوگر کے پاس یا دست شناس کے پاس جانے وغیرہ کے بارے میں احکامات ہوں میں نےنیٹ پر سرچ کی لیکن کئی جگہ اس موزوں پر احادیث نہیں ملیں اور زیادہ تر سائٹس پر پیج ہی اوپن نہیں ہورہے ۔برائے مہربانی احادیث مبارکہ حوالے کے ساتھ شئر کریں شکریہ۔:rose۔
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mujhay Batain
Collapse
X
-
-
Re: Mujhay Batain
bhai meri nazar sey do ahadees guzrii hain....sahee wordings yaad nahiin...share kar detii hoon...
من أتى كاهناً أو عرافاً فصدقه بما يقول فقد كفر بما أُنزل على محمد(Imaam Ahmad)
من أتى عرافاً فسأله عن شيء لم تقبل له صلاة أربعين ليلة(Muslim)..
pehlii hadees main hai k agar kisi kaahin waghera k paas gaya or us ki baat par yaqeen kiya tu us ne us par kufr kiya jo Muhammad (salallahu alaihi wassalam) par naazil howa...
doosri hadees hai k agar koi in k paas gaya or in sey kisi cheez k baarey main poocha tu chalees raatoon tak us ki namaz qabool nahiin hoti...
Last edited by BhaTaktii RooH; 21 February 2010, 09:25........................!!!!!
Comment
-
Re: Mujhay Batain
Assalam-u-Alaikum
Jahan tak aap ne sitaron ki baat ki hy to aik vakiya sun lein.
Aik bar Hazrat Ali a.s jang karny ja rahy thy to koch sitara dan Hazrat Ali k samny aa gy aur kehny lgy k mola aap aaj jang karny na jaein kiyon k flan sitara aap ki mavafiq nai hy to is tarhan aap ko shikast ho gi. To Mola Ali ne kaha pehly main na jat lekin ab lazmi ja kar aur jang jeet kar dekhaon ga.
isi liye sary sitay valon aur jado gar sy bachiye.
Thanks
From Syed Touqeer Abbas
Comment
-
Re: Mujhay Batain
Originally posted by Raniya View Postbhai meri nazar sey do ahadees guzrii hain....sahee wordings yaad nahiin...share kar detii hoon...
من أتى كاهناً أو عرافاً فصدقه بما يقول فقد كفر بما أُنزل على محمد(Imaam Ahmad)
من أتى عرافاً فسأله عن شيء لم تقبل له صلاة أربعين ليلة(Muslim)..
pehlii hadees main hai k agar kisi kaahin waghera k paas gaya or us ki baat par yaqeen kiya tu us ne us par kufr kiya jo Muhammad (salallahu alaihi wassalam) par naazil howa...
doosri hadees hai k agar koi in k paas gaya or in sey kisi cheez k baarey main poocha tu chalees raatoon tak us ki namaz qabool nahiin hoti...Last edited by S.Athar; 6 May 2010, 08:43.:star1:
Comment
-
Re: Mujhay Batain
Originally posted by Touqeer Abbas View PostAssalam-u-Alaikum
Jahan tak aap ne sitaron ki baat ki hy to aik vakiya sun lein.
Aik bar Hazrat Ali a.s jang karny ja rahy thy to koch sitara dan Hazrat Ali k samny aa gy aur kehny lgy k mola aap aaj jang karny na jaein kiyon k flan sitara aap ki mavafiq nai hy to is tarhan aap ko shikast ho gi. To Mola Ali ne kaha pehly main na jat lekin ab lazmi ja kar aur jang jeet kar dekhaon ga.
isi liye sary sitay valon aur jado gar sy bachiye.
Thanks
From Syed Touqeer Abbas
معلومات فراہم کرنے کا بہت شکریہ لیکن مجھے دست شناس کے بارے میں معلومات درکار ہیں۔:star1:
Comment
Comment