:salam: Qabily Ahtram Mimbran jo k In sawalat K jawabat dayty Hain Oun say 1 Sawal Pochna tha K Yah "Zawal Ka Waqat" kia Cheaz Hay.Tammam Din or Waqat To ALLAH G K Hian phir Is Khas Waqat Mian (Namaz,Tilawat)Kion Nahin Ki jatee) Is Ki wajah Kia Hay.Kahan Par In waqtaon Mian (Namaz-o-Tilawat)say Rokny Ka Kaha gia hay.Oumed hay Hawalay K sath Jawab say Nawazin gay.ALLAH G App sab ko Khosh Rakhin:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Waqati Zawal
Collapse
X
-
Re: Waqat-ay-Zawal Kia hay???
Originally posted by SAZ View Post:salam: Qabily Ahtram Mimbran jo k In sawalat K jawabat dayty Hain Oun say 1 Sawal Pochna tha K Yah "Zawal Ka Waqat" kia Cheaz Hay.Tammam Din or Waqat To ALLAH G K Hian phir Is Khas Waqat Mian (Namaz,Tilawat)Kion Nahin Ki jatee) Is Ki wajah Kia Hay.Kahan Par In waqtaon Mian (Namaz-o-Tilawat)say Rokny Ka Kaha gia hay.Oumed hay Hawalay K sath Jawab say Nawazin gay.ALLAH G App sab ko Khosh Rakhin:rose
http://www.pegham.com/fiqah-section/...-e-zawaal.htmlساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
-
Re: Waqati Zawal
:salam: Janab Tawajja Daynay Ka Shokriah.:roseApp Ny Hawaly K Sath Tashffi Jawab Diaa.Jo K Mayray Sawal Ka 1 Hissa Hayy.Sawal ka 2sar Hissa Abhi Rahta hay
Mayray Sawal K Matalab Yah Hay K Jis Tarha Ham Kuch Had Tak Mukhtalif Ahadees Ki Afadiat Samajh Saky Hian To Ishe Tarah Is Zawal K Waqat Namaz-o-Tilawat Say Rokay Jany Main Kia Hiqmat Hay.
Mahrbani Farma Kar Mayre Talash Ko Bayhas Ka Nam Na Dia Jay.Jahin Hazoor (SAWW) Ki Hidaiyt Aa gie Wahan Main Sarnigo Honn.Main Sirf Or Hadeson ki tarha is ke bhe Afadeta or wajah Jan,na chah raha hon.Oumed hay Bat ko Samajhty Howy Agar App K Illm Main Kuch hay to Agah Farmain gay.ALLAH G App K illm Main Mazeed Izafa Farmin.:duaLast edited by S.Athar; 15 February 2010, 12:29.:star1:
Comment
Comment