Yeh mein pehli dafa koi liknk ja rehi hoon.. woow woow woow... im so happy... pehli dafa mere se koi link daala hai:)
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Asaan Nekiya...
Collapse
X
-
Re: Asaan Nekiya...
Imsaal main aap ko Pegham per tah-e-dil sey welcome kehta hoon aur meri dua hai keh aap yahan per bohat achha achha ilm phailaein - ilm jo meri, merey members ki tameer kar sakey :) aap ki pehli sharing dekh kar mujhey yaqin hai keh aap aisa kar sakti hain. Mujhey aap ki share kardah posting bohat achhi lagi aur bohat kuchh sochney ko mila.
Nuqta number 3:
Kabhi main sochta hoon keh yahan Europe mein rehney waley pakistani jo sharabein baichtey hain, beers baichtey hain, fuhashi sey bharey risaaeel baichtey hain - aur ooper sey kehtey hain Allah ney hamari rozi isi mein likhi hai, kya aisa hai? Kya yeh log koi doosra kaam nahin kar saktey jismein chalein kam hi miley magar aisa ho jismein sharab, haram shamil na ho. Aisi dukano sey jo kamaee hasil hoti hai aur jis sey yeh apni aulad ki tarbiyat kartey hain, kya yeh jaiz hai????????????tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: Asaan Nekiya...
Yeh Bilkul jaez nahi hay Masood bhai.......Allah tala ne Quran Paak main Farmya " Aur khao tum halal rizq jo dya Hum ne Tumko" Islam Mian haram cheezain bechne aur khareedne par pabandi hay :) is ke lye aap dekhin yeh Thread
http://www.pegham.net/showthread.php?t=4751Allah
Comment
-
Re: Asaan Nekiya...
nice post...
Comment
-
Re: Asaan Nekiya...
:jazak: imsaaal
Originally posted by Masood
Nuqta number 3:
Kabhi main sochta hoon keh yahan Europe mein rehney waley pakistani jo sharabein baichtey hain, beers baichtey hain, ....... [
Allah hum sab per apna reyham karey Ameen" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment