Assalamu3laikum wa rahmatullah
(هو الذي خلق الموت والحياة ليبلوكم أيكم أحسن عملا)
"usii ne mout or zindagii ko paida kiya k imtehaan le sakey tumhara k kon behtar 3amal karney wala hai"
Zindagii:asslamu3laikum
Mout:wa3laikum us salam
Zindagii:kya hum ek dosrey ko jaan saktey hain
Mout:yeh merey liye sharaf hai
Zindagii:mai zindagii dunya ki baitii
Mout:mai Mout akhirat ki baitii
Zindagii:merey aney se logoon ko khushi hotii hai
Mout:merey aney se log ghamgeen hotey hain
Zindagii:mai un ko batatii hoo kub ana hai
Mout:mai un ko nai batatii kub ana hai
Zindagii:mai har saal atii hoo
Mout:mai umar mai ek baar atii hoo
Zindagii:merey paas mazey or khail khood hain
Mout:merey paas HAQ hai
Zindagii:mai gunehgaar par taizii se guzartii hoo
Mout:mai gunehgaar par ahista se guzartii hoo
Zindagii:mai Farmaan'bardaar par taweel hoo
Mout:mai Farmann'bardaar par qaseer hoo
Zindagii:mujh par paisey kharch kartey hain
Mout:mujh par paisey kharch nai kartey
Zindagii:mai un k ma'tehat hoo
Mout:wo merey ma'tehat hai
Zindagii:mai un umeed ko baRhatii hoo
Mout:mai un ki umeedoon ko khatam kartii hoo
Zindagii:mera mamla bhut adna sa hai
Mout:mera ma'mla 3azeem hai
Zindagii:mera ghar zameen k oopar hai
Mout:mera ghar zameen k neechey hai
Zindagii:agar mujh se tung ajayein tu choR detey hain
Mout:agar mujh se tung ajayein tu nahii choRtii
Zindagii:meri awaaz shor sharaba hai
Mout:meri awaaz khofnaak khamoshii hai
Hazrat 3ali raziAllahu 3anh ka farman hai
اعمل لدنياك كأنك تعيش أبدا واعمل لآخرتك كأنك تموت غدا
"apnii dunya k liye aise 3amal karo jaisey hamesha zinda rehney waley ho, or apnii akhiat k liye aisey 3amal karo jaisey kul hii marney waaley ho"
Wassalamu3alikum wa rahmatullah...

Comment