Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kia Aap Ko Pata Hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kia Aap Ko Pata Hai

    some important informations
    Attached Files

  • #2
    Re: Kia Aap Ko Pata Hai

    1)Quraan pak mai sab sy zada bayan hazrat mosa alehe salam ka hai.

    2)hamary mazhab ma sab sy afzal derja namaz ka hai

    3)Quran pak mai (aayat-ul-kurse)ko sab sy khoobsurat ayaat qarar dia gaya ha

    4)Quran pak ki sab sy choti surat (surat-ul-kosar)hai

    5)nabi:nabi unko kehty hain jo Allah ka pegham lay ker aay
    rasool:rasool unko kehty hain jo Allah ka pegham lay ker aay aur jin per
    kitabain nazil hoe

    6)Quran pak ki akhire 2 soorton(surat-ul-falaq aur surat-ul-naas)ko dafi ul jinnat
    kaha gia hai

    7)surat -ul - fatiha ka namaz mai perhna zarori hai

    8)sab sy choti surat (surat-ul-kosar) hai
    Last edited by aik_lerki; 1 May 2005, 13:54.

    Comment


    • #3
      Re: Kia Aap Ko Pata Hai

      Originally posted by aik_lerki
      1)Quraan pak mai sab sy zada bayan hazrat mosa alehe salam ka hai.

      2)hamary mazhab ma sab sy afzal derja namaz ka hai

      3)Quran pak mai (aayat-ul-kurse)ko sab sy khoobsurat ayaat qarar dia gaya ha

      4)Quran pak ki sab sy choti surat (surat-ul-kosar)hai

      5)nabi:nabi unko kehty hain jo Allah ka pegham lay ker aay
      rasool:rasool unko kehty hain jo Allah ka pegham lay ker aay aur jin per
      kitabain nazil hoe

      6)Quran pak ki akhire 2 soorton(surat-ul-falaq aur surat-ul-naas)ko dafi ul jinnat
      kaha gia hai

      7)surat -ul - fatiha ka namaz mai perhna zarori hai

      8)sab sy choti surat (surat-ul-fatiha) hai

      Assalaam o alekum,


      JazakAllaah bahoot hi informative post hai ek larki shukriaya humse share kernien kaa khush rahien
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment


      • #4
        Re: Kia Aap Ko Pata Hai

        Jazak Allah
        http://www.genericviagra2015shop.com/

        Comment


        • #5
          Re: Kia Aap Ko Pata Hai

          :thmbup:
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Kia Aap Ko Pata Hai

            mashallha say buhat hi achi post hai aik larki :thmbup:

            aisai achi achi islam kay baray main maloomat humaye daiti rehaian :rose
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #7
              Re: Kia Aap Ko Pata Hai

              acchi post hay ..share kernay ka shukria..
              YOU CANNOT USE A LINK OF ANY FORUM IN YOU SIGGY - ADMIN

              Comment


              • #8
                Re: Kia Aap Ko Pata Hai

                Arrey bhai "bahut achcha post hai bahut achcha post hai" jawab to do...
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #9
                  Re: Kia Aap Ko Pata Hai

                  Originally posted by aik_lerki
                  some important informations
                  Qur'an Sharif meiN total 114 surah hai, sabse se baRi sura "Surah Baqra" hai...aur sabse chhoti "Surah Kauthar(kausar)" hai.

                  aalimoN aur mufti se aisa sun.ne meiN aata hai ke Surah Yasin...Quran sharif ka dil hai

                  Quran Sharif Muhammad (PPBU) ke ummat pe naazil hone se pehle jab Allah swt ne jannat meiN FarishtoN ko sunaya to jannat meiN Farishte Surah Yasin ko sun kar duwa kiye.

                  baaqi aur membran ko maaloom ho to brai meharbani yehaN share kareN

                  shukriya
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kia Aap Ko Pata Hai

                    Originally posted by Spy009
                    Quran Sharif Muhammad (PPBU) ke ummat pe naazil hone se pehle jab Allah swt ne jannat meiN FarishtoN ko sunaya to jannat meiN Farishte Surah Yasin ko sun kar duwa kiye.
                    assalam alaikum






                    Surah Al Ikhlas ko Quran ka 33% yaani aik tehai kaha gaya hai.
                    Surah Al Waqiya Maghrib ki namaaz ke baad jo parhega us par rozi kabhi tang nahi hogi.


                    taalib e dua
                    Last edited by zahid; 10 May 2005, 13:16.
                    jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
                    yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

                    Comment


                    • #11
                      Re: Kia Aap Ko Pata Hai

                      Originally posted by Aanchal
                      mashallha say buhat hi achi post hai aik larki :thmbup:

                      aisai achi achi islam kay baray main maloomat humaye daiti rehaian :rose
                      bohat khoob aik larki nice post..aabi
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      Working...
                      X